Loss main himmat har jana aik nakam trader ke nishani hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss main himmat har jana aik nakam trader ke nishani hae

    ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ke Ham ismein himmat karke trading Karen kyunki Agar Hamen samay himmat Nahin Karte To Ham ismein Kabhi kamyab Nahin hote isliye Hamen himmat karke kam karna chahie FIR jakar Ham ismein kamyab hote hain aur accha profit kamate Hain To isliye Hamen chahie ki himmat ke sath Hi Kam Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss main himmat har jana aik nakam trader ke nishani hae

      Asalam-o-alikum bhai jaan ap ny bhut achi bat share ki hy ma apki bat se agree karta hun forex aik online business hy jia main loss bhi hota hy aur profit bhi hota hy jo ky business ka hisa hy magar loss any par himmat har jana aur mehnat na karna aik nakam treader ki neshni hy
      • #18 Collapse

        Re: Loss main himmat har jana aik nakam trader ke nishani hae

        اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
        Assalamu Alaikum my dear friends forex business main kamaybe ke liye mehnat ke sath sath himmat ka hona bhe lazmi hae q ke forex main wo members kabhe kamyab nhe ho sakte hain jin main himmat na ho loss ko bear karne ke himmat q ke forex to business he esa hae is main apko aik minute main profit or agle minute main bara loss ho sakta hae to is liye kamayabe ke liye himmat lazmi hae
        Walaikum assalam aapki baat theek hai jo log loss Ho Jaane ke bad Himmat Ho Jaate Hain vah Kabhi Forex trading business Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte Agar loss ho jata hai to tension Nahin leni chahie bhul gaye usko recover karne ke liye planning Karni chahie
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Loss main himmat har jana aik nakam trader ke nishani hae

          Loss ho jae to kabhi Himat nhi harna chahey. loss profit is bussiness ka ayk ahm hisa hai . aur loss se bchny k liyey leanring ko hard krna pprta hai zada mehant krna prti hai . agr fir bhi apko loss ho jae to ap loss ki wja mistake ko learn kryn .. jab apni mistake ko learn kr lyn gy to again kbhi loss nhi kryn gy . loss hny par kabhi himat nhi harna chaye balky paractice krty rhena chahey.
          First LEARN Then You Can Remove The "L"

          اب آن لائن

          Working...
          X