How do you manage your equity in trading.????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    forex ke business me aap ko equity ko manage karne ke lye kafi mehnat ke sath kaam karne ki zarurat hoti hai agar equity manage karni aa jaye to phir account grow karta hai tezi ke sath or aap profits bhi achey se kama kar account ko increase kar pate hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      the most important thing in your trading business is your equity so all of you must try to keep safe your equity and for this purpose you must not take high risk, always take calculated risk according to your equity and don't do trade when you are not sure about market trend
      • #813 Collapse

        equity ko manage karnay k liye zaroori hai k aap apni money mangement ko darust kar lain yaani k kabi bi itni investment ki trades na karain jo app kay account main mojood raqam say ziayada ho q k iss tarha equity aur money waste honay ka khatra hota hai.
        • #814 Collapse

          My dear friend ap iss ko iss trha manage ker skta ho ka ap apni lot size low lagaow i think that ya hee sahi hai..............
          • #815 Collapse

            Yeh overall tamam cheezien money management mien decide ki jati hain is mien he dekha jata hai key ap ney jo apney balance ko dekhtey howey kitna size ka position open karna hai or us mien ap ka margin kitna required hoga or ap ki ik pip ki value kia banegi yeh sub.
            • #816 Collapse

              gcdkcpd ere bhai demo account mein achi trading krna or loss na face krna bht achi baat hai lkn apka sawal k mutabiq wahi insan jab real account em ata hai to loss face krta hai uski wjah mere khayal se to srf lalach or jald bazi hai ,,qk usko pata hotaoiez
              • #817 Collapse

                Equity management ya money management ki boht importance hay ise ko zaroore karna chayie main khude money management ki taraf tawajoo nahin daita taha aur apna account kahai dafa wash kar wa chuka hoon lakin abe main ney behi money management par tawaja dee hay.
                • #818 Collapse

                  ji bilkul sahi bat hai es liey mein yehi kahun ag yeh kam sahi hai acha hai es liey smjh k kren yeh kam sahi hai acha hai .......................................!
                  • #819 Collapse

                    Ji bilkul agar ap ko trading main ao ko bahot ziyada order lagaty hain to ap ki equity bahot kam ho jatii hay agar ap trade ka loat size chota laty hain to ap ko bahoot ziyada faida ho ga
                    • #820 Collapse

                      how to do the the pakistan forex forum trading of the pakistan forex forum trading of the pakistan forex forum trading
                      • #821 Collapse

                        agar ap forex ki trading business mein apni equity ko waste honay sey bachana chahty hain to apko chahye kay ap 100$ par 0.01 ki lot size lagain is sey ziada ni but guys becarefull.
                        • #822 Collapse

                          Sometimes not, but i am sure that in the most cases i am able to manage this equity to the maximum or nearly maximum level in order to keep safe trading, you can also do this if you have proper trading skill.
                          • #823 Collapse

                            Forex trading account ko manage karnay main he humari bhlai hoti hay so agar hum trading main theak say perform karna chahty hay to account ko theak say manage karen ta keh achi trading kar saky
                            • #824 Collapse

                              equity ko manage kerne ke liye zaroori he ke ap achi money management karein ager ap apni equity se ziyada ke trade kerte hen to loss ka bohat chance hota he or ye kafi bara risk hai to behter he ke ap kam amount ke sath trade karein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                Forex trading account ko jab tak hum theak say manage nahi karen gay tab tak hum esmain kamyab nahi hon gay so humay esmain har cheez ko manage karna chahiey esi main bhlai hoti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X