jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen
    dear friends forex trading mn hr kisi ko loss hota ha lekin aik achhay trader ko jb loss hota ha to woh loss ki waja tlash krta ha aur us ghalti ko hmesha apnay minde mn rakhta ha aur dobara us ghalti ko kbi repeat naen krta aur hmesha profit hasil krta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

    G han bahi ap ka sawaal bilkol theak ha agr ap sa galthe hoti ha tho ap osa humasha yaad rakha tha ka ap. Sa dhobara galthi na ho orr apni mistake pr control Karin tb he ap forex main kamyab ho sakthy hain orr manaat krta raho
    • #3 Collapse

      Re: jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

      Jb hmy loss ho to hmy apni mistake ko judge krna chhahy r dobara wo mistake ni krni chahy hm mistake sy hi seekhty hn mistakes sy hmy hmri kmzori ka pta chlta hy lot size mn bhi hmri mistak ho skti hy analyses ky bghar tardinh bhi bari mistak hy
      • #4 Collapse

        Re: jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

        G han agar ham apni aesi mistakes jin ki waja sy loss hua hai ko mind main rakhty hain future trading ky liay tou hamain phir same mistakes sy dobara loss nehi hota hamain agar dobara koi loss hota bhi hai tou new mistake sy ho sakta hai ya hamain tamam mistakes sy bach ker trade kerny per acha profit bhi ho sakta hai
        Last edited by ; 29-09-2019, 01:22 PM. وجہ: Incomplete
        • #5 Collapse

          Re: jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

          Ji bilkul Jis galti se loss Hua Ho Hamen usko Hamesha Apne mind Mein Rakhna chahie Taki yah Galti Hamse repeat Na Ho aur jo nuksan Ham pahle Utha chuki hai vah nuksan ab Ham Dobara na Utha sakein
          • #6 Collapse

            Re: jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

            Yes ghltiyon ko bhulana nahi chahye aur yaad rkhna chahye takeh dobara woh ghltiyan na hon aur kisi bhi ghlti ko repeat nahi krna chahye uss see loss again ho skta hai I think to
            • #7 Collapse

              Re: jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

              Hello hope aap sab well trading enjoy kar rahay hain ye bat confirm hay jinn mistakes sey trader ko loss ho usko apnay mind mei rakhain and most important jo wajha jo mistake banti hay loss honay ki unko apni ghalti mei kabhi bhi repeat na honay den yahi sab sey best way hay....
              • #8 Collapse

                Re: jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

                Jo banda apni ghaltion ko yad rakhta hai wo kabi un ko repeat nahin karta lehaza usko kabi b ek he ghalti ki waja se 2 bar loss ka samna nahin karna parta. Jis ghalti ki waja se apko loss ho hamesha usko apnay mnd men rakhain aur koshish karen k wo repeat na ho ta k ap loss se bach saken...
                • #9 Collapse

                  Re: jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

                  bilkul jo mistake hum kar lete hain humhain chahaiy k hum usy apne pas saved kar le take again hum say vo ghlati na ho and apni mistake ko remove karne k lye demo account main lot of pratice kare apni mistake ko demo account main he khatam kar de take humhain live account main again usi mistake say ghalti na ho and hum lot of knowladge b hasil kare apni mistake say ..........
                  • #10 Collapse

                    Re: jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

                    ji Assalamu Alaikum Mere Pyare dost aap bilkul theek kaha hai ke Jis vajah Se Insan Koi Galti Karen aur use loss ho to usko chahie ki use vajah ko Apne mind Mein rakhen Taki Dobara use Koi pareshani ya loss Na Ho
                    • #11 Collapse

                      Re: jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

                      Dear my brother ap ki bat sahi hay kay hum say kiss tread par mistake ho jay to hum ko iss ko apnay mind may rakhna cahya iss say ap mistake karnay say bach jay ga or ap ko acha profit gain ho ga or ap apna account wash honya say bach saktya hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

                        hello dear friends aap theek kah Rahe Hain jis mistake se loss hota hai usko control Karen aur usko mind mein yad rakhne ke dobara hua mistake nahin honi chahie is business mein bar bar mistake hone se account varshon sakta hai aur ine ko control karne se profit hi profit hota hai....
                        • #13 Collapse

                          Re: jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

                          yes sir ap ki bat right hai or mien ap say agree karta hoon k jis galti ki waja say hum ko loss hwa hai hamain as mien aa ker as galti ko yad yad rakhna hota hai or us ko apny mind mien rakhna hota hai agar hum as mien bar bar aik he mistake kerty hien tu hum kabi bee earning k qabil ni ho sakty hien as lye haman as mien aa ker her bar earning k lye fully try karna hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

                            Gee haan forex trading mein humain apni ghaltioun ko note kerna chahyea forex mein agar hum apni ghaltioun ko zahen mein rakh ker kaam kerain gay tou hum apni ghaltioun ko trading mein repeat nahin kerain gay aur humain forex mein achi kamyabi mil sakti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jis ghalti sa loss howa ho usay hmesha apnay minde mn rakhen

                              Dear sir mistake ho na koi badi baat nahin hai lekin mistake Koi yad rakhna aur use per control karna badi baat hai jab koi bhi mistake ho jaaye use yad karke rakhe aur usko khatm karne ki koshish karen kyunki agar mistake hoti rahegi to thoda thoda lot big loss ho jaega aur account bhi vas ho sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X