my dear friend as u know ke forex ak boht bari market hai or apko samjhny ke liye time bhi utna hi chaye.baz dafa hamry zehan main boht say sawl aty hain jin ka jawab nai janty to ese hi about euro ke bhi ata hai ke ye base currency main ziyada tar q ata hai to friends 1999 main European central bank ne dykh ke euro ki muqably barh rahi hai to ak tajweez pesh ki ke ak nizam takhleeq kiya jay ke currency ki ahmiyt kis trhan rekhy jay gi to unhon ne ye idea diya ke sub say ehm euro ko base currency main rakha jay.pond bhi base currency main ata hai par euro ke sath ho to euro hi base currency main ata hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим