kew bhtt sa log trading start krana sa darta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    Log forex trading account mein invest karnay se bhi nai durtay or na hi trading karnay se durtay hein wo sirf loss honay say durtay hein or sochtay rehtay hein k loss se kis tarha safe rehma he magar boht kohsish k bawajood bhi loss ho jata he.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      yes the people fear from forex the reason behind that may be that they are not sure about their information for those traders they should get knowledge and do practice for live trading on demo account so they may be perfect.
      • #363 Collapse

        jee han forex tarding aik bohat hi risky business or bohat se log iss main apni raqeem zaya ker chuke hain iss lye log iss main inverestment ekrne se darte hain agar ap investment kerna chete hain to learn ker ke kerna tejke ap ka loos na ho
         
        • #364 Collapse

          friends forex trading online marketing business hae es main loss and profit k chances same hote so i believe many trades forex business ko loss k dar ki waja se join nahi karte
          • #365 Collapse

            Brother is business mein khof sirf or sirf loss ka he hota hai or darne ki waja yeh he hai k wo phele loss ker chuke hote hai jis ki waja se wo apna confidence loss ker dete hai or dubara live trading kerne se darte hai or confidence aik tarah se bhal ho sakta hai demo per aesi startegy se work kare jis se unhe zaida se zaida profit ho tou un ka dar khatam ho jaye ga.
            :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
            :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
            • #366 Collapse

              g han yaqeenan esa hota hai jis ki sub se bari waja yehi hai ese traders ko khud par aetmaad nahi hota aur woh loss se dar rahe hote hen ese logon ko loss ko dheyan se hata kar risk circle men bhi aana chahye take andar ka khauf khatam ho jaye
              • #367 Collapse

                Mery khyal main esmain main resion ye hay keh esmain investment karni hoti hay aur wo ye sochty hon gay keh agar investment loss ho gai to humara nuqsan ho jaye ga laikin agar hum forex forum par kam kar kay jo bonus milay to us say trading karen to ye best hay.
                 
                • #368 Collapse

                  jo knowledge nahi rakhty whi darty hai n.forex ak best earning way ha.forex ak best online work ha jis main koi cheating nahi ki jati. agar koi trader is main mehnat se kam kra puri knoledge hasil kry to is main kamyabi hasil kr skta ha ,
                  • #369 Collapse

                    AOA mere khayal se trading may jitna paisa kamana asan ha utna gwana bhi asan ha shayed isi liye but risk to akhir lena hi parta ha chahe koi bhi karobaar ho
                    • #370 Collapse

                      sub se important reason to lack of confidence hota hai. is k ilawa kuch log iss liye is kaam ko prefer nahi kerte k un ko is ka knowledge nahi hota ya wo ye samajhte hain k trading k liye experience important hai. mazeed ye k market main kisi time per hone wale traders k heavy losses bhi logon k minds main is ka negative impact create kerte hain.
                      • #371 Collapse

                        yes theak kha ap na bht sy log forex trading karna sy darta ha ku k vo is lia forex trading karta waq darta ha ku k un ko lagta ha k forex trading karna k lia un ko is ma investment karna ho ga ku k zayada logon ko ya he pata ha forex trading karna k lia is ma investment karna parta ha is lia vo darta ha.
                        • #372 Collapse

                          Jesa ke hum sab jante hein ke forex trading ek bohat hi risky business hai lekin is ko risky banana ya risk se bachana trader ke haath mein hota hai ye misconception hai ke forex trading mein boht loss hota hai, loss ya profit completely ek trader ki capability or skills pe depend karta hai to humein trading start karne se darne ke bajae apna time invest karna chaiye take hum ye business seekh sakein.
                           
                          • #373 Collapse

                            i think there is very common reason behind this ,the reason is that the knowledge the lack of the knowledge is the main and the basic reason of the failure in the forex if we will do the trade in the forex with the mini knowledge then surely we will get the loss only
                               
                            • #374 Collapse

                              ji han forex me dar to lgta hai but i think you'll be able to earn money from ebay if you're able to use the strategy as well as technique to help to make very good success, you have to provide time and energy to find wise decision as well as expertise to generate very good success.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                Salam friends, I think you must have confidence and determination to trade in forex, it will be very good for you, have control on your emotions and have patience on low profit are some factors you must to do.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X