Is there any school or college to teach all about Forex ????????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex ki traning ham internet se ly sakty lakin iska kise school ya college main nai parhya jata q ke many to aj tk aysa koi school college nai dekha jah aysa koch parhya jata ho so main tu yahi kaho ga ke apny agr forex ke bary main knowledge lyna hai to wo kise expert se ly take ap achi trading kar saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      jee han ab forex boht hi famous ho raha he or isme jo log acha expeienec rakhte hen or forex me acha earn kar rahen hen toh woh ab logo ko be teach kar rahen hen or uske lie logo ne offcieces bana lie or training cenet be jahan se ham asaani se forex ko learn kar skate hen
      • #33 Collapse

        bhai jaan apne sawal to bhot he acha kia hai mai samjta hu forex ka school nhe hota hai ap just pak foum say he learning kar sakte hai ye best way hai learning karne ka
        • #34 Collapse

          it is a stage that must be learned in the past, learning in the demo account first, in preparation for trading on real accounts, but sometimes had success in the demo is also no guarantee of success in trading accounts, because of different psychological

          and anyway Make sure the first really able to get profits consistently then opening new trading accounts with cent accounts.
          • #35 Collapse

            forex mein learning bohat important hai sab ky liye aur is mein special education ki need nai hoti aur aap ko is mein ziyda sy ziyda practice ki zarorat hoti hai aur is mein aap ziyda sy ziyda practice kiya karey yeh acha hia aur forex mein greedy sy avoid karna is business mein success ky bohat qareeb jana hai.
            • #36 Collapse

              dear mujay itna pata hai pakistab mein kuch b ni hai forex k bry mein koi school ni hai or na e college tu hmy chahiyeh achy sy mehnat kry tub e hum kanyab ho skty hain jitni mehnat krni chahiyeh hmy tub e kamyab ho skty hain
              • #37 Collapse

                g nhi mere bhai yaha epr koi schoool nhi hia ju k ap ko tardiong k baraymmin batata hu.,ap forum se he learning hasil ker sakte hian,.ye best hai.,
                • #38 Collapse

                  han bohat se aise hai pakistan main bhi hai aur bohat si countries main hain yeh schools online bhi hai ap ko yeh knowledge den gen forex ke bare main aur ap ko sekhayen gen ki forex kaise hota hai
                  • #39 Collapse

                    no dear is me koi school wagera ni ha jo hamen forex ko teach krwata ha forex me bhot si sites hain jin se ham bhot kuch sekh skte hain forex bhot hi sucessfull aur bhot hi ala business ha jis se ham sb ko bhot faida hota ha
                    • #40 Collapse

                      nai, hmary city mein ird gird kahen koi school or colege nai hai jahan hum forex k baary mein seekh saken, me ye chahti hun k hamary city mein bhi aesakoi istitution hona chahiay
                      • #41 Collapse

                        g bilkul g aisa hai magar mj ko kisi school r coolge ky ame ka pta ni hai is lia main ni bta skta magar bht sy log hain jo ap ko guide kar skty hai mny khu\d aik friend sy sb kuch seekha hai us ny bi hm ko
                        • #42 Collapse

                          Assalam O Alaikum, Bhai jaan aap ki baat theek ho gi magar hum ne yahan per to koi aisa school ya collage nahi dekha jo Forex trading ki teaching karta ho aur ab to hum ne internet se hi iss ke baaray main seekha hai aur apni practice ki hai.
                          • #43 Collapse

                            well, meraw man'na tu ye hi hai ke ap khud struggle karo , ap kisi pe depend nahin ho ke beth sakte and wese he tu buhat se teacher par ap experience jitnaw get kar sakte ho ap utnaw kisi se sekh k bhi nahin kar sakte ho :)
                            • #44 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Syed Mujtaba Hussain Shah پيغام ديکھيے
                              yes, there are some local schools/ training centers here that teach forex trading.
                              it's always expensive and from need you to join their partnership in order to get the training.
                              no brother forex ko learning kr nay kay lye koe bhi school ya college nai hay bal kay forex nay hmen khud aik teacher provide kr dya hay jis say ham learning with practical kr tay hn demo account. demo account ma har indicator or tool ki information hay jis ki hmen professional account ma zarorat parti hay demo account ma practice kay bgeer ham kbhi bhi real ya professional account ma trade nai kr sktay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                nai kuch bi nia hia aur khud seeko aur forex mein kamiyab honay kay liye mehnat ki bahot ziyada need hoti hay aap ko chayie hota hay kay aap demo account par practice karay takay aap forex market ko understand kar sakay becasue forex kay be learning kay begair ham forex say money made nahi kar saktay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X