preference of indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Maray khyal sa jo technical indicator hotay hain wo he best hotay hain kun ka wo trade kar rehay hotay hain aur un trading main expperience bi hota ha es leay wo best hota ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Meray khayal main indicators forex trading main bahoot faidaymand hotay hai jis kis wajah say hum khoob earning kar saktay hai,aur agar sat sat knowledge ho tou pir tou sonay pay suhagah
      • #153 Collapse

        Forex trading market ko sahi say daikhny kay liey hum indicators use karty hay aur enhi ki mada say hum analysis karty hay keh marekt main next movement kis side ko ho sakti hay.
         
        • #154 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: AMINO پيغام ديکھيے
          Please tell me guys that what best suits you in trading.

          1- Fundamental indicators that are based on news.
          2- Technical indicators that are based on assumptions.

          Please provide the precise answer.
          Jee apki baat sahi hay forex trading main agar hum market ko sahi say juj karna chahty hay to hum indicators ko use karty hay aur enko daikh kar he hum trades place karty hay.
           
          • #155 Collapse

            Indicators are so helpful in trading. I always use fundamental indicators in forex busiiness. And I get a good result in my every day trading to use indicators. Thanks a lot for the sharing.
            • #156 Collapse

              forex trading business mein humein indicators profit bhi de saktey hain aur kabhi kabhi yeh humein loss bhi de saktey hain iss liaye humein iss per ihtiyaat k saath working kerni chahiye mein tou inn ko kam use kerta hoon.
              • #157 Collapse

                forex trading aik bohat hi acha online business hi jis main bohat se indicators kam kerte hin jin ki waje se log achi earning hasil ker lete ahin agar ap iss business main interested ho to ap ko bi achi earning kerni ho gi then hi ap kamyab ho ge
                 
                • #158 Collapse

                  forex main hamen kabhi bhi aisey indicators par depend ahin karna chahiye jab tak hamen us par fully belive na ho aur jab tak humne usko full check na kiya ho tab tak hamen us par kabhi bhi belive nahin karna chahiye.
                   
                  • #159 Collapse

                    bhai indicators ki madad se hum forex me kamyabi hasil kar sakty hain and forex jesa best business hum ko bohat kam he milta hai forex me indicators and signals ki madad se hum ko bohat paisa kamany ko mil sakta hai or loss se bhi hum bach sakty hain .
                    • #160 Collapse

                      Well, dear both are compulsory in your treading, aap ko apni treading ma success huny k liy market ko hr har tarha sy analyst krna parta hy. or sath he aik specific pair ko select kr k us ki complete previous history ko achi tarha sy analyst krna parta hy. jb he ja kr aap position ma aaty hain k ap apna order place kr saken.
                      • #161 Collapse

                        news indicatiOns achi hOti hain n mOstly effective bhi hOti hain .... assumptions to hum khud bhi kar lete hain ' agar humare pass knowledge achi ho ' hum learning kar rahe hOn to humein assumptions bhi favour deti hain buh mostly news is the best way of indication !!!
                        • #162 Collapse

                          forex trading bohat he ziyda indicator hain jiss ko app log aghar chaho tu is main app log use kar sakty ho or forex trading main app logo ko indicator ke madad si ek bohat he acha profit mil saktha hain . indicator ke madad si app logo ko is main kisi be pair ka trend ka pata chal saktha hai hiss si app ek a cha profit earn kar saktgy ho
                             
                          • #163 Collapse

                            Indicators koo kafi saree hain jin mein ekk professional trader koo study karni chaiyee, for example MACD, SMA aaur zyada taar indicators hum technical analysis mein study kartee hain aur yeh hamein bohat help kartee hain market ki movement koo predict karne kee liye
                            • #164 Collapse

                              wese to donu analyis bohat zarori hain hamari trading ke doran kiun ke market pe news ka bhi bhot effect parta hai jab ke technical analyis is most important kiun ke isse hamen market ki ups and down movement aur currency pairs ke bare main hint millti hai jisse hamen achi guideness ke sath trading krne main asani hojati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                bohat se log forex trading main indicators ko use kerte hain magar main too sirf aik hi indicator ko use kerta hon wo hi bollenger band iss main ap line ko dekh ker trading kerte ho orr ap log asni se achi earning ker lete ho
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X