kew bhtt sa log trading start krana sa darta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    ji bilkul ap thek keh rahe hain kafi trader esay hotay hain jin k pas knowledge hoti par live trading karty way darty hain .. iski yihe waja hai wo confidence ka shekar hotay hain.. confidence ka hona bth zaruri hai forex market mei kamayab hone k lea aur trading karne k lea .. meii yihe kehna chahogii aun traders ko confidence lao apne andar aghar forex mei kamyab hona chaty ho tu
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      People dont want to take risk on his personal capital, thats the big reason that some traders are not trade in live account. they think that if they loose his invested money while trading so how they will survive in whole month, because in forex busienss mostly belong to middle class family.
         
      • #978 Collapse

        bhai jis kai pass achi knowledge nah ho or es ko dar lag jata hai kai wo kahin nuqsan na kar baithey or es kai pass aesa acho knowledge nahi tha.....
        • #979 Collapse

          ji haan bilkul trading say darny ki main wajha yahi hai k un ko apny uper confidence nahi hota k wo achi or sahi trad ker saktyhain ya nahi sahi faisla ker sakty hain ya nahi or unhm nay invest bhi kiya hota hai to us ka bhi dar hota hai k kahin live trading main wo sary gawan na dain is liye darty hain .
          • #980 Collapse

            bhai jan main to is bary me yehi khna chon gi kay bhai jan log is business ko join karny say sirf isi liy darty han q kay unky pass is business kay bary me knowledge or experinces nahi hota ha is liy wo darty hanis ko join karny say
            • #981 Collapse

              G han aap ne bilkul theek kaha hai bohat sare log real account mein trading karne se darte hai aur ye khof loss ka hota hai forex mein kaam karte hue aap ko fear ka shakaar nahi hona agr aap fear k saath trade kare ge to aap ko zaror loss ho ga is liye aap ko confidence k saath trade karni chahain.
              • #982 Collapse

                agar hum ne demo account me practice ker ke experience hasil kya hoa he to is der per qaboo paya ja sakta he. aur nye trader ka durna shaid nafsyati see baat he. ye baat he zaroor ke naya trader darta zaroor he.
                • #983 Collapse

                  buht se loog trading strt kerne se pehlay isliya darty k ek to un k andar confident nai hota 2nd un k pass na hi achi kn0wledge hoti hy na hi acha experience isliye un k andar yh khoof hota hy k kahi humai loss na hojai....
                  • #984 Collapse

                    ap thek kehte ho g froex trading bohat se log krne se drte hen or bohat se log is ko dislike b krreh eni s ik waja ye he k ye boha risky businuss ha ak trade rloss hasil kr skta ha@
                    • #985 Collapse

                      bohut se log isliya real trading se darthey hain kiyun k real trading mein appka apna paisa laga howa hota hai aur appko us mei. real loss hota jis ki wajah se appko bohut ziyada deprezzion nojti bI.
                      • #986 Collapse

                        meray bhai is ki sab say bari wajah ye hai k bht say log is ko bager seekhay join kar letay hian or unko is kam main experties nahi hoti to wo is kam main loss hi karwatay hain or trading kartay wakt dartay hain
                        • #987 Collapse

                          bohat say log yahan aise hain jo loss se dartay hain isi liye trading start nahin kartay ager woh yahan complete learn kar lain to un ko risk lene main koi dushwaari nahin hogi aur woh easily trading kar sakain gay.
                          • #988 Collapse

                            log darty hain kai unka nuqsan na hjae unki investment na doob jaye unko loss na hjae islye log tradng nhe karty is traf any se darty hain halake isme drane ki bta he agr wo ache smj practice kar k is traf aen to kamyab h skty hn
                            • #989 Collapse

                              haan aissa b ho sakta hai k jo forex pay new hota hai woh dar dar k kam karta hai aur trade b bht dar k karta hai q k usay kisi b kam ka pat nae hota k kaisay karni hai ya kaisay nae
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                q k her kaam men risk ka element hota hai.. isi terha trading men bhe risk ka element maujood hai.. aksar log isi waja se kaam shuru krny se dartay hain shayad.. per agar aap mehnat or mustaqil mizaji se kaam karain to aap ko forex trading men koi mushkil nahen ho gi!

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X