kew bhtt sa log trading start krana sa darta han?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1951 Collapse

    yeh aik natural phenomenon hai k jab aap ki trade lagi hoti hai tab aap jitne b mahir hun forex k magar loss ka dar hamesha rehta hai par waqt k sath sath hum is dar ko control karna seekh jate hain. khas kar new traders ko to bht tention hoti hai par best way yehi hai k kam pips me reh kar kam karein or acha kam karein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1952 Collapse

      mere khyal se vo log jo new hoty hain or unn ko trading ka ilam nhi hota ha or vo dartay hain k kaheen un k deposit kiye paisy waste na ho jayen unhen chahye k vo demo account bna kr seekhein.
      • #1953 Collapse

        bhai jan log isko start6 karnay sau iss liye dartay hain kyun k yeh aik risky business hai is liye wo nahi chahtay k wo apna sara paisa kho baithain r kuch log garibi ki waja say isko start nahi kartay
        • #1954 Collapse

          forex trading ko krny se log kyu darty hn is baat ka andaza apko tb hoga jb ap 1 ya 2 martaba stop-out ka samna kro gy. forex trading mein profit k saath 50 percent loss ka risk hota ha. to ap is se andaza kr skty hn k ap apki money ko kis tarah lose krwa skty hn.
          • #1955 Collapse

            bohy say log is liye trading karny say darty hain kun kay unhain lagta hay unhain trading main sirf loss hi hoga or profti hsil nai ho ga or isi bat ko lay kar wo trading karny say hichkchaty hain balky trading main aysa kuch nai hota hay apni hi galti ki wja say humain loss hota hay
            • #1956 Collapse

              Forex trading main kae bar aysa trend samnay aata hay keh iss main low capital ko loss ho jaata hay aur aik he din main sub kuch loss ho jaata hay balkeh oss pay forex ki taraf say loan bhe nazil ho jaata hay jis ki wajah say kafi traders iss trading say door hoatay ja rahay hain
              • #1957 Collapse

                A big cause of people's fear about trading in real business is lack of confidence, knowledge and experience. we have to overcome these things then we wouldn't feel fear in trading.
                • #1958 Collapse

                  ji ha dosto aek aqal mand mature admi kabhi bhi sekehey bagehr live trade me pesa invest nahe kare ga balke wo dare ga ke kese trading ki jae is ka best way he ke pehle forex ko seekha jae or demo per practice ki jae or phr stop loss lagakar llive trdaing me thori investment se experience hasil karey
                  • #1959 Collapse

                    Dear is business me log is liye trading karny se darty hain kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss kabhi bhi ho sakta ha or hm apni investment b is business me gawa sakty hain isi liye log is business me log trading karny se darty hain or is business me trading karty nhi ha
                    • #1960 Collapse

                      brother aisa hai k jb new hotay hain to wo loss krtay hain bcz unhy practice ni hoti and seekha nhi hota, to unkay lie ye hai k wo seekh k kaam krain seekh k hrktain krain us se unhy bht profit hoga
                      • #1961 Collapse

                        hi this is good question ....yeah most of the people are afraid of loss in business thus they stay away from the trade ....but profit or loss is the part of trade
                        • #1962 Collapse

                          kyun key bohut se logon ko yeh pata hai k jahan forex mein bohut sara profit hai wahan forex mein bohut sara loss b hai aur sirf 10 precent log hi forex mein profit kar pathey hain aur baki sarey loss mein hotey hain.
                          • #1963 Collapse

                            Han ye he k buhat sare log real investment se bhi darte hin es ki wajah hoti he k unko knowledge aur information nahi hoti he market ki to wo loss kar jate hin phir wo loss k dar ki wajah se dobara trading nahi karna chahte hin phir wo log jo malmat nahi rakhte hin wo bhi samjh nahi sakte hin es business ko aur na trend ki unko sammjh ati he.
                            • #1964 Collapse

                              Haqeeqat yeh hai kay unki learning weak hoti hai jiski wajah say unhain darr hota hai kay kahin unko loss na hojay aur woh isiyay live trading karnay say dartay hain laikin agar insan kuch loss nahin karay ga to profit ko kaisay enjoy karay ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1965 Collapse

                                Mery bhai Pori dunya aik ajeeb alaamiya he k just 3% log invest krahy hain and un k lia 90% log job krahy hain ,tou yahan aik masla ye he k logo ka mind job mind he jbhi ye log trading sy bhagty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X