Asalam O alikum jab hum trading kartay hain toh aksar hum log lalach main ajatay hain jis ki waja se money managment ka khayal nahi rakh patay yehi waja hai kay humara acount wash ho jata hai aur faiday ki jagah nuqsan ho jata hai money managment na karna hi loss ka reason hota hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим