Big loss comes after some little profit??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    sir is business main bhe hamain profit and loss hota he rahta hai issi liye hamain chaye k hum is ko learn kar k he karain and har loss k bad he hamain acha profit mill sakta hai and profit k bad loss bhe ho sakta hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      gee teek kaha hai ap ny dear asa e hota ahi ap ka act tb e wash hota ahi jb ap SL ni use krty hai SL ka faida yhi hota hai k ap ko ek limit tak loss hota ahi but bina SL k ap sara act e wash kr bety hai or is liay soch samjh k trade may enter hn or sth may TP and Sl must use kry taky ap ka act save rhy or loss kam sy kam hn
      • #18 Collapse

        aksar asa hota hay kay hum big loss kar day tay hain kam profit hasail karnay kay liyha jo bi acha trader hay wo pahay say planning kar kay trading karta hay phr wo profit kamata hay.
        • #19 Collapse

          bilkul aisa hee hoota hay jub hunmain forex say thoorra profit atta hay to hum bina study next trade open ker deetay hain isse liyea loss hoota hay zaida..
          • #20 Collapse

            aap nay theek kaha k forex aik aisa business hai jis main aap ko profit hota hai or is k baad aap ko is main loss b ho jata ahi or aap ka sara profit loss main chala jata hai is liay is ko hteek say karna chahiye
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mani528 پيغام ديکھيے
              my dear brother mery khayal main forex trading business main trading kay duran agr ap ko big loss ho raha ha to ap ko small profit pay he agree krna chiya. kun kay ic say ap kay experience knowledge or praitce main lose nehe ho ge. so be careful............
              yes i agree with you if we have not good skill then we make little profit but should be loss soon. in forex trading we should be need good skill and experience for make regular profit.mostly new people loss the money because they do not learn forex trading they just invest money and want to make good money.
              • #22 Collapse

                ha ye loss be profit k baad a sakt ahia aur profit be loss k baad a sakt ahai es mai koe be tension wali baat nahe hai bs ap sahe se kaam karo dear
                • #23 Collapse

                  dear jab ap forex trading business ko achi tah se samaj jaen gay to aesi koi sort nahen hogi kun ke agar hamen profit ho to hum wait nahen karte aur trade close krne ko koxhash karte hain aur lose ki sort main bahot ziayda wait karte hain isliye aesa hota hai
                  • #24 Collapse

                    forex ki is market main hamain loss ziadah hota hai and hamain is main profit kam hasil hota hai.is ki main reason yeh hai k ham is main lalach kartay hain
                    • #25 Collapse

                      ik trader kay liey over confidence acha nahin hota.jo trader over confidence say kaam karty hain,un kay liey survive karna or phir iss field main earning karna bohat mushkil ho jaata hai lekin jo trader learning main time daity hain or struggle karty hain,wo kamyaab ho jaaty hain.
                      • #26 Collapse

                        i think key ager ap samjty ho key ap ko daily ka daily kuch na kuch profit araha hi to ap ko osey get kar lena chahey aor ager ap big loss se bachna chahty hi to ap ko limit lagany chahey key mujy ager loss be ho to kam se kam ho 20 points tak be ap loss ki limit laga sakty hi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          hum jab trade karty hain to humain loss b ho sakat hay or humain achi earning hb hasil ho sakti hard work karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakay demo ko use karna ho ga ta kay loss km say km h
                          "The mind is everything, What you think you become"

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X