How do you manage your equity in trading.????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Equtiy ko manage karny kay liay humen capital management or money mangeemnt ki study ki zarurat hai kiun kay forex me har cheez ki study kar kay hi isko samjh ja sakta hai. Money management kay through hum apny capital or equity ko easily manage karna bhi learn kar jaen gay or apny volume ko bhi place karna learn kar jaen gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      bhai forex me hum ko equity ko manage karne ke lye lot size apne balance ko dekh kar he use karni chahiye taa ke kam balance per ziada bari lot use kar ke hum nuqsaan na utha len
      • #408 Collapse

        equity manage karny k ly ap kam position lago agar ap ke equity kam hy ar kabhe ik lot sa ziada ke trade na karo, agar ap ke equity ziada hy phr bhe ap ik lot sa ziada ke position na lagen ar dosara ya k equity ko save karny k lya trailing stop ke techinque use kren har trade meinn
        • #409 Collapse

          by using mini lts in my account q k jab bhi aap bari lot se kaam akrte ho tab hi aap ko loss hota hai es liye jab bhi aap koi new trade open akrny lago es baat ko mind amin zaroor rakho k aap ny lalach nhi akrni
          • #410 Collapse

            g bhai mai forex mai abhi naya aya ho our iss mai mujy itna khaas ilam naho hai iss ky ilawa mai b iss ky bary mai jana chahta ho forex nujy buhat pasand hai iss mai koi b kaam mushkill nahi hai lekin mai iss ko full janna chahta ho q ky mai forex mai life time kaam karna chahta ho iss mai mujy faida nazar ata hai forex mai koi b kaam mushkill nahi hai
            • #411 Collapse

              forex trading bohat important baat kee hai because majority of traders apni equity hi jis main ap log asani se earning hasil ker skate ho equity ko barber rekhne perta hi warna ap ka loss show ho ga iss lye jab bi eqirty se koo manage nahein kartay aur zyada lot size kee trades open kar letay hain aur phir.................
              • #412 Collapse

                aap apni money ko manage is tarah ker sakty hain key aao forex tradingg mein trading key douraaan aap analysis ko read kren iis se aap apni money ko achi tarah se manage ker sakty hain
                • #413 Collapse

                  my dear friend forex trading aik acha online business hi jis main ap log asani se earning hasil ker skate ho equity ko barber rekhne perta hi warna ap ka loss show ho ga iss lye jab bi eqirty se rqeen zyda ho wo withdraw kerwa lo;;;;;;;;;;;;
                  • #414 Collapse

                    jab hamari open trade par jitna losss ya profir hota ha wo hamari free margin ko kam ya ziada kar raha hota haa,jitna freee margin zida ho ga utni dair sa mrgin call active ho gee.
                    • #415 Collapse

                      Dear mere khayal se agr trader money and risk management plan ko follow kartey huay forex market me trading karey to phr trader apni equity ko easily manage kar saktey hain or forex market me long term successes hasil kar saktey hain.
                      • #416 Collapse

                        forex men hamain apni nvest ko daikh ker trading kerni hoti hai jinta zyada invest hota hai utna hi ham is men risk le ker trading kerty hain ther wise ap ko isy save kerna hota hai or stop loss ko use ker k equity safe kerni hoti hai.
                         
                        • #417 Collapse

                          G han dear yeh bilkul darust baat hai k forex trading mai humain hamesha jab b koi new trade lagaen to apni equity pe nazar rakhni chahye na k account balace pe or phir apni equity margin ko zehn mai rakhty howe new trade open karni chahye
                          • #418 Collapse

                            jab ap invest kerty hain to ap ko is men apni equity ka kbhi knowledge ota hai jis se ap trading kerty hain main is men kam lots ki trading kerta hon or apni equity ko zyada pips per safe kerta hon jis se mujhy loss kam hota hai.
                             
                            • #419 Collapse

                              sir is mein jab hum traidng karty hen to is mein hamary pass balance bhi kam hi hota hy to is mein hum ko choti lot k sath hi tarding karni chahye is sy hamari equity bhi sahi rehti hy aur loss bhi slow sy hota hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                Bhai jaan hamari equity jab hi manage ho sakti hai jab hum without risk trade ya phr hamari invest kafi achi ho jab hi equity manage ho sakti hai otherwise nahi.....
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X