Iraday mazboot rakho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Iraday mazboot rakho
    Asalam O alikum kaisay hain aap sab bhai main theak hon.bhai jaan main ap logo ko yeh mashwara daina chahta hon kay apnay iraday mazboot rakhain chahay loss ho profit ho ya bonus kam aye kuch bhi ho ap kay iraday mazboot honay chahye.apnay ap ko strong kartay jayain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Iraday mazboot rakho

    G hn dear brother ap ki bt bilkul theak hai k koi bi km ho agr us mein jitna bi nuksan ho hmko apne irade mazboot rakhny chahiyen jo bi khel hota hai us mein insaan ko haar yaa jeet to honi hi hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Iraday mazboot rakho

      G han dear wo bat hai na iradye jin kay pukhta hun tala tam khaiz mojoo say wo ghbraya ni kartye tu es mai humain aisa he ghabra ni chye aur apnye ap ka irada qayam rakhain kiyu kamyabi esi mai miltye hai
      • #4 Collapse

        Re: Iraday mazboot rakho

        Aapane Sahi kaha hai ki Irade mazboot Rakho Hamen Apne Irade mazboot rakhne chahie Jo kam karne ka App Irada karne per use aap yakin ke sath tarike aapko yah kam karne se fayda hi hoga aur positive Sochein
        • #5 Collapse

          Re: Iraday mazboot rakho

          hamy apny irdy mazbot rahk ky kam karna ho ga forex aik online or kabe be band na hny wala business hain hum is mai mahnet sy or lagan sy kam kary gy to he hum paisa kam saky gy forex aik amm buisness ke nisbat acha busienss hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik acha business hain
          • #6 Collapse

            Re: Iraday mazboot rakho

            g han asa he hain hamy mazbot iarady rahk ky kam kanrna ho ga forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai stuents be kam kar saky hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
            • #7 Collapse

              Re: Iraday mazboot rakho

              yes sir hamain as mien her bar irady mazbot kerny hoty hien agar hum as mien irady mazbot hoon tu hum as mien aa ker earning bee ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai r hamain as mien her bar earning per earning bee karna hota hai or hamain as mien khud ki life ko behtr say behtreen karna hota hai or as mien hamain earning bee karna hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: Iraday mazboot rakho

                Irady jin k phukta hon nazer jin ki khuda per ho '''
                talaum khair majoon sey wo ghabraya nahee kerty '''
                apny iraadu mmazbbit rahin or halat ka muqabla det ker krein or khud per etimaad krein kabhi ksi moor per himaat bilkul bhi na harin is trah ap a[ny errady ko mazbbirt bna sakty hein kabhi khud ko ksi sey kaam na samjhin ...
                • #9 Collapse

                  Re: Iraday mazboot rakho

                  hamy mazbot irady sy kam karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum gr mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Iraday mazboot rakho

                    G dear ap ne bilkul theek kaha hai k humein forex mein apne iradey mazboot rakhney chahaye takeh hum es karobar mein kabhi nakaam na hoon chahaye bonus kam miley humein hosla nahi harna chahye aur chahaye kabhi loss ho chahaye kabhi profit ho chahaye jeisey bhi halaat hoon humein khud pe aur forex pakistan pe yaqeen rakhna chahaye.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X