Lot size ko adjust karna zarori hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ko adjust karna zarori hay
    Trading me agar lot size ko anady key bunyad par lagany ki ghalti ki jaye to hamari trading kabi be behtar nahi ho sakti hay agar ham lot size ko apny trading experience aur knowledge key bunyad par adjust karny ki koshish karen gey es se hamy bahot zeyda faida ho sakta hay,

    Lot size ko market ki movement key sath adjust karna zarori hota hay kabi be anadzy ki bunyad par lot size ki selection karny ki koshish nahi karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size ko adjust karna zarori hay

    Bhai jan jab bhee hum trade laga rahe ho markete main enter hote hi hum ko chaye k hum markete ko achi trah sy analysis ker,koi acha sa paur find karen jis ka hum ko acha experience hasil ho,markete ko bhee dekhen aur aur apne account capital ko bhee dekhen os k baad trade open karen aur kum lot size rakhen apne account k mutabiq hi lot hona chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Lot size ko adjust karna zarori hay

      ji han sir lot size ka adjust karna bhut he zaroori hy aur lot size bhi humy apny account ky mutabiq set karna chahiye , kuch members ka account to bhut chota hota hy magar wo lot size bra set kar lety hain jo ky bhut risky hota hy
      • #4 Collapse

        Re: Lot size ko adjust karna zarori hay

        lot size ka trading men bhot he ammal dhakl hai.kuch log jin ko markete men lot size ka ptta nh hota to shru men wo lazmi tor pwer apny account ko wash kraty hion gy.is liye hamen chye k ham lazmi tor per markete men entre hon to sab sy phly hamen apny capital per nazer rhkni chye.ager hamen apny capital per nazer rhken gy to ham us men kamyab ho sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Lot size ko adjust karna zarori hay

          Dear friend and apharan karna chahta hun ki Hamen chahie ki Apne lot size ko adjust kar le Kyunki Agar Ham Apne lot size ko kam Rakhenge To Hamen ismein bahut jyada fayda Hoga aur Hamara account was hone se Bach jaega aur ham ismein bahut jyada profit kar sakte hain aur ismein successful trader Ban sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Lot size ko adjust karna zarori hay

            hamy lot ko adjuest karne ho ga hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy los ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Lot size ko adjust karna zarori hay

              hamy lot ko use karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hamy experience gain kar ky kam karna ho ga forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex pakistan mai legal business ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: Lot size ko adjust karna zarori hay

                Assalamu Alaikum Pyare bhaiyon ummid karta hun aap sab log theek Honge main aap Logon se Itna Kahana Chahta Hun Ki Hamen lot size ko adjust karna Hamare liye bahut jaruri hai is ko note Karen ignore na Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size ko adjust karna zarori hay

                  Dear friends lot size to adjust karna forex may bohaut zarori ha kau k bhair adjust kay jub be hum koe be forex karty hain to hum ko zada say zada loss hota ha es leyh better ha k jub be hum forex per trading put karin to rules k sath rah kar kain ta k hum ko loss na ho bulkay hum ko fida he hoo aur hum kamyab trader bunay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size ko adjust karna zarori hay

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Trading me agar lot size ko anady key bunyad par lagany ki ghalti ki jaye to hamari trading kabi be behtar nahi ho sakti hay agar ham lot size ko apny trading experience aur knowledge key bunyad par adjust karny ki koshish karen gey es se hamy bahot zeyda faida ho sakta hay,

                    Lot size ko market ki movement key sath adjust karna zarori hota hay kabi be anadzy ki bunyad par lot size ki selection karny ki koshish nahi karni chaye.
                    Ram Nikunj bhajan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein lot size ki bahut jyada important hoti hai agar Ek Achcha knowledge or experience hoga tab hi Hamara lot size 1 perfect set hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size ko adjust karna zarori hay

                      forex mian aik kamyab trader wo hi ha jo forex k rule's ko follow kerty howy trader kerta ha asy hi forex main lot size ki bhot zaida ehmiat ha aik samjdar trader humesah apny blance k hesab say hi lot size chouse kerta ha forxampal ager ap k pass zaida balance ha to ap bid lot size use ker sakty han ager ap k pass 100$ ha to ap ko 0.01 say ziada lot size ni use kerna cahiy .
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size ko adjust karna zarori hay

                        ji han bhai jaan aapane bilkul sahi Sawal kiya hai aur main aapki baat ko manta hun Hamen chahie hai kya mis Mein lot size ko adjust Karen aur Hamen chahie hai ki ham ismein har bar lot size ko kam se kam rakhen Kyunki lot size ko Jyada Rakhenge To Hamen Hamesha loss hota hai aur isliye Hamen chahie hai ki Ham ismein loss se bachne ke liye lot size kam se kam rakhen
                        PAK ARMY ZINDA ABAD
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size ko adjust karna zarori hay

                          Good Afternoon Friends
                          Ham ko is main market ko adjust karna chahye aur is main lot size ko bi adjustment zaror hoa hain air ham ko is main zyada lot siz use nahi karna chahye ham ko is meinj over size k trade open nahi karna chaiye aur is mein ham ko kam taerde hi oepn kar ne cheiy agar ap is mein zyada tarde oepn kar te hain to apkois mein zyada loss ho sakta hain is liy apko is mein kam tarde hi oepn kae ne chiey jo ap k liy best hai is mein ham ko kam trade open kar e se bhi is mein fiada hoga aur ham is mein earn kar sakte hian.
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size ko adjust karna zarori hay

                            g han dear apki bat sahi hai ka hamen ismen apni lote size ka khayal karna hoga yani k agar ham ismien apni balance ke mutabiq lote size jese ke apka balance kam hai toi hamne ismien lot sie bhy kam rakhna chaye kyunki hamen loss aur profit bhy kam hy hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size ko adjust karna zarori hay

                              Trading aik aisa kam hay jis main har cheez ki calculation boht zarori hay. jesay kay is main paisa shamil hota hay aur paisa jahan bhi ho is ko count ker kay hi rakha aur dia jata hay. isi trah say forex main harmay pas capital count ki hota hay. jis ko ham nay apnay risk kay mutabiq aur trade kay risk kay mutabiq har trade per use kerna hota hay ta kay risk kay mutabiq hi lot set ho sakay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X