Kabhi bhee nakami k taraf na bhagen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi bhee nakami k taraf na bhagen
    Ji bhaijaan aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie kam sabse Jyada mehnat Karen aur sabse Achcha knowledge Hasil Karen aur jab Hamen knowledge Hoga To Ham Kabhi Bhi Na kam Na Ho Sakenge jinko knowledge Nahin hua na Kami ki taraf Hamesha Bhag hote hain unko chahie ke vah Hamesha vah Achcha naraj Hustle Karen Sake Na Kami se bacche aur Kamyab ho sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabhi bhee nakami k taraf na bhagen

    G han dost ap theak kha rahy hain lakin main ap sa khana cahta hu ka humasha kamyabi ki tarf bhagha kio ka Jo kamyabi ka sochta ha who kabhi bhi nakam nai hota who bnda humasha kamyab hota ha is lia manaat kro orr kamyab ho kio ka insaan jesa sochta ha wesa bnta ha
    • #3 Collapse

      Re: Kabhi bhee nakami k taraf na bhagen

      Dear friend Forex trading bahut Achcha business hai agar is Mein daily basis per learning Karke Khud Mein improvement Lai Jaaye to aista aistaa Achcha knowledgee ban jata hai..
      • #4 Collapse

        Re: Kabhi bhee nakami k taraf na bhagen

        good afternoon to all friends g bhai aaapki baat sahe he lekin mere khayaal se hamain chahiye ke ham is main normal tareekay se kam karain aur mmehnat ko jaari raakhian .kyu ke agar ham kaam nhe karainagy to ham nakaami ki traf chale jayengay.is liye hamin is mian apni mehnat ko continuous rakhna chahiye ...
        • #5 Collapse

          Re: Kabhi bhee nakami k taraf na bhagen

          forex aik wasee business hain agar hum bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka blam nahi hota hamy mahnet sy or tawajo sy forex mai kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex aik amm busness ke nisbat acha business hain hum is mai out off cst account bana kar be kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Kabhi bhee nakami k taraf na bhagen

            salaam Alaikum Pyare bhaiyon main karta hun aap sab log theek Honge main aap Logon se Itna Kahana Chahta Hun Ki aajkal ke jamane Mein Aisa Koi Bhi Insan Nahin Hai jise acche aur bure ka Fark maloom Na Ho To Main Itna Kahana Chahta Hun Ki Insan Ko pata chal jata hai ki kaun sa kamyabi ka rasta hai aur kaun sa na kami ka to koshish Karo ke kamyabi ki taraf Aao huzoor post na kiya karo pura study Karke kamyabi ki taraf aao
            • #7 Collapse

              Re: Kabhi bhee nakami k taraf na bhagen

              hamy loss sy learning gain karne ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kma saky gy forex aik international busines hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain is mai studnets be kam kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain yai aik acha business hain
              • #8 Collapse

                Re: Kabhi bhee nakami k taraf na bhagen

                G han dear apny theak kha ha ka hmm ko sub sa pehly mahnat krni chahiya or achi trha knowledge hasil krna chahiya or khub dill lga kr posting krni chahiya or jb hmary pass knowledge acha ho ga to phir hmm nakami sa bach jain ga or kamm yb ho jain ga isliya chahiya ka achi trha or ziyada sa ziyada mahat krain
                • #9 Collapse

                  Re: Kabhi bhee nakami k taraf na bhagen

                  a o aje bahi ap ne bhut hi acha sawl kia hy kae forex me kam karnain walee lakoon kae kareeb loog hi wo yahi kam kar rahe hy une is forex me faida bhi hota hy aur nuksan bhi agar humain nuksan hota hy to humain din raat posting kar kae apne loss ko wapis lae ayen per ja kae humara kam asan ho jae ga humara karcha bhi acha ho jae ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabhi bhee nakami k taraf na bhagen

                    Assalam walekum Pyare Sathi aap bilkul theek kah rahe hain Hamen chahie Ke Hum Sirf kamyabi ki taraf bhaagane ki koshish karen lazim Nahin ke Hamen kamyabi Mile Magar Hamen chahie ki Ham ismein bahut hi jyada mehnat Karen jitne Jyada mehnat Karoge utani hi jyada aapko kamyabi Milegi Kyunki Allah Tala bhi mehnat kabhi Jaya nahin karta Shukriya
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabhi bhee nakami k taraf na bhagen

                      good morning friends main ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge friends baat ho rahi hai ki ham kabhi bhi na kam ki taraf bhag gaye aur na kami ke taraf kabhi soche bina ke ham na kam honge jo bhi soche achcha soche positive soche hamen kamyabi hi milegi aur hamen chahie ki ham acche se acchi mehnat karen acchi tarah kamyabi hasil karen aur khud ko ek profitable business man sabit karen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X