Positive Trading ka faida

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Positive Trading ka faida
    Dear members forex trading mai traders ko positive trading kerni chaiye. Postive trading ka matlab hai kay laalach kay baghair soch samajh kay trading karain. Over trading kabhi na karain kiyu kay forex mai tukkay kabhi bhi mustaqil faida nahi day saktay. jab bhi trade open karain pehlay apna home work ker lain aur phir market ka trend daikh kay he trading karain.Postive trading say ziada faida ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Positive Trading ka faida

    bhai jan positive trading se result bhibpositive milte hain agar ap trading soch samajh kar ya ananlyse se kren ge to apko trade main profit bhot zyada hasil ho gi is lye positive rhian mehnat karen to ap k9 woh sab kuch mile ga jo ap umeed rakhte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Positive Trading ka faida

      yes sir ap ki bat right hai k hamain as mien aa ker her br postive kam karna hota hai agr hum as mien aa ker positive kam kery hien tu hum as mien aa ker earning ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar positive mind say kam karna hota hai or hamain as mien aa ker fiada hasil karna hota hai or earning per earning karna hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Positive Trading ka faida

        Positive trading ka bahut hi zyada fayda hai Hamen positive trading Karni chahie aur Hamen Apna Har kam Soch Samajh Kar karna chahie Jitna Achcha kam Ham Karenge Soch Samajh Ke Karenge utna hi Ham fayde Mein rahenge
        • #5 Collapse

          Re: Positive Trading ka faida

          G Haan baai jo members soch samajh kar is business may kaam kar rahay hay wo har maheenay is business say acha faida be uta rahay hay lekin jo log lalich may aatha hay our asay trade open karthay hay jis ka pehlay say os nay planing he na Kia ho tho asay log har maheenay na kaam hothay hay our apnay nuqsaan ka rona rasthay hay.
          • #6 Collapse

            Re: Positive Trading ka faida

            Salam to everyone ji mere dost main aapko yah Kahana Chahta Hun Ki Jab Ham trade Karte Hain To Hamen bilkul hi mentally positive Hona chahie Kyunki Jab Ham mentally positive Honge To Ham trade acchi Tarah Se Karenge aur Market ko sahi tarah se analyse Karenge Uske bad Jab Ham trade Karenge To Ham Ek Achcha profit Hasil karne mein Kamyab Ho jae ge
            • #7 Collapse

              Re: Positive Trading ka faida

              good afternoon to all friends g bhai aaapki baat sahe he lekin mere khayaal se agar aap positive tareekay se kaam karoge to aapka kaam easily ho jayega aur aap fresh rahogay aur agar positive taeekay se trading karainagy to hamain zarur profit hota rahega . is liye hamain is mian buhat hi careful ho kar aur apne fresh mind se trading kar na chahiye ...
              • #8 Collapse

                Re: Positive Trading ka faida

                g han asa he hain hamy postive rah kar km karna ho ga pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik interantional business hain hum gar mai bth karis mai kam kar sakty hain hum is mai live kam karty hain hum is mai agar kam karty howy nagitive mind rahky gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Positive Trading ka faida

                  hamy postive rah kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai musalsal mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe mil jy ge forex aik wasee business hain hum is mai agar bager learning ky km kary gy to hamy loss ho jy ga is mai mrket ka balm nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Positive Trading ka faida

                    Asslam O Alekum All Members Umeed Hai Ke Aap Theek Thak Honge
                    Boss Aapki Bat Right Hai Ham Forex Mein kam Karte Hain To Hamen postal hi post karna chahie kyunki Agar Hamen posted Karte Hain To Hamen Bhi Karte Hain To Hamen chahie post karenge To Ham kar sakte hain tohar bar Hamen chahie ki Ham ismein acchi post Karen quality behtarin Karen Agar quality acchi hogi to bonus bhi achcha milega
                    • #11 Collapse

                      Re: Positive Trading ka faida

                      Assalamu Alaikum friends Forex trading Roj kamane ke behtarin rahte hain bus Hamen mehnat ki vajah se hi milati hai ho sakta hai kam Mein Bhi Main Itna ki Jaaye usmein Kabhi Bhi Koi Kamyab Nahin Ho Pata Hai Hamen mehnat karna hota hai Duri Itna Achcha kam Karenge apni Ada karen to ismein se apne Roj kam kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Positive Trading ka faida

                        AOA umed karta hon Pakistan forex online bussiness main sab kahariyat sa hon gay bhai jan agar ham forex main positive thoughts sa work karain gay or active mind rahain gay to inshAllah ham eak na eak din zaror kamyab hon gay or kamyabi hamaray qadam chomay gi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Positive Trading ka faida

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                          Dear members forex trading mai traders ko positive trading kerni chaiye. Postive trading ka matlab hai kay laalach kay baghair soch samajh kay trading karain. Over trading kabhi na karain kiyu kay forex mai tukkay kabhi bhi mustaqil faida nahi day saktay. jab bhi trade open karain pehlay apna home work ker lain aur phir market ka trend daikh kay he trading karain.Postive trading say ziada faida ho sakta hai
                          Traders ko chahie ke Hamesha positive mind ke sath kam Karen Jab aap positive mind ke sath Kam Nahin Karte Hain To aap ki training acchi Nahin Hoti isliye Hamesha Apne Ko positive rakhen aur Karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X