Profit without stop loss ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    han hum forex ki trade sa dollar kam sakta han stop lose ka baghar likn hum ko is chezz ka dar hota hy ka kahn humari trade nuksan main na chali jaya aur bhot zayada nuksan hoyaa
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yes dear i make profit with out using stop loss even i don't use stop loss every time and trade without it but stop loss is a good facility provided by the forex trading but some people don't like it :(
      • #63 Collapse

        han kioun nahi forex main stop lose ko chor kar profit kama sakta han likn us trade ka nuksan hota hy to bhot zayada nuksan hota aur stop lose ap ko zayada nuksan sa bacha lati hy aur ap stop lose sa faida utha sakta han
         
        • #64 Collapse

          Profit or loss tou ek karuar ka hissa hey . Agar karuba mey profit nahe hoga tou lose hoga or agar lose nhe hoga tou orofit hoga . Agar trader ye soch k trading na karen k lose hoga tou wo khabi trading nhe kar sakta . Is karubar k liye har insan ko dil bara rakhna parta hey.
          • #65 Collapse

            han bilkul ham profit stop loss ka bagair bhi hasil ker sktay hen per os kay lye forex per bohot zyada command ki zarorat hoti hai, lekin meri thinking yehi hai kay ak trader ko stop loss zaror use kerna chahye , loss se bachnay kay lye or loss kam se kam ho
            • #66 Collapse

              Stop loss ke baghair aap profit earn ker saktay hain iss main koi shak nahi hai kiun ke stop loss ke sath trades koi shart nahi hai lekin baat to yeh hai ke stop loss ke baghair ki gae trades main aap ke account ke loss ka risk ziada hota hai.
              • #67 Collapse

                forex trading aisa business hy is main hum trading main agr stop loss na kagaen to is tarah hum without stop loss k profit earn nai kr sakty is se hmen loss ho sakta hy stop loss lagany ka hmen boht faida hota hy hum big loss se bach jaty hn aur good profit earn kr sakty hn,
                • #68 Collapse

                  yer stop loss ka matlab to ye he naa ke ager khud na karay trade loss mien chali jaye ur market mukhlif rukh ikhtyaar kr le to stop loss use krte ho. but is se hamesha loss hota he.
                  • #69 Collapse

                    hum stop loss k begair b profit hasil kar sakte hen but humen trading men stop loss lazmi use karna chaye kun k stop loss humen ziada loss hone se bacha leta hai so humen stop loss ka use zaror karna chaye taa k hum ziada best way men trading kar saken or achi earning kar saken
                    • #70 Collapse

                      yeh post apki kafi maloomat faraham kr rahi hai yaha par jitne bhi users hain un sub kay liye or is post kay hawalay say main ye kahta hun kay " Forex trading main agar apne profit karne hai or pana secure karna hai to apko stop loss zarur lagana chaiy kyn kay bagair is kay ap ka account 0 ho sakta hai
                      • #71 Collapse

                        Yes Dear, Forex is best trading in Our Country, Agr Hm loss Ko Aone Mind Main Rakhe gy, To Zindgi main kabhi Agy Nhi Develop Kr Sake gy, Aur Apne Future Ko Aik best Future Nhi bana Saky Gy, Hame loss K Khof Se Trading ko Skip nhi karna Chaye, Forex is a best Pate form Of Trading in the World
                        • #72 Collapse

                          Ji han aesa possible hai k hm stop loss k baghair bh bht accha profit gain kar saktay hain is k lye hamain chahye k hm ziada investment karain agrbhm ziada many lagaen gay toa ziada profit bh ho ga
                          • #73 Collapse

                            • #74 Collapse

                              dear stoploss k bina trading krna bht e risky hai hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hmy chahiyeh mehnat jry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Ji aap tu stop Los ke beghar kam kartay hain lakin me is ka mashwara nahi Don ga kio ke stop loss lagay beghar kam karnay se kabhi kabhi bohot Bara Los bhi ho jata he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X