Jab tak traders emotional nahi hoty un ko loss nahi hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab tak traders emotional nahi hoty un ko loss nahi hota
    Forex trading esa business hay jes me traders ko loss kesi na kesi reasons ki waja se hota hay traders greed karny key bad be loss kar sakty hey aur emotional hony key bad be traders ko 100% hi loss hota hay,

    agar traders greed aur emotions ko control karny aur apni trading performance ki achai key ley work karen to discipline key sath trading karny se traders ko zeyda loss nahi ho saky ga aur esy traders hi expert be asani se ban sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab tak traders emotional nahi hoty un ko loss nahi hota

    g han bhai jan apki bat thk hai k ager trader emotional ho jaty hain to jab bhi unki trade loss men jati hai to wo trade per trade open kerty jaty hain.wo ye nh dhaikty hain k lot hamry account ki woth sy zyda to nh ho gea hai.bal k wo smjhty hain k ye bas nechy a gea ab maximum ab mazeed nh jaye ga to aik aor trade open ker dety hain.is liye wo loss ker bhaity hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jab tak traders emotional nahi hoty un ko loss nahi hota

      Haan g aap sahee keh rahay ho forex trading may emotional traders hamesha loss may he rehthay hay kionka is may aap ko buhut ihthiaath our sabar say kaam karna hotha hay is liay may ye samajhtha hoon k is business may hamay buhut soch samajh kar our tanday dimaagh k saath kaam karna chahiay.
      • #4 Collapse

        Re: Jab tak traders emotional nahi hoty un ko loss nahi hota

        dear friend and Alpha X members naya gana Chahta Hun Ki Hamen Forex trading Mein Kabhi Bhi emotional aur excited Nahin Hona chahie Kyunki Agar Ham ismein emotional aur excited Honge To Ham ismein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte aur ismein Los hi hoga aur ismein ham kabhi bhi profit Nahin Karte to Is Tarah Ham ismein are kam pad jaenge
        • #5 Collapse

          Re: Jab tak traders emotional nahi hoty un ko loss nahi hota

          Ji han Sar aisa bhi ho sakta hai ki Jab Koi member Jyada emotional ho jata hai aur usse Achcha profit Bhi Ho Jata Hai To vah fir se trade Lagane Ki Koshish karta hai aur Vahi se uska loss start ho jata hai aur uska profit Kiya vah trade use lost Dena start kar deta hai Hamen chahie kya kar Hamen Ek trade Mein Achcha profit Hua Hai To Hamen Dobara se trade karne mein jaldbaji nahin Karni chahie Bal ke apne profit ko withdrawal kara Lena chahie
          • #6 Collapse

            Re: Jab tak traders emotional nahi hoty un ko loss nahi hota

            Good Afternoon Friends
            Ham jab tak forex trading main emotional trader nahi bante hain tab tak losses se bache rehte hain aur ham ko is mein ache se tarde karna chaiye tab ja kar apko ius mein loss nahi hoga aur ap is mein kamyb ho sakte hain aur ham ko chaiye k ham is mein risk mat len tab ja kar apko is mein loss nahi hoga aur is main emotional trader nahi banna chhaye
            • #7 Collapse

              Re: Jab tak traders emotional nahi hoty un ko loss nahi hota

              my dear friend ager koi trader is yaqeen ky sath trade karta h ky us ko loss nhe hoga aur wo is per dat jata h aur saber karta h to mere khiyal sy us ko loss nhe hota aur ager kesi wja sy us ko thora bahut loss hota h aur wo is mn emotional hojata h to pher is ko loss hota h aur bahut ziada loss hota h so ager wo is mn greed karta h to pher bhi is ko loss hi hota h so hamein fresh mind k sath kam karna chaye
              • #8 Collapse

                Re: Jab tak traders emotional nahi hoty un ko loss nahi hota

                g han hamy emotions ko qabo mai rahk ky km karna ho ga pher he hm pasia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex mai students be kam kar sakty hain hum ismai out off cost account bana kar be kam asane sy kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jab tak traders emotional nahi hoty un ko loss nahi hota

                  Jim ha app nay bilkul sahi kaha hair ke hamesha loss may he rehthay hay kionka is may aap ko buhut ihthiaath our sabar say kaam karna hotha hay is liay may ye samajhtha hoon k is business may hamay buhut soch samajh kar aur ham ko is mein ache se tarde karna chaiye tab ja kar apko ius mein loss nahi hoga aur ap is mein kamyb ho sakte hain thank you everyone
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab tak traders emotional nahi hoty un ko loss nahi hota

                    Cut Jaenge to earning karne ke chances be strong level per Jaenge support and resistance level kabhi hamen acche se kam ho jaega ke Kaise kam karte hain aur ham Yahan Se Kaise earning kar sakte hain aur yah Kya chij Hai ine Sab Ka Hona lajmi hai insta ka account verify karna Koi Jyada Mushkil kam nahin hai isliye Ham account ko verify karne ke liye hamare pass just national ID card ka hona lajmi hai hamare pass
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab tak traders emotional nahi hoty un ko loss nahi hota

                      Aane wali new members ko chahie ki vah kabhi bhi Forex Mein Aakar lalaj karo utilised na Karen Apna confidence ko create Karen Jyada Se Jyada learning karne ke bad fir market Mein Aaye Kyunki learning kar sakti hai aur aapki marriage ho sakti hai se Kuchh kar sakte hain management ke sath yah baat bhi bahut jyada important hoti hai ki Jab log thread create Karte Hain To vah bahut Chhota create karte hain ismein Limited words nahin likhate hain aur na hi Apna Moti Vishva clearly brief karte
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab tak traders emotional nahi hoty un ko loss nahi hota

                        g han ap ny bilkul thk kaha forex mn emotions ko cintrol krma chahea aur trading krty wkt ap relax ho k batgin emotional na hn lalich mn a kr lot size zeada na rakhin tb hi ap zeada kamyab hngy aur achy trader bnajn gy forex mn bhot sy log nakam hoty hn us ki wja y b hy k wo lot size zeada rkhty hn aur loss krty hn.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X