How do you manage your equity in trading.????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    bhai mene kabhi equity loose nahi ki hai me choti choti trades laga laga kar un se profit kamata hun or kabhi bhi greed se kaam nahi leta hun hamesha dekh kar sambhal kar chalta hun is lye loss bohat kam hota hai mujhko .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: umer14 پيغام ديکھيے
      Equity management is important thing in trading style to safe your account from margin call.how you manage it.???
      Main forex trading main new hun aur main esky bary main theak say nahi janta esi waja say main do dafa loss kar chuka hun ab main forex trading ko seekh raha hun aur demo par practice kar raha hun.
       
      • #213 Collapse

        Bhaie main to yehi kahun ga kay ap sirf utna hi lagao jitna ap kay paas hai ziada bare na bane warna ap hi ka nuksan hai aur ap apni equity ko manage kar kay rakho main bas itna hi bata sakta hun kyun kay main yahan par naya hun
        • #214 Collapse

          jeee .... dst0 bilkul sai bt ha k jitna hame ataa h0o hume utna hi kam krna cahiye ..and equaity trade ap apne capital k hisab sa trade ker sakte hain......agr ap bari capital pe equaity trade krna cahte ha t0u apne capital k hisaab sa intaf0rex ki web pe visit ker sakte hain.....
          • #215 Collapse

            loss ap k account ki equity ko kam karta hy to ap ko is mein ye karna hota hy k trading karty time ap ko is bat ka khas khiyal rakhna hoat hy k ap jo trade karny ja rahy hen us mein ap ko loss to nahi hoga.
            • #216 Collapse

              equity managmnet aur money managmnet same chez he hey ek acha trdaer plaing keh stah he trading kerta hy jis main hmain apney balance aur equity ko bhe dkh keh chlna hota hey baz okat hmara balance zyada hota hey aur equity kum aur somtimes ult bhe hota hey meankeh balance kum aur equity zyada to is liey hamin donoon chezon ko daikhna chhaiey
              • #217 Collapse

                bhai jab main forex tarding main trade ker raha hota ho tu main sab sy playe ye socta ho ky apni investmet ky laiz sy ap ko tarding kerni ho ge kam investment per kam lot size ye aik best way hai loss sy bachna ka..........
                • #218 Collapse

                  ji hamesha softlot k sath trading karne se equity save rehti hain and money mangement ka khyalrakh kar b ap apney account save rakh sakty hain islye main ye khuanga k soflot k sath trading karni chayeh ta k apko lose zyda na hoo aur profit acha ho ..
                  • #219 Collapse

                    equity ko apni trading main manage karna bohat zarori hota hai kiun ke trading ke doran isi equity se hamare pichla balance show hota hai to hamen apni investment aur equity ko save rakhte hwoe trading karni chaye aur hamehsa apni investment se kam lot size ki trade open karni chaye ke hamen loss na hoo isliye apni koi bhi trade open karne se pehle market koa chi tarah analyiz aur news ke waqt trading na ki jaye istarah hum apni equity ko balance karsakte hain.
                    • #220 Collapse

                      yeh buhat zaroori hota hy equity ko manage karna. Equity key hisab say trading ki jati hy. equity key hisab say size lagana chaheye. Jab bhi koi trade open karain to market ki achi tarah tasalli kar lain keh is key up honey key chance hain ya down honey key.
                       
                      • #221 Collapse

                        ap trading main equity ko is tarah manag kr skty hain jab ap is ky technical anaylsis ko achi tarah par kr trade karin gain, aur is main money management bhot important hai agr ap apny balance say bar kr trade karain gain tu is ap
                        • #222 Collapse

                          mery khyal me ap trading me ap equity ko is trah se manage kr skty hein,, k ap trading mukal trading k tools ko apnaty huye pori skills k sath kro. trading ap k knowledge or skills pe depend krti hai. so apni equity ko manage krny k lye ap ko trading ki mukamal know how honi chahyie,
                          • #223 Collapse

                            ager app manage karoge tu app ko es main profit aur app ko es main positve way main joge ager app ko manage nhn karna apne capital ko tu ap k lye boht mushkil hoskte hai aur ap ko es main nuksan hoskta hai so forex trading main ye boht acha hai
                            • #224 Collapse

                              quity management is only possible when you should make trade on positive nature . because every trader try to put his order in profit. i have heard little about equity management because the tool used in forex in risk managment . in which you set a level of risk that you bear in case to get profit. mean in it you set limit of trading .and try to work in that boundries .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Forex trading mein sub see important cheez yeh hai kee app apni equity koo safe karein aur safe karnee kee liyee hamesha app risk aur reward koo dekh kar trading karein aur apnee risk aur reward ratio koo 1:2 (risk:reward)

                                اب آن لائن

                                avatar Azaad
                                avatar Sajju
                                avatar urw
                                Working...
                                X