dear friends forex aik asa business hai jiss main ap ko bar bar loss ka samna karna parta hai aur aik ko nahi takriban har trader iss main bar bar loss karta hai ju trader is main loss ko bardasht kar laita hai end main wohi iss main jeetta hai is lea ap ko apny uper full confidence hona chaheay ap ko zror aik din kamyabi mily gee loss business ka hisa hota hai iss nay hona he hota hai phir he ap ko uss business ka experience hota hai iss lea loss say dar ky trading nahi karni chaheay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим