Ap ka faisala

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Aslam o Alaikum bhi jaan bat drasal yeh hi keh jo comments post krain woh clear understand hona chahye aur ap apna comments apni resolution kay muatabik twol lines say thoda ziada post krain gy then koi msla nhin ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Afriditheking پيغام ديکھيے
      Asslam o alaikum can any body tell me one thing

      yar yaha rulez may likha hy k post 2 lines se kam nai honi chay lekhin jab hum kisi post ko 15 inches ki screen par dekhte hain tou 2 lines ki hote hain 23 inches par aik line ki lagti hy

      yar yaha forum walo ko chahye ta k resolation bhi mention kar dete ya words ki tadad likh dete tou acha hota na

      sab request karin k administeration kuch karin is k bare may

      ap logo kia kehte hain is bare may
      I think k har buisness k kuch rules and regulations hote hain,,isi tarha forex buisness k bhi kuch rules and regulations hain,,jo k hamain har soorat main follow krne chahiyen,,main smjhta hu k agr administration ne kuch rules and regulations bnaye hain to kuch soch k hi bnaye hon ge i think hamain forex trading k rules k ander reh k kam krna chahiye...
      • #78 Collapse

        yes i m agree with u aisa hi hoona chahye humain bataya jay k word k qauntity kitni hooni chahye aur itni lines hooni chahye hain ab is ko kaisay karnay hay ye admn batay k kia karna hay aur kaisay karna hay
         
        • #79 Collapse

          I think k har buisness k kuch rules and regulations hote hain,,isi tarha forex buisness k bhi kuch rules and regulations hain,,jo k hamain har soorat main follow krne chahiyen,,main smjhta hu k agr administration ne kuch rules and regulations bnaye hain to kuch soch k hi bnaye hon ge i think hamain FOREX TRADING k rules k ander reh k kam krna chahiye...
           
          • #80 Collapse

            You ate view the Forex market is the any screen. I am suggest you that you are o teresyed in the Forex market then you can work on the Forex market and learning is the complete. You are earn the money regular base.
            • #81 Collapse

              if you want to calculate a consistent profit, then we should be evenly flat ,, it can not right if for example this week we gain 30 percent, then we necessarily conclude that the next month or the month coming months also gain 30 per cent,, , we are here talking about the aggregate profit percentage
               
              • #82 Collapse

                dear humain chahiyeh k hum forex forum k rules ko follow krain aur koshish krain k hum do lines main thread ka jawab dain aur thread sy mutahalig hi answer dain agar hum 1.5 line ki b post kr dety hain to wo b acceptable hoti hy aur aap ko us ka bonus b mil jata hy aur aap k account pr us ka koi negitive asar nai hota
                • #83 Collapse

                  Forex main posting krny k lie rules ko follow kren aur is main ap apny comments 2 lines k den agr ap ak line ki post kren gy to post count ho jay gi but ap k bonus count nai hu gy is tarah ap ki post wasre ho jay gi.
                  • #84 Collapse

                    Walaikum Assalam dear ... wese me ak bat kahon k ap ka ye point hai or wakai me aisa hota hai k agr choti screen me dekho to post 2 3 4 lines ki hoti hai or osi post ko bari screen me dekhen to wo ak line ki b ni hoti ...... to hamen kese pata chaly ga k hamari post kitni lines ki hoi hai .....
                    • #85 Collapse

                      my dear ap bus itna khayal rakhen k jo sawal pocha ja raha hai us ka answer puri tarhan dosre ko samjh anna chahiye aur wo topic k mutabiq huna chahiye baat mukammal hogi tu admin ap ki post accept kar lein ge 2 line se matlab yahan mukammal post karna hai taa k pochne wale ko theek se answer samjh ajae.
                      • #86 Collapse

                        yeh baat bhot achi hoti ager forum waly yeh likhty kay intay word liknay hein har post mein tu yeh bhot acha hota iss ki waja say kafi trader persahan hein
                        • #87 Collapse

                          i think mostly hum 17 inch ka labtop or lcd use krtai hai or us par jo resolution hoti hai usi k hesab sai 2 lines kafi hai waise question acha hai k har lcd par 2 line aik jaisi ni hoti or clear hona chahye k kitnai words ho or mere khyal sai humai maximum he likhna chahye or apni post ko achi tara explain krna chaye tab he good post kehlati hai.
                          • #88 Collapse

                            yaar mera faisla to ye hai k main is par bohat kaam karoon ga q k mujhy to is mein bohat faida nazar a raha hy or mujhy is business ka shooq bhi hai
                            • #89 Collapse

                              W.O.A Bhai mje aap ka sawal kafi pasand aay ku ka mere sath bi yahi problem aai the to aaap ki information ka liya ma aap ko btana chahta hu ka har screen ki resolution ki wja sa line hmay kam show hoti ha to standard resolution jo ka takreeban 1280*720 hoti ha us ma aap ka comment minimum 2 lines ka hona chahiya or isi tarha aap ka is resolution ma takreeban required words ajai gay jo ka zaroori hotay ha. aap ka bht bht shukriya !
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                bohat acha question kia hay ap nay 2 unique line means kay ap jo bhe post karain wo kam is kam ap ki apni resolution kay mutabiq 2 lines say up ki hona chaye and jo bhai mobile say posting karty hain in ko chaye kay wo kam is kam 160 words ki each post likha karian tub hi wo count ho gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X