How do you manage your equity in trading.????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    dear forex jaise business maii ap ko pata hona chahiye sab se main cheez ap ki investment hy jab tak ap os ko ache se manage nhn karo gy account management mai he equity aati hy es ko learning aur practice k sath he manage kiya ja skta hy,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      Trading main equity manage kar kay trade karenay main humary liey boaht acha faida hota hay aur agar hum theak say equity mange karna seekh jaye gay to mareket main kabhi loss nahi kar saky gay
      • #753 Collapse

        Real account trading k doraan app ko equity ko manage kerny k leay money management ki zarorat parey ge tb he app ehsan tariky say apna account main acha profit earn ker sagty hain
        • #754 Collapse

          as salam o alaikum friends, sab se pehle to jab me trades open karta hun to lot size 0.01 se 0.03 hi deta hun, phir jab equity kam ho rahi ho to me trend ko dekhte hue buy ya sell me ziada lot size ki trades lagata hun or woh profit me b hun to tp nahi lete yun minus or plus trades mil k chalti hain to equity ko support milti hai.
          • #755 Collapse

            g haan money management buhat zaroori hy forex trading main. . .main margin cal sy bchny k liye ye tareeqa ikhtyaar krta hoon k apna leverage kam kia hy main ny. . .is sy automatically mera trade size kam ho jata hy. . . .
            • #756 Collapse

              dear equity ko bhe manage kerny ka ek he asan hal hai k ap trading mein over honay say kam na lo jo log trading mein over hoty hain yani over trading kerty hain wo he hamesha equity ko balance nhi rakh paty
              • #757 Collapse

                equity management basically money management ka he 2ra nam hay is my ap money management krty hain or tarde bhi ap issi hisaab se krty hain lot size apny capital ko dekh ky rkhie agr apka cap[ital amount ziada hai tw ap lots ak se ziada bhi laga skty hain mgr gr ye km hai tw phir apko lot size bhi usii hisaab se rkhna pary ga.
                • #758 Collapse

                  Agar hum forex trading main apni equity manage kar kay trade karna chahy gay to ye sab say best ho ga kyun keh sab say achi trading tab he hoti hay jab hum theak say manage karnay kay baad trading start karty hay so humay aisay he manage kar kay trading karni chahiey
                  • #759 Collapse

                    Dear Friends and Brothers salam to all,;.,.,,.,.,..,. bahi jaan main ny abi tak Equity nahi use ki aur Equity say loss wohi loss karty hain i think jinhein is ka knolewdge na ho .,,,,,,,,,,
                    • #760 Collapse

                      equity ko manage karny k ley hamy trading bahot planing k sath karni ho gi tab hi ham apni balance ko manage kar k acha profit earn kar sakty hey
                      • #761 Collapse

                        How do you the pakistan forex forum trading agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to
                        • #762 Collapse

                          ap apni equity is tarha manage kar sakty hn k, ap jitni investment karen us k hisab sy volume select karen or us k hisab sy risk len, agr ap investment sy zyada risk len gy to ap ka poory ka poora account wash b ho sakta hy or ap k pass kuch b nhn rahy ga..
                          • #763 Collapse

                            Assalam-O-Alaikum safe trading karney kay liye first step jo hota hay wo hay ap kay lot size ka ager ap us ko apnay capital kay hisab say select kartey ho to pher ap ko kabhi be is business me loss nahi ho sakta aur yehi achi money management hay
                            • #764 Collapse

                              equity ko manag ek karnay kay laiy ye lazmi hai kay is ko karna ksi tarahs ay hai jub apko is ka pata chal jata hai tu apko is bat ka bi pata chal jata hai kay ap apnayu account ko ksk tarahs ay secure kar saktay hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                g brthr yar banda agar aik cheez main time lagat ahai to yar us ko har kisam k muskilaat se nikalne ke hallat samjh aa jate hain yeh to yar time ki baat hai jab aap forex to time denge to yar aapko khud samjh aa jai ga k equity kitni honi chahiye r manage kese hoti hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X