Forex business me education ki ehmeyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business me education ki ehmeyat
    Education ki importance har insan ki life me bahot zeyda hoti hay es tarha 1 trader ki life me be education ki ehmeyat bahot zeyda hoti hay, koi be esa professional aur expert trader nahi hay jo without education key kamyab ho sakta hay,

    Forex trading business me buy sell order hi place karna trading nahi es business ko samjny key education ki zarorat bahot zeyda hoti hay aur news ko be ham esi condition me samaj sakty hey jab ham well educated hon gey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex business me education ki ehmeyat

    Forex Business main Inter hone ke lye kisi bh qusam kibeducation ki zrorat nhi hoti agar agar sms read our write kar sakte hain to easly forex business main kaam kar sakte hain our is waqt bhot se educated our uneducated me.bers forex main kaam kar rhe hain our earning jar rhe hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex business me education ki ehmeyat

      dear is main forex main success ko gain kernay k lye more say more education mus be hona chye so hum ko chye education itni must be hona chye k front wala ap ki said ki hoi bat ko think ker saky so hum ko chye is main kisi ki guide line k lye is ko more say more information dena chye.
      • #4 Collapse

        Re: Forex business me education ki ehmeyat

        Dear friend his bnda ka pass forex main education ha who bnda agr manaat kary tho bhot jalde kamyab ho saktha ha kio ka oss ka pass education bhi ha orr zaheen bhi hota ha agr who forex ko serious my orr soch samaj ka kam kry who kamyab ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex business me education ki ehmeyat

          Knowledge and education ki forex myn bht zeyada ahmeyat hy agar kisi k pass knowledge ho or us ki education achi ho to wo kamyab trader hy or agar ya na ho to kamyabi hasil karna bht mushkil hy. Thanks
          • #6 Collapse

            Re: Forex business me education ki ehmeyat

            Dear forex sy related knowledge hamesha behtreen rehta hy q k apko kabhi bhi trading me koi ASA moqa nahi ata jahan apko koi kuch samjh Na aay trading sy related apna knowledge hamesha behtreen rakehn taa k apko kabhi bhi loss Na ho
            • #7 Collapse

              Re: Forex business me education ki ehmeyat

              G dear ye tu saf se bat hai kay es mai educated log tu zayad kamyab hotye hain kiyu kay wo es maj achye say pick kar laitye hain na kisi bhi point ko jis ki waj say wo es mai zyda kamyab ho jatye hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex business me education ki ehmeyat

                Ji han Sar aapki baat bilkul writer Pakistan Forex mein jo member educational Hain unko market ke movement ka jaldi se samajh a jata hai aur vah Market ko acchi Tarah Se analyses bhi kar lete hain aur Unka heart rate hone bahut hi accha profit deta hai agar Ham bhi ismein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Apne knowledge or experience ko bahut jyada Behtar karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Forex business me education ki ehmeyat

                  forex par agr ham log trading karna chata ha to ham logo ko forex ka bara ma learning wagra ki zaroorat parti ha is liya ham logo ko cjayia ka ham log forex ka bara ma zada sa zada knowledge aur experince wagra hasal karna ka bad hi ham log is par is ko istamil karta howa hi trade open karya is tyra sa ham log forex sa acha profit wagra earn kar sakhta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex business me education ki ehmeyat

                    g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai aor main ap ki bat se agree forex business me education ki ehmyat hai as liy hamein chahye hai ke ham ke ham an ki kadar karen tu hi ham as main kamyab ho sake ge and hamein soch samjh kar bhi kam karna chahye hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex business me education ki ehmeyat

                      ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai main aapki baat ko manta hun Hamen chahie kya Mujhse educationist karne ki koshish karen Agar Ham ismein education Karenge To Ham ismein Kamyab ho sakte hain education ka hona zaroor hota.hain per forest reading Mein education hoga to Main Pareshan Nahin hoga to usmein Kyon nahin kar sakte
                      PAK ARMY ZINDA ABAD
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex business me education ki ehmeyat

                        forex business me education ki bhot ahmiyat hai ji bro bilkul write question hai app ka forex mew education hona lazmiii hai q agar hum education nhi hogay tu hum ko galat karay gay iss liya hum ko educational hona zaroori hai ok thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex business me education ki ehmeyat

                          AOA! dear forex members kaisy han ap log educated log kisi bhi feild main nakam nhi hoty forex main jo traders educated hoty han aur jo uneducated hoty han unki trading main frq hota ha educated trader soch samajh ker achi tarah se markete ka analyze ker k trade open kerty han jitna profit educated kamaty han uneducated utna nhi kama sakty.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex business me education ki ehmeyat

                            Forex trading business men education ki bahot zad aehmiayat hy kion k hum jitni b earning karty hyn wo hum apny learning ki base pay karty hyn is lye jitna ho apnay learning skill ko strong karen ta k ap achi say achi earning kar saken kion k learning is very important factor in this business.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X