kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae
    Assalamu Alaikum my dear members forex aik bahut acha business hae lakin is main kamyabe ke liye apko bahut himmat or hosle ke zarorat hote hae q ke is business main hamen loss bhe ho sakta hae to loss main hamen himmat se kam lena parta hae q ke bahut se members loss se pareshan ho jate hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

    Forex main wo hi log successful hotay hai Jo Himat say kaam krtay hai agar in ko business mein loss bi ho jata hai tu wo Himat nahi hartay sabar ka sath loss ko bardas krtay hai or iss main apni mistake ko khtam Kar ka or zada mehnat say kaam kar ka kamyabi hasal krtay hai
    • #3 Collapse

      Re: kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

      Jin trader me kaam ka shoq aur passion hota hy wo loss ya profit Me hamesha patience rakhty hen aur kabhi bhi loss ki soorat me tense nahi hota q k unky leay ye loss bhi aik experience hota hy jis sy wo seekh k aagy barhty hen aur kamyaabio ki taraf jaaty hen
      • #4 Collapse

        Re: kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

        G han 1 acha trader himat nahi harta hay us ko jetna zeyda loss hota hay wo aur be zeyda learning karny key ley mehnat karny ki koshish karta hay aur yahi koshish traders ko kamyab bananta hay, agar loss hony key bad himat kam ho jaye to traders key ley mazeed learning karna ya market me survive karna mushkil ho jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

          dear brother aapki baat bilkul right hai ki ek Kamyab Kabhi Himmat Nahin Aata Hamen chahie kya mis Mein Himmat na Hare Hain Ghar Mein Marte Rahenge To Hamen ismein bahut hi jyada loss ho sakta hai Hamen kabhi bhi Himmat nahin karna chahie Jitna load karna chahie to hi Ham Forex trading mein se kamyabi Hasil kar sakte hain
          Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
          :1f4af:
          • #6 Collapse

            Re: kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

            Asslamo Alakum wellcome to pak forex forum dear friends hn g theek kha hai ap n k kmyyab trader kbi bi hmt ni harta agr loss aa bi jay to us p mhnt kr k profit gain kr k apny loss ko khtm krta hai
            • #7 Collapse

              Re: kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

              G bilkul aisa he hain hum iss main tabhi agye bar sagta hain jab hum iss main aik acha sy mehnaat karye hum iss business main mehnaat kar k iss business ko life time business bana kar iss main agye bar sagta hain or iss main humain aik kamiyaab trade bana hain toh humain iss main himaat kabi be harni nhi ho gaye tabhi hum iss main kam kar sagta hain shukria
              • #8 Collapse

                Re: kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain oor ager loss ho bhi jata hay too aap himmat na harain oor experience say kaam kerain kamyabi zaroor mailty hay.
                • #9 Collapse

                  Re: kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                  g bilkul asa hi ha kamyab trader kabi bi himat nhi harta ha kyun ke trading ma wohi insan kamyab hota ha jo himat nhi harta hosle or sabar se sab kuch bardasht ker sakta ha ager loss ho jai tub bi sabar se kam leta ha or loss hone ke bad bi zyada mehnat se kam kerta ha or boht jald loss ko profit ma change ker sakta ha isi liye wo kamyabi hasil ker leta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                    yes my dear friend ap bilkul thek kah rahy hn kamyab log kabhi bhi himat nhe harty aur na hi wo kabhi is mn nakam hoty hn so ager hamien kamyab hona h to pher hamien is mn mehnat kary pary gy aur pher hamien is mn himat bhi karny pary gy aur pher ham is mn kamyab hosakty hn so hamien chaey k ham himat k sath kam karrien
                    • #11 Collapse

                      Re: kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                      assalam walekum Pyare bhaiyon aap sab log theek hoon main aap Logon se Itna Kahana chahta hun ki bhai ne bilkul theek bola hai ek Kamyab trader kabhi bhi himmat Nahin aata Agar use loss hota hai yah Kaun Baat hota hai fir Bhi Apne himmat ko barkarar rakhta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                        G bilkul aik kamiyab trader kabhi bhi himat nahi harta aik ache trader ko profit ho ya loss wo hamesha mehnat karta rahta ha aur himat se kaam karta ha jo traders loss hone ki wajah se himat haar dete ha aur mehnat karte rahte ha unko kabhi kamiyabi nahi milty agar apko forex me kamiyab hona ha to loss ka samna himat ke sath kare aur mehnat karte rahe
                        SUMIYA TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                          Ji han Sar aapki baat bilkul right Hamen Pakistan Forex mein agar trading karte hue loss bhi Hota Hai To Hamen Himmat bilkul bhi nahin aani chahie balki Apne knowledge or experience ko aur Jyada Behtar Karni chahie aur apne lagne ko Jyada Se Jyada improve karne ke liye Bheem account per practice karna chahie aur apni weakness ko control karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                            ji han sir ap ny bhut achi bat sahre ki hy ma ap ki bat se sehmat karta hun forex mein kamyab treader wohe ban sakta hy jis ky pas sabar aur himat ho , jo members es mein lalach karty hain ya loss any pr himat haar haty hain to wo members forex mein kbhi bhi kamyab nahi ho sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kamyab trader kabhe bhe himmat nhe harta hae

                              Absolutely right dost successful trader kabi b hopeless ni hoty uski waja yeh hy k wo janty hyn k forex bahot risky business hyy or is men loss b ho sakta hyy is lye kbi b himat na haren hamesha pur umeed rahen or mehnat karrty rahen to hamen achi success hasil ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X