Knowledge ki kitni importance hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge ki kitni importance hai???
    Ap k khyal men Forex trading men knowledge ki kitni importance hai? Kia koi banda knowledge k baghair b is field men kamyab ho sakta hai????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge ki kitni importance hai???

    Dear brother forex trading men knowledge ki importance bahut ziyada hey kiun k jiss k pass forex trading ka acha knowledge hota hey woh dusaron se jaldi kamyab ho jata hey kiun k knowledge bhi kamyabi ki key hey aur wesay bhi her jaga pe knowledge ka advantage hota hey iss liay pahlay acha knowledge hasil karen aur phir regular trading start karen
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge ki kitni importance hai???

      Bilkul dear knowledge hi apko forex me kamyaab krta hy q k Jo bhi trader jab acha knowledge Gain krna shuru krta hy to wo aagy barhty lgta hy aur kamyaabi ki taraf jaata hy is leay koshish kren k acha knowledge Gain kren aur mehant sy kaam jaari rakhen
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge ki kitni importance hai???

        dear friend forex trading mn knowledge ki bahot ziada importance ha agr ap forex trading mn kamyabi hasil krna chahtay hn to forex k baray mn ziada sa ziada knowledge gain kren jis sa ap forex trading mn kamyabi hasil kr sktay hn
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge ki kitni importance hai???

          G hain bhaijaan aapne bilkul hi sahi kaha hain agar hamare pass forex ki knowledge hain to hum isse chi tarah se earning kar skate hain aur is men humko knowledge hasil karna chahye aur hum phger kar hum iss earning kar skate hain knowledge se hi hu apne kaam ko achi tarah se kar skate hain
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge ki kitni importance hai???

            Forex trading ek asa business hay jis may agar aap ko trading ka knowledge nahee hoga tho aap ko kabhi be is may kamyaabi nahee mil sakthi is liay hamay apnay knowledge ko ziada say ziada increase karna chahiay our is k liay hum forex forum par jithna be ziada time guzaaray wo kam hay kionka ziada knowledge aap ko forum k elawa kahee say be nahee mil saktha
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge ki kitni importance hai???

              Forex me knowledge ki bohat importance hoty ha jin ke pas knowledge nahi hoty unko forex me kaam karne me bohat mushkil hoty ha aur jin logo ke pas knowledge hoty ha unko forex me kaam karne me bohat asaani milty ha knowledge gain kie beghair ap forex me kamiyab nahi ho sakte agar ap is me kamiyab hona chahte ho aur achy earning karna chahte ho to apne knowledge ko increase karte raho
              SUMIYA TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge ki kitni importance hai???

                Forex Trading m knowledge he just kam nai aata ap ko knowledge k sath experience ko b gain krna chaheay. agr just knowledge ho ga to b ap kam nai kr paeyn gy. jasy k m aik example dyti u wo ye k aik student apni study complete kr k job par jata hy to us k pas just knowledge hota hy us k pas experience nai hota wo yahan par kam jb krta hy to us k pas experience ata hy tb wo ja kr kch kam krny k qabil hota hy,.
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge ki kitni importance hai???

                  G han forex trading ma knowledge ki bht ziada importance ha agr ap k pas basic education k sath acha knowledge ha to ap us ko use kar k expert ban saktay hain lakin us level tak pohnchanay k liay ap ko bht hardwork karna hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge ki kitni importance hai???

                    ismein knowledge ki ek bahut hi Badi Ijjat Hai Magar Hum Na Lage Karte Hain To Hamen Samay bahut hi Kuchh ho sakta hai aur Hamen ismein bahut hi jyada ho sakta hai aur Hamen chahie Hamen bahut hi jyada mehnat karne ki jarurat padati hai aur Hamen ismein knowledge ke liye bahut hi jyada mehnat Karni chahie acche tarike se kam karna chahie bahut hi jyada mehnat Karni chahie aur Hamen ismein bahut hi jyada mehnat Karni chahie acche tarike se tabhi Hamen Payenge
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge ki kitni importance hai???

                      G hn dear brother apne bilkul theak kaha k knowledge k baghir is field mein bnda kamyab ni ho skta bal k mere khayal mein koi bi business knowledge k bagher ni ho skta
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge ki kitni importance hai???

                        G hn iss main knowledge or experince be bhot he zada matter karta hain tabhi hum iss business main agye bar sagta hain or iss main aik achi earning tabhi hasil kar sagta hain jab hum iss main mehnaat karta hain iss main humera pass planning or startegy kah be hona bhot he zaroori hain tahbi hum iss main aik acha or kamiyaab trader ban sagta hain or iss main learning k saat saat earning be tabhi kar sagta hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Knowledge ki kitni importance hai???

                          g knowledge ki bohat ahmiyat ha agar ap koi kaam karna chaty han tou agar is kaam ki puri knowledge ha tou ap is kaam per zaror kamyab hon gay aur ik acha profit hasil kar sakyn gay knowledge ki bohat ahmiyat ha forex trading may bhi agar ap kay pass is ki achi knowledge ha tou ap is per kamyab ho sakty han aur forex per ik acha bonus hasil kar sakty han knowledge ki bohat ahmiyat ha

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X