never take on the heart
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    never take on the heart
    Some time when i get the loss i take it on the heart even i am goes near to cry , and think to quit the trade , but i have no way.So did this is also happen with you
    If yes then how you manage it ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes brother aisa mery saath bhi hua hai lekin insaan ko himmat bilkul nahi harni chahiye ar baar baar koshish karni chahiye akhir ek na ek din to hum zaroor succeed hoon gay ... so main to aap ko yahi raye doon ga k aap apne loss ko dill par na lain ar trading jari rakhein.
    • #3 Collapse

      dear trading main hamain profit bhe ho sakta hai and loss bhe is liye agar profit ho to hum enjoy karty hain and agar loss ho jaye to hum dill par laga laty hain jab k aisa nai karna chaye hamain loss ko bhe face karna chaye...
      • #4 Collapse

        hmein trading heart se nai blky mind se krni chahie mostly hm ici wja se loss ker lety hen hm emotinal feelings mein hoty hen or hmara mind relax nai hota jis ki wja se hm loss ker lety hen
        • #5 Collapse

          g bilkul forex men insan ko dil nahi harna chaye balke mehnat or dil laga kar kam karna chaye forex men hamen loss or profit dono ka samna karna parta he ager profit mile to insan kam karta he or ager loss ho to dil se laga kar beth jata he hargis esa nahi karna chaye
          • #6 Collapse

            dear it is the nature of the market that you can earn or lose from this business and if you want to make money from trading then remember one thing that do not take it on heart because by this you can suffer more and more loss and will never do this business again for earning.
            • #7 Collapse

              profit aur loss har business ka lazmi hisa hota han ka kabhi profit ho jata ha aur kabhi loss. agar ham loss ko dil par la lan to phior to hamari zindagi khatra ma par jai gi aur is sa bahtar ha ka trading karan hi na. trading karna ka lia dil ko mazboot aur damagh ko jazbat sa bachana parta ha ka ksi bhi moqa par jazbati na hon. mehnat karan to phir hi success ho sakta han.
              • #8 Collapse

                yes brother aisa mery saath bhi hua hai lekin insaan ko himmat bilkul nahi harni chahiye ar baar baar koshish karni chahiye.....or jo himat har gya wo to har hi jy ga ku k is main ap ki mehnat bht zada zaroori hai
                • #9 Collapse

                  g bahi jan ap nay bilkul teak kaha hai ager humain is main loss hota hai to hmain is ko dil per nai lena chhay bhalkay is ko dobara say achi tarah sikh kar karna chhay. ager hum is ko achi tarah sikhk kar karain gay to ap ko is main loss nai ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Syed Mujtaba Hussain Shah پيغام ديکھيے
                    Some time when i get the loss i take it on the heart even i am goes near to cry , and think to quit the trade , but i have no way.So did this is also happen with you
                    If yes then how you manage it ?
                    forex ma hum sub sa pala to is ma hum point ko bana ta ha or is ma trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko laga kar is ma trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko laga kari s ma trade kar ta ha or is am eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma hum ko eran kar ta ah
                    • #11 Collapse

                      dear forex mai aksar aise hota hai loss ke bad lakin aghar ap ache trader hai to ap hardwork kare ge or forex mai success ho kar daikhe ge kun ke forex jese business hai jis mai aghar ap success ho gai to ap ki life change ho jae gi .........
                      • #12 Collapse

                        bilkul dear ager loss hota hai to is say bilkul dis heart nahain hona chahiyeh bulkay khulay dil say apni ghalti ko accept kerna chahiyeh.
                        • #13 Collapse

                          mere saath to esa nahi hua is lie me kuch keh nahi sakti but itna zaror kahon gi jab loss ho jae to khud pe control karna chahie and sabar se kaam lena chahie ho sakta hai next time hamen zyada profit ho
                          • #14 Collapse

                            Life main ups and down toa aatay rehtay hain agr hm start main hi disappoint ho jaen gay toa ham kabhi bh progresd nae kar saktay or start main hi stucj hi k rdh jatay hain so hamain hinmat say kaam jarna chahye is pay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear friend asslamuaylakum dear ap is mea kam kare aur dil laga kar kam kare inshallha ap ko is mea apne hisa mile ga aur ap is mea kameyab hu ge aur bhot jald hu ge ap k is mea thore se mehnat karne ke zarurat ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X