Forex trading affecting our eyes.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ammm mery khayl say agr ap achay trikaY say forex kay kam ko krty ho to apki eyes ko itna koe khas frk nae pray ga. han per agr ap bht zada use krty ho ic ko to zhr bt hai ap com ki ya laptop ki lits kay agay betho to shyd koe msla ho per wo b itna zada nae hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      assalam o alaikum mere bhai forex trading hmari eyis ko effect nhi krti blka is ko thora thora time dana prta hay insaan ki zindgi men time ki bohat ehmiyat hai isi tarah forex trading men bhi time ki bohat ehmiyat hoti ha..shukriya..
      • #63 Collapse

        The worst thing for a trader is that he is too greedy to make a profit quickly, so it is less concerned about risks in the future. what happens if we get sore eyes
        • #64 Collapse

          Bahi jan maray khyal say esa nahi hay, because agar hum apni health ka khyal kar kay trading karin to hamari eye ya health per es ka koi baad asar nahi hota, agar esa ho to ansan koi work na karay.
          • #65 Collapse

            ma ap ki baat sa agree karta ho,hamen zyada der laptop ya computer ke saamne nahi bethna chye, is se hmari eyes pe bura effect hota ha, hamen time schedule set karna chahiye jis tarah insan ki zindgi men time ki bohat ehmiyat ha isi tarah forex trading men bhi time ki bohat ehmiyat hoti ha,,,,,,,,,
            • #66 Collapse

              yup they have to effecfive in our eyes and that is way i prefer lens that you will used him or a mirrior how will protect your from alpha radius my friend and then you will earn incoome from there
              • #67 Collapse

                aap nay theke kaha k forex main aap jab trade kar rahay hotay hain or khas tor par jab scalping kartay hain to aap ki eyes par effect parta hai is liay is mian aap ko long term par trade karna chahiye
                • #68 Collapse

                  g hanbro forex atdring bhut he ahca kaama hai ju k yaha per her koi ker rah hi,.,.mujhe ye bhut acha lagat hai keu k ye bhut he ahca kaam h,.,.
                  • #69 Collapse

                    Aisi bat nahi hy. Aap ko yeh kis nay kaha hy keh aap buhat nazdeek say screen ko dekhain. Eyes to computer say kharab hoti hain lekan buhat ziada concentration say yeh kharab hoti hain. Agar aap ki nazae week hy to aap koi glasses use karain. Apnay PC ki resolution ko low rakhain aur ziada concentration say screen ko na dekhain.
                    • #70 Collapse

                      yes my friends me ap ki bat per kuch had tk agree krta hn k computer ki lkigth hamari eyes k liye nuksaan de hai but agr hum line computer ki display light ko kam kr k kam kren to mera ni kheyal k ye hamare liye koi nuksaan de hai q k hum wese b to movies b to dekhty hn na ,,.... to mera ni kheyal ye niksaan de hai ......
                      • #71 Collapse

                        yes, kun k forex trading k ek business hai or humen business men kam karne k leye full concentration or attention k sath kam karna parhta hai or sometimes humen computer k samne kafi kafi der beth k trading karni parti hai jis se humen eyes affect ho sakti hen so forex trading eyes par ziada nhi to thora sa affect karti hain
                        • #72 Collapse

                          han is main eyes per bhi bohat asar hai agar ap white chart use karen gen to ap ki eyes ko kuch nahin ho ga black chart na use karen white hi use karen
                          • #73 Collapse

                            yes dear we will saw 24 hours that is why we will go loss from our eyes but if we will use lenes then every think is possible
                            • #74 Collapse

                              forex trading me affect ni hoti eyes and forex aik legal business hai aur forex mein aap agar work karna chatay hain tu is ky liye aap ko sab sy phlay basic forex ki samaj ho aur demo par practice karna sab sy ziyda important ho ga and forex mein aap acha profit make kar saktay ho manaula trading achi hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                forex trading not affecting our eyes and new trader ko chayie kay forex ko learn karay kiyon kay yeh aik legit business hay ap is say bahot achi earning kar saktay hay sirf ap ko chayie hoga kay ap forex ki market ko analysis karay takay ap yeh pata chala sakay kay market up or down hogi is tarha ap ziyada say ziayda earning karnay mein kamiyab ho jay gayn .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X