Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain
    Forex mein day traders ki success ka ratio zayada honay ki wajah jo meri samajh mein ati hai tou yeh hai kay jo day traders hotay hain woh kabhi bhi scalping trading nahin kertay aur na hi ghair zaroori market mein risk letay hain iss wajah sae forex business mein day traders ki success ka ratio 70% hai all traders jo kay different type ki strategies kay sath trading kertay hain iss mein 70% jo traders successful hain woh day traders hi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain

    Day trading buht sary trader krty hn r earn bhi krty hn but y riski trading hoti hy kamyab r bary trader long time trading krty hn q ky us mn profit acha hota hy loss bh ni hota q ky hm loss mn trade close ni krty
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain

      Dear members fOrex main day traders market ki movement ko Analysis krna janty hn aur professional traders wohi hty hn jO Achi trah Analysis k bd trading KR k profit haisk krty hn aur ye zeada mehnat se trading krty hn that's why kamyab hn
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain

        G han meray kheyal men to day traders zada kamyab hoty hyn agar hum new hyn phr to hamary lye sab say zada best day trading e hogi is lye hamaen daily basis pay trading karni chahey ta k hamen achi profit hasil ho saky
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain

          G aap ne theek kaha ha k day main traders Zaidah kamyab hotey Han os ki wajah yeh ha k forex trading ki Currencies day main slow aor normal movement krti Han jis ki wajah se traders ko sub pata hota ha inhon ne time table banaya hota ha aor inhi ki wajah se bhot se traders day main zaidah profit kama latay Han...
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain

            g bhai mery khayal me day trading karny wla trader bhaot kamyaab hota hai or profit bhi acha kama leta
            Achy Threads py thanks tu banta hai na
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain

              g haan bhai jaan ap ne sahi bat kaho hai aor main ap ki bat se agree karta hon forex main day traders zayada kamyab hote hain as liy day trader kamyab hote hai q k wo din ko market ko analysis kat ke hi as main kam karte hain aor bad main as trade open karte hain as liy hamein chahye hai ke ham as main ache se kam karen and hamein as main acha trader banne ke liy bohat hi zyada mihnat bhi karna chahye hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain

                Hello hope aap sab well trading enjoy kar rahay hain day trader kamyab hotay hain daily ka aik target rakhtay hain uss ko wo asaani sey achieve kar letay hain so depend karta hay aap kasay trader ho kasi trading pasand karo gay so best strategy pe depend karta hay aap ki working pe bhi....
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain

                  Boss aap ki baat belkul durast hai aur her bar analysis us waqt hi kya jata h jab ham trade kerne lagte hien aur jab ham as mien trade nahi kerte hien tu ham ko as mien analysis nahi kerna hota h as lyee mien jab b trade kerta h tu pahle market ko dakhta hun k market kaha ja sakti h ye buy jaye gi ya sell
                  aur ham ko as mien as ko dakhne k bad hi trade kerna hota h agar ham jaldi kerte hien tu ham as mien her bar fail ho sakte hien aur as mien wo amyab hote hien k jo hard work kerte hien tu ham ko as mien her bar kaam karna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain

                    Forex main wo log zada kamyab hota hai Jo day ka hasab say apni post krna ka traget pora krtay hai or mehnat say kaam krtay hai tu un ko kamyabi hasal hoti hai Jo log din ko kaam krtay hai wo market bi analysis kar latay hai acha acha trade lga kar acha profit hasal krtay hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain

                      forex main day trader zada hamayat ka hamal hoti hy jis ki waja sy zada tar loog din main trades krty han london or us market pakistan main din main start hoti hy jis ki waja sy zada tar movement din main hoti hy or raat main asia start hoti hy us main movement zada nai hoti or na hi zada profit earning ky chances hoty han main sub loogo sy darkhast krta hon ky din main tarding kayia krn zada sy zada profit hasal krny ky lyia din main hi tarding best hy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain

                        Dear brother ap an bilkol thk kaha k agr ham ratio daikhy jo kamyab trader hain on ki to hamy ya clearly nazar ay ga k day time trading krny valy ziada kamyab hty hai ba nisbat on k jo rat ko trading krty hain kamyab r bary traders bi din time hi main focus rakhty hain trading pa r markeet pa ta k markeet ko achy tariky sa analyse kry r phr strong signal k zariye achaa profit earn kry
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain

                          Gee haan forex mein day traeers zayada kamyab hain kyun kay woh traders koshish kertay hain kay choti choti trades ker kay profit hasil kerain aur din din mein market mein hazir reh ker trading kertay hain aur iss mein woh kamyab bhi hotay hain aur iss lye acha profit hasil kertay hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein day traders zayada kamyab hotay hain

                            Gee han forex main jo day trader hote hai wo jaldi kamyab hote hai un k mind b boht acha hota hai zaida profit k lalchi b nai hote un khuwaish hai profit mil jay achi baat nai na mile to na mile account to safe hai aisay day trader short trading na scalping nai karte wo market ko daikh kar long entry karte hai forex main phir 1week and month tk trade main target set kar k bhul jate hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X