How do you manage your equity in trading.????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    app o is main is tarha ki strategy lagana ho ge ke app ko wapis apni account ki equity puri karne ka muqa mil jye aur app ka account wsash na ho .aur app phir se account ko acha kar le trading mein aap apni equity jaab achi tarhan manage kar saktee hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      mai apni equity ko manage karnay k leye apni trade ko manag e karta hu k kis waqt kitna onvest karna hai aur apna risk managemnt be karta hu es waja se save hu haahh
      • #348 Collapse

        dosto seehdi se baat ha kay jitni app ki chadar ho utnay hi pahoon pehlanay chaiya is rule ko follow karain gain tu app ko koi samla nahi ahay ga aur app apni limit k matabiq kam kar sakain ga
        • #349 Collapse

          well ...........
          .use of trailing spot tech is best for saving ur equity ..
          rest depends on ur positioning of lots u select to trade..
          • #350 Collapse

            dost aap ko forex mein study bohat kuch sikhati hai aur forex mein apni equity ko manage kerna bohat zaroori hai q ke ager aap is ko manage nahi kerein ge to aap kabhi pata nahi chale ga ke kia kamaya kia gawaya, so money management is a very improtant.
            • #351 Collapse

              there is a one majour strength that the forex market has over all other methods of making money, it is the ability to trade the equity that has been made to trade even before closing the trade position that produce the equity for margin.
               
              • #352 Collapse

                Yes my dear friends yes i anticipate we charge to administer our basic actuality if we accept to get success here, actuality alone those traders get success who accept acceptable ability at basic management. so i anticipate if we wish to safe our annual from allowance alarm we charge to apprentice forex trading in able way.
                • #353 Collapse

                  bhai jan apni account kiequity ko manage krne k liye buht c cheezoon ki zarorat hoti hai jis mein mukhtalif mumalik ki muaashi sorte haal pe nazar rakhn technical or fundamental analysis ka tajzia krna or lot size chota rakhna in bina ham apne account ki equity ko manage nahi kr sakte
                  • #354 Collapse

                    forex trading aik bohat hi risky business hi jis main ap kam ker ke achi earning ker lete ho iss main ap ko apni equity maintain kerni hoti hi ta k ap ko loss na ho jab ap equity se barh jata ho too wo ap ka profit hota hai.
                    • #355 Collapse

                      main ny abhi tak apni equity ko balnce nahi kia aur is main main ny kabhi nahi soocha k kia kerna hai lakin mujhay abhi normal work main hi kafi maza araha hai aur main lalch nahi kerta dosra yeh k main apni trade ko watchout kerta hun jab tak profit main trade nahi ajaye
                      • #356 Collapse

                        assalamualaikum g bhai equity margin ki apni jaga bht importance hai aur isko hum is tarah manage kr skhy hian ke jis cheez me trde kr rhay hain uska prper analysis kren aur ap ne apni investment k mutbiq trade kren
                        • #357 Collapse

                          dear ap ne acha sawal kiya hai mein tu yeh kehna pasand karo gay ham apni quity ko us waqat mange rakh sake gay jab ham money management k sath trade enter kare gay agr hamara balance kam hai aur ham big lot size laga de gay tab agr market hamry kehlaf chali gai tu hamari equity mange nahi rahi gi aur ham ko margin call aae gi aur is tara ham apn account loss kar de gay is liye ham ko money k hisab se he lot size lagana chahiye tab he ham apni equity ko manage rakh sakty hen
                          • #358 Collapse

                            Mery aik friend ne mugy advice ki thi wo bhi aik succssful trader he advice ye thi k apni equity ko lazmi mangae karo, means agar ap tradinpg kar rahay ho to kbi bhi 5% se ziada na lo, agar profit hoga magr thora hoga es se ap ka greed khtm hog jay ga, or agar loose bi hoga to mayosi nai hogi.
                            • #359 Collapse

                              trading ma mere bhai ap ko koi zarurat ni ha apni equity manage karne ki agar ap aik ache trader hen to ap ki equity khud bakhud manage hoti jaye gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                me yehi kahun g k ap apni equrity ko manage kar ke usi tarha se trading karen ap anylises ko b read karlen to h ziada bheter ho ga ap profite ka b manage dhekten rahen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X