Trading subha k waqt ya sham k waqt?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading subha k waqt ya sham k waqt?
    G dear traders waisy to ap sab janty hen k market 5days a week 24 hours a day open he rehti hey trading chalti rehti hey wsy ye kis time ziyada suitable hy kis waqt hamyn trading karni chaheay jis m market ki movment thrk ho....
    Mery hesab sey sham 4-10tk market ki ke mvement bohat heavy rehti hy usi time market sey hum zada sey zada pips uthaa sakty hen mjy to sham ka time suitable hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading subha k waqt ya sham k waqt?

    Acha swal hai trading subha ka waqat ya sham ka waqat kray iss main koi pabandi nahi hai Aap achi trading krna ka Lia subha ka waqat bahter hota hai subha ka waqat Aap ka mind frash hota hai or Aap achi trading Kar saktay hai sham ko Aap atni Achi trading nahi Kar saktay iss Lia subha ka time trading karna bast hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading subha k waqt ya sham k waqt?

      ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai Hamen aadat aur Sham Mein trading karna chahie kyunki sham ko market ki movement bahut tej Ho Jata Hai To Hamen bahut jyada profit De sakta hai to isliye Hamen chahie ki Ham jyadatar Sham Mein trading Karen Taki Hamen achcha profit Ho FIR Ham ismein withdrawal subah Laga sake...
      • #4 Collapse

        Re: Trading subha k waqt ya sham k waqt?

        Forex mein trading hum her waqt ker saktay hain iss kay lye koi khas makhsoos time nahin hai lakin yeh aap ko khud sae observe kerna hota hai kay market kis time mein zayada movement kerti hai aur jis time mein market mein movement zayada ho uss waqt trade kerain ya phir apnay analysis kay mutabiq kaam kerain
        • #5 Collapse

          Re: Trading subha k waqt ya sham k waqt?

          Sb ki apni apni timing hoti hai I think free hone ki aur market movement ka to I think zyadah kuch nahi keh skte kbhi kisi time zyadah movement krti hai kbhi kisi time Han zyadah dhyan rkhne se shayed kuch andaza ho jaye
          • #6 Collapse

            Re: Trading subha k waqt ya sham k waqt?

            assalamu Alaikum Mere Bhai Ki ummid karta hun aap sab log theek hain aap log se Itna Kahana chahta hun K trading subah ya sham isase koi talluk nahin hai balki aap market ko analyse Karen sirf market ko dekhen Uske bad aap trade kar sakte hain chahe subah Ho ya sham
            • #7 Collapse

              Re: Trading subha k waqt ya sham k waqt?

              A.O.A yes you are right brother ap ny bht acha sawal kia hy trading k lea suitable time bonus k milty he start ho jata hy or usk bad market us k ak hafty tak 24ghanty open rehti hy or suitable time hy sham 5bajy k bad trade lagye tab market k rate barhny k chances hoty hn or sath sath market ko analysis karty rahain taky apko behtar pata ho k kab trade lagana chahye
              • #8 Collapse

                Re: Trading subha k waqt ya sham k waqt?

                G ye treading k liy wkt ka swal ha aik acchi treading k liy wakt ka koi hisa khas ni kerna chaiy blke avchi treading k liy insan ko hma wqt apna mind tiyar rikhna chaiy ,treading asl me aik shakar ki mand ha Jo ksi waqt b lug sikta ha
                • #9 Collapse

                  Re: Trading subha k waqt ya sham k waqt?

                  Jay aap ki knowledge or experience parrot pet karta hai ki aap kis time trade karte ho aur kis time aftermarket ko Chitra se analyses kar lete ho Kyunki market ki movement ka andaza Lagana bahut hi Mushkil hota hai iske liye Hamen market ko analyses karna padta hai aur Apna knowledge or experience ko bhi bahut Achcha karna padta hai tabhi Hamen ismein ka maja bhi mil Jaati Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading subha k waqt ya sham k waqt?

                    bonus tu ap kisi ko bhi deskte hu trading k liye agar ap khud ni krna chahte trading osi me zaroorat padti hai insat forex say ap jub apna profit withdarw karwaty hain to ap ka insta forex ka account hi hamain noksaan katy hain lekin jis bank account main withdraw lety hain wo agr verify na bhe ho to iss ay kuch farq nai karna padta hota hai
                    :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading subha k waqt ya sham k waqt?

                      Bhot acha question kia hy kh trading kyly sahi time mery khial sy trading kyliya hr time thek hy ar sub sy asal bat yeah by kh ap trading k bary m kitni janty hy ar ap ka trading m experience kia hy ap apni analysis ki base PR trading kr skty
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading subha k waqt ya sham k waqt?

                        Zaida tar Yahi Dekha gaya hai ki agar Sham ke Waqt ki Jaaye to yah zyada Achcha rahata hai ki Sham ke Waqt market ke movement ki koi samajh a Jaati Hai per Kuchh Kaha Nahin Ja sakta Kahin dafa Subah ke Waqt Bhi market acha move karti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading subha k waqt ya sham k waqt?

                          Dear friend market ko Har Waqt time Dena chahie Kisi Waqt Bhi market acchi moment kar sakti hai koi exact time nahin hai trading ka aapko chahie ke market ko analysis Karte Rahen Jab acchi moment Ho apni entry Laga Le...
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading subha k waqt ya sham k waqt?

                            Shan ho raha hota hai Hamen isko recover karna bahut jyada important hota hai Hamen Zyada investment ke sath Kam Nahin Karna chahie aur Hamare Paas Jyada investment back side per Badi honi chahie Jo Hamare account ko stable rakhti hai aur Hamen kam karne ke liye market Mein confidence provide Karti Hai Jitna Achcha investment Hogi utna Jyada hamare pass confidence level Hoga Kam karne
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading subha k waqt ya sham k waqt?

                              Ek Jaise Main Karti Hai jis Karan season Mein investments Jyada Hoti Hai vah currencies Jyada Speed ke sath movement Hamen karti hui Dikhai Deti Hai market Mein Hamen Jyada time Dena chahie market ko Jyada time spend karne ke bad hi Ham Log Yahan Se Kuchh Na Kuchh working kar sakte hain aur Market Mein Management kar sakte hain Hamen sabse pahle chahie kya pahle wale

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X