Aaj gold mai trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aaj gold mai trading
    Aaj gold mai trading kernay say faiday kay chances hai. abhi gold ki price kaafi low hai.Jin traders ki koi trade open nahi hai unhain mohtaat tareekay say gold ko aik munasib lot size kay saath buy kerna chaiye. Ye acha faida dey sakta hai.Laalach aur greed say bach kay apnay account kay balance kay mutabiq trade open ker kay aik achay profit kay saath aaj he trade close kernay ki koshish theek rahey gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aaj gold mai trading

    mere experience ke mutabiq ajj gold par trading na ki jai kyun ke ye bhot khatar nak ho sakti hai kyun ke markit aaj open hoi hai our gold ke elwa bhi agar kisi pair par trade lagana hai to hamian aj wait karna chahye our ye kahon ga ke kal tak wait kren.
    • #3 Collapse

      Re: Aaj gold mai trading

      G baai aap Sahee keh rahay hay ke gold aaj oopar jaa saktha hay lekin gold par trade open karnay say pehlay doller par zaroor a nazar daalay kionka gold directly doller par depended hay ye our Baath hay k gold k baaray may saaray expert keh rahay hay k ye oopar he jaaega lekin agar doller nay kise be time doller nay ek be jump oopar ko maara tho gold nay neechay aana hay.
      • #4 Collapse

        Re: Aaj gold mai trading

        Assalamu Alaikum my dear bhai jan main ap se agree karta hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex main aj kal gold ne sab ke account phansa diye hain qke gold aik he fursat main itna neche jo a gya hae lakin aj monday ko market open howe hae to chances to yehe hain ke gold up ho ga to tamam members ehtoiayt se trading karen gold par
        • #5 Collapse

          Re: Aaj gold mai trading

          Gold ab ziada up tu nahi hoga lekin kuch hoga abhi gold down hai aur is waqt munasib lot k sath buy kr sakty hein lekin security k liye stop loss aur take profit zaror use krein is opportunity se traders kafi profit hasil kr sakty hein.
          • #6 Collapse

            Re: Aaj gold mai trading

            Dear friend gold 1 major per hai is main market ki movement ka koi andaza nahin Hota Behtar yahi hai ki Jis Kisi Ne trade Lagani hai vah apne analyses Hote kar le...
            • #7 Collapse

              Re: Aaj gold mai trading

              Agar aap gold bank credit karte ho to iske liye aapke pass knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki gold ki women bahut hi jyada Hoti Hai Jiski vajah se aapki Ek Chhoti Si Galti Aapke Kaun ko watch Karva sakta hai isliye kabhi bhi analyses ke bgair trade Nahin Karni chahie Taki aap ismein bahut hi acchi e profit Hasil karne mein Kamyab Ho jaen
              • #8 Collapse

                Re: Aaj gold mai trading

                forex aik acha business hain hum is mai gold mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain gold mai hum live kam karty hain hamy acha or mayre kam karna ho ga pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik wasee busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain humis mai apny boss kud ap he hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Aaj gold mai trading

                  Bhaijaan aapane bilkul sahi kaha hai aaj sab log Gold per hi train Laga rahe hain aur Kyon main aapko yah Baat Kahana Chahta Hun Ki Sab kab hone se aaj Achcha hai aur isliye sab log gold per tread Laga rahe hain Agar Mera bonus bhi Yad Aaya To Main Gold per hi trade lagaunga Inshallah
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Aaj gold mai trading

                    hum gold mai live kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy or lagan sy kam kary gy hum is mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum passia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kama kary gy to hamy loss ho jy ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X