Trade ke doraan humara damagh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ke doraan humara damagh
    Aslam O Alaikum Dear friends
    Dears Jab hum Trade open karte hen to jese he trade ke Nos start hote hen up& down up & down bilkul wesa he humara damagh chalna shuru hojata hai dears kia karen bamagh me pata nahi trade waqt hazaroon khayal trade ke baray me atay hen:1f631::1f631:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade ke doraan humara damagh

    Hamain relaxed mind ky sath trade kerni chahiay ky jab ham mentally depressed ho jaty hain tou ham zarur koi na koi mistake kerty hain tou hamain loss ho jata hai hamain koshish kerni chahiay ky jab mind thak jaey trade kerty huey tou hamain trading chor deni chahiay aur rest kerni chahiay ky dobara fresh mind ky sath trade ker sakain
    • #3 Collapse

      Re: Trade ke doraan humara damagh

      Forex mein trading kay dauraan humara damagh 100 percent trading mein maujood ho woh market mein soch raha ho aur humain humesha hazir damagh ho ker trading kerni chahyea aap ko tou yahan oer foori faislay kerna hotay hain iss lye unn ko serious lain aur kamyabi hasil kerain
      • #4 Collapse

        Re: Trade ke doraan humara damagh

        walaikum salam g bhai jab trade lagany lgty hain tu apny demagh ko hazir rakhna chahye or sakoon ky sath soch smjh kar he koi trade lagani chahye takky loss na ho
        Achy Threads py thanks tu banta hai na
        • #5 Collapse

          Re: Trade ke doraan humara damagh

          G han dear jub bhi trade ko openkarna hai tu hunara dimagh us side pay he hona chye kiyu kay ager humara dimagh us side pay ni ho ga tu kafi masla ho sakta hai kiyu kay trading karna atna asan kam ni hai aur jubbhi trade ko openkiya jaye tu is mai daikh kay he kiya jaye tu hum kamyab hp jatye hain
          • #6 Collapse

            Re: Trade ke doraan humara damagh

            jab b hum trade open kaarin hume cahhye k hum fresh mind se open kaarin kyu k trade open karty humary mind k present hona bahoot zaroori hai tab he hum achi trade open akr skaty hain warna hum na achi tara analysis kar sakty hain na he read kar skaty hain market news ko jab b tension main hun us din hume bilkul b trade ko open nahi karna cahhye.
            • #7 Collapse

              Re: Trade ke doraan humara damagh

              Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay forex aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning hoti hay trade ke doraan humara damagh ko 200 % trade main mojood hona chahyey Kun ky trading kerty hoay aap ko akhsar at the spot decision kerna hoty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trade ke doraan humara damagh

                Forex mein trading kay dauraan humain apnay damagh ko fresh rakhna chahyea kyun kay fresh mind kay sath kaam kerna bahut faida mand hai aur agar hum forex mein aisa nahin kertay tou hum forex mein nuqsaan kerain gay kyun kay hum trading mein hazir nahin hoon gay
                • #9 Collapse

                  Re: Trade ke doraan humara damagh

                  Ji aapki baat bilkul theek hai Hamen Hamesha Apne mind ko relax Karke Apne kam ko start karna chahie aur Koshish Karna chahie ki Ham acchi quality ki post kar sake Kyunki Agar Hamari post ki quality acchi Hogi Hamen like Sar thanks Milenge experience on knowledge increase Hota rahega
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade ke doraan humara damagh

                    jhum trade palce kar ky acha bonsu earn kari sakty hain forex aik acha business hain hum is mai apny bos ap he hoty hain hum is mai part time be kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy mind ko avtice rahk ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex kabe band na hony wala busines hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade ke doraan humara damagh

                      JI ha ap nay bilkul sahi Kaha hai ke humara damagh 100 percent trading mein maujood ho woh market mein soch raha ho aur humain humesha hazir damagh ho ker trading kerni chahyea aap ko tou yahan oer foori faislay kerna hotay hain aur Apne mind ko relax Karke Apne kam ko start karna chahie aur Koshish Karna chahie ki Ham acchi quality ki post kar sake Kyunki Agar Hamari post ki quality acchi Hogi thank you everyone

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X