Euro ki price,news se kaisy up down hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Euro ki price,news se kaisy up down hoti hai?
    Dear forum members mera aap se yeh sawal hai k Euro pory Europe ki currency hai jis mein Europe ki boht si countries hein lekin Euro ki price kis country ki waja se effect krti hai aur kis country ki economy dekhi jati hai ya pory Europe ki overall condition matter krti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Euro ki price,news se kaisy up down hoti hai?

    g han asa he hain hamy kamyab hony ky liye news ko watch karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarirat nahi hote forex busines jasa koi or business world mai nahi hain
    • #3 Collapse

      Re: Euro ki price,news se kaisy up down hoti hai?

      euro usd aik ache currency hain is ke movement up or down hote he rahte hain hamy is ke movement watch kar ky kam karna chahey per he hum is main capital gain kar sakty hain or apne needs ko pura kar sakty hain hum is main international level par kam karty hain hamy market ko achy sy learn kar ky is ky rules ko follow karna chahey
      • #4 Collapse

        Re: Euro ki price,news se kaisy up down hoti hai?

        hum euro usd main full time kam kar ky ache earning hasil karty hain agar hum student hain to hum is main part time be kam karty hain hamy euro usd ke news ko experience sy watch karna ho ga yai aik ache currency hain is ke movement up or down hote he rahte hain hamy apny knowledge ko or be best bana kar is main kam karny ka risk lyna chahey
        • #5 Collapse

          Re: Euro ki price,news se kaisy up down hoti hai?

          euro usd aik famous currency hain is main new member be kam kar sakty hain is main loss ky chance bohat kam hoty hain jab yai down move kary to hamy is main ahteyat sy kam karna chahey hum risky pair main expert ban kar trading karty hain yai aik unique business hain hum is main amm goftagu main kam karty hain is main duna bar ky log kam karty hain
          • #6 Collapse

            Re: Euro ki price,news se kaisy up down hoti hai?

            may samjhta hun kay forex trade ki sab say bad habit hai greed hai most trader jo hai woh bohut karta hain greed ko app ko chiya kay app sirf apni trading ko follow karain taka app loss say bacha sakain
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: Euro ki price,news se kaisy up down hoti hai?

              hamy market ke movment ko watch kar ky price new ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hm earning gain kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala busines hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah hota forex jasa koi or busienss nahi hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Euro ki price,news se kaisy up down hoti hai?

                is forex main hamain up aur down ko dkeh k hi hum achi gtrade kar k hi hum r un karein gay aur hamain market main bi kam karny k liye learning karni ho gi ta k earn karein gay a ur hamain markt main bi information achi ho gi tab hi hum real main bi sucs shon gay aur hamai is say loss km ho saky ga it is besst job for all
                • #9 Collapse

                  Re: Euro ki price,news se kaisy up down hoti hai?

                  forex jasa koi or business nahi hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy news ko watch karna ho pher he hum pasia kaama saky gy hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
                    Dear forum members mera aap se yeh sawal hai k Euro pory Europe ki currency hai jis mein Europe ki boht si countries hein lekin Euro ki price kis country ki waja se effect krti hai aur kis country ki economy dekhi jati hai ya pory Europe ki overall condition matter krti hai?
                    Euro ki price main ap ko high impact news ko follow karna hai or sub news ko trade kay lee use nahi karna hai. Ap ko cheye kay ap jab tak apni trade ko behtar karty hain tu tab tak ap apni trade main in ko learn kar kay source find kar kay apni trade ko behtar kar sakty hain. bus ap kay pas scalping mai jab experience zaida hota hai tu ap us kadar apni trade ko behtar kar kay earning kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X