preference of indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    dear fundamental indicator best ha aur ap ko yehi zyada use krna ha aur ap ko news ke bare me ache se study krna ho ga forex me market ka koi bharosa ni ha ups and down ka zaror pta hona chaiye tb hi sucess hasil kr skte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      hamay ager achi trading karni he tho us k leye tho mere khaya dono tarha se analsis karna bohot zaroori he aap ko fundamental analysis bhi zaroori he oor technical analysis bhi zaroori he lekin ager aap prefrecnce dena chahthy he tho akser logh technical analysis ko prefrence dythy he
      • #498 Collapse

        mene sirf moving average ka use kiya hai is liuye mujhe sirf issi ke bare me pata hota hai mujhe koi fundamental analysis ke bare me pata nahi hota hai me bahut iepert bhi nahi hu islye me bahut hi demo account me trade ka practice karta hu taki me bahut hi success hasil karu forex me aur me indicator use karta hu
        • #499 Collapse

          Forex market ko read karny kay liey bohat say indicators ko use kea jata hay aur agar hum en indicators ko theak say apply karen gay tab he ensay acha result lay sakty hay.
          • #500 Collapse

            mere bhaia jesa k mene jkaha hai k main yaha per abhi new user hun tu mujhe kuch beh nhi maloom hai k indicator kiya huta hai.,
            • #501 Collapse

              dear indicators ki forex trading main kafi ahmiyat hy agar aap indicator k mutabiq trading krain gy to loss k chanses kafi kam ho jaty hain aur profit kmany k chansis kafi bar jaty hain aur aap asani sy kafi earning kr sakty hain
              • #502 Collapse

                my dear friend indicators ko mad e nazar rakh k jo trading ki jati hae us mein success k chances kafi ziada hote hein magar mere bhai sahi baat karon to mujhe khud in indicators ka ziada knowledge nahi hae.
                • #503 Collapse

                  improve the quality of our trading is to learn .. learning and learning and sharing to friends traders to be able to share knowledge. that we use to share because it is one of the forms and ways to improve the quality of trading
                  • #504 Collapse

                    Bhai mujhy to indicators ka paat nhihai q k main ny kabi use he nhi kiye hai aur main abhi new hun main is msain to is sliye ap ko ziyada nhi bata sakta hun main is k bary main ..//..
                    Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
                    For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
                    • #505 Collapse

                      Technical indicators suit me the best because their scope limited and understanding is much easier. One thing more which I understand that technical indicators are not based on assumption but are the out come of hard fact and figures resulted over the past many years. Technical matters are always hard facts.
                       
                      • #506 Collapse

                        dear forex mein bht zarori hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry ir indicator ko lazmi uze krna chahiyeh tub e kamyab ho skty hain or timing b bht zarori hai
                        • #507 Collapse

                          perefence of indicator ham ko batata he ky ham ne kis time trade lagane he or kis time nahe lagane he ye ham ko signal provide krta he jis ke help se ham kafi koch ache trading kr lete he or loss be nahe hota he
                          • #508 Collapse

                            har banda ka forex trading ma kam krna ka apna apna tarika ho ta ha jis ka zaria vo loss ya profit hasil krta ha ...............vo log jo trading ma naya hota ha vo zaida tar indiceter use krta ha ....keo ka vo new hota ha
                            • #509 Collapse

                              forex market ma hamain kisi bhe 1 chez par agree nhi karna chyae. hamain sub cheizon ko follow karna chaye. 1 time par 1 chez wrong ho sakhti ha but 2 chezain nhi. mean to say that hamian news ko bhe follow karna cahye or us k sath sath hamian technical indicators ko bhe view karna chaye. or agr dono ma sa kisi 1 ko chose karna ha to wo news ko . kyn k news time par trading karna boht risky ha.
                              :):) i want to earn more money with forex :cool::cool:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                Forex market ko samjhny aur esmain profit earn karny kay liey humay forex market ko indicators ki need hoti hay jo wo reading daity hay un say hum calculate kerty hay keh market say kaisy profit bna sakty hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X