Dil pay mat lay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dil pay mat lay
    Asalam O alikum forex trading ka work risk se bhara hoa hai jis main kabhi profit hota hai kabhi loss lekin main yehi kahna chahta hon kay agar humain loss ho jaye toh us ko dil pay mat lain balkay us ko aik lesson sumjhain i know aisa karna thora sa mushkil hai lekin na mumkin nahi hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dil pay mat lay

    Pahli bat tu yeh hey k forex trading men kamzor dil k log kamyab nhi ho saktay kiun k iss men bara bara loss bhi ho jata hey jiss ko bardasht karna parhta hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir loss ko dil pe nah len aur loss ka mukabla karen aur pahlay se ziyada mehnat karen ta k loss ko profit men badal saken tu phir kamyabi zaroor milta hey
    • #3 Collapse

      Re: Dil pay mat lay

      G han dear vat tu hai kay lost aur profit tu zidagi ka hidsa hain aur es business mai tu chalta rhata hai tu kabhi bhi esye dil pay mat lain kiyu kay ager aisye cheez ko dil pay lain gaye kafi nuqsan ho sakta hai aidye cheezon ko kabhi bhi series na lain aur kamyani ki taraf barhtye jain
      • #4 Collapse

        Re: Dil pay mat lay

        Dear ap ki bat sahi hay kay Forex treading business risk say full hay hum iss say acha profit gain kartya hay to iss say hum ko itna hi loss bhi ho jata hay iss liya hum ko cahya hum jab bhi treade ko open kary to sub say pahlya market ka analysis kary taky hum ko market kay treand ka pata chal gey.
        • #5 Collapse

          Re: Dil pay mat lay

          G hn brother pehli bt to ye hai k agr hm kamyab hona chahte hain to hmko loss agr ho bi jae kisi month to hmko ye bt dil pe bilkul ni leni chahiye isi tarha agr koi aor nuksan bi ho jaye to usko dil pe ni lena chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Dil pay mat lay

            bhai jaan aapane bahut achcha suggestion Diya hai mere khayal mein aisa Hi karna chahie daily per nahin leni chahie jo bhi profit hota hai use bich mein ek se do bar withdrawal karna chahie jyada bar vitran nahin karna chahie aur withdrawal ka one third account se withdrawal karna chahie jyada withdrawal bhi nahin karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Dil pay mat lay

              good morning to all friends g bhai aaapki baat sahe he lekin mere khayaal se agar haaimain loss ho jaye to hamainkabhi bhi upset nhe hona chhaiye q k loss aur profir bussiness ka topic hain . hamin profit bhi hoa he aur loss bhi is liye hamain kabhi bhi dil pe nae lena chahiye .
              • #8 Collapse

                Re: Dil pay mat lay

                G Haan bilkul forex me Hume loss hony ki soorat me kabhi b stress nai Lena chahiye bulke humesha mehnat se Kaam karein gy tou hum apny loss ko recover kar k aasani se aik new beginning kar skein gy.. Forex me loss hona aam si bt hai is lieu loss pe kabhi b serous na lein bulke mehnat kar k improvement show karein ta k faida ho
                • #9 Collapse

                  Re: Dil pay mat lay

                  bilkul forex main hume loss b ho skata hai aur profit b bahoot se members buss profit ka he smajhty rehty hain liken jab in ko loss hota hai aur wo dill pay lay laity hain aur tension main aty hain ya to forex ko chor dety hain ya aur loss karwa dety hain asa nahi karna cahhye hume phly se loss k liye b khud ko tyar rakhna cahhye aur dill pay nahi lena chahye ta k hum loss easily cover kar skaian.
                  • #10 Collapse

                    Re: Dil pay mat lay

                    Aslam O Alaikum Dear friends:1f339::1f339:
                    Dears Zindgi me up & down hote rehte hen agar pareshani hai to uske sath khushyaan bhi hen matlab jese forex trading me hum mehnat karte hen ziada behtar mehnat phir trade karte hen jab Trade pe loss ho to Dil pe mat lena chhahye ku ke ye haar jeet humari zjndgi me jurhe hen or zaroort hai bas hume mehnat ki ziada se ziada mehnat:1f331::1f331:
                    • #11 Collapse

                      Re: Dil pay mat lay

                      dear sir nahin mujhe aisa bilkul bhi nahin lagta mere khyal mein pe Le leni chahie aur jo bhi profit hasil hota hai use vidra kar lena chahie isase yah hota hai ki account sev rahata hai Koi new train open nahin ho sakti aur na hi koi train laga sakta hai jab tak withdrawal nahin milega.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Dil pay mat lay

                        Ji bhaijaan aapane bilkul sahi Kaha Hai Jab Hamen loss ho to bolo Samay Dil per Nahin Rakhna chahie balki Hamen Himmat ko Hosla Dena chahie aur Hamen chahie ki Ham kamyabi ke sath trade ko mukmmal Karen aur trade Kamyab Karen aur Threads Aise likha Karen Jin per hamen bhi Milte Rahe aur Har Koi usse post Kiya Karen aur Hamen koi bhi lost Dil per rakhni Nahin chahie

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X