preference of indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    mmm bhai indicoter basicaly hamri healp kerty hain k hum ko tradind mein loss se bachaty hian or hum profit get kerty hain jo hamrey lea really use full hota hian with experince
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      i think hamen forex main fundamental and technical analysis ko zaroor achi trha se learn karna chahiye aur jab hum inko achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum is main achi trha se successful ho saktey hain.
      • #348 Collapse

        indicators bhe aik bohat achay tools hain forex trading may ap apna trend bhe check kar saktay hain may to technical indicatrs ko he prefer kar sakta hun or indicatrs say ap ko trend confirm karnay may bohat help milti hey or ap ko chaheye kah market analysis may indicators ko use karen
        • #349 Collapse

          brother main to tacnical he follow krta hoo or best b ye he hai mere kheyal say main b app ko kaho ga app jo b mathod adopt kro 1 he kro dono k pichy bago gy to loss ho gga ziada
          • #350 Collapse

            dear is k bary mein mein to itna khas nahi janta hun kio k mein indicator use nahi karta hun kio k is ki mugy samj nahi hy aur mery aik dost jo achi tarding kar leta hy woh kehta hy k indicator hamesha sahi nahi hoty.
            • #351 Collapse

              merery khayal sey aap ko chahiey key aap pehley is indicator ko seekey or apa ko cahhiey key apa ko is indicator ko seekney key baad aap ko boht faida miley gaa
              • #352 Collapse

                dekho ap kro mbfx incators use vo best hai me wohi use karha hu and indicators to boht sare hain ap kuch sites dekha kro jsime forex ki news ati hai impact ka pata lagta hai dear impact check kro kitna kis currency pair me hai impact use hisab se trade ka order lagao...
                • #353 Collapse

                  bhai jan me to abhi is bary me koi khas knowledge nahi ah q ky me abhi is business me new commor hon or abhi mjhy is buisness ko join kiy huy isrf kuch he time hua ha me abhi sath sath is business ky bry me learing kar rahi hon
                  • #354 Collapse

                    jee bilkul sahi kaha app ne ke yeh indicatores humari madad karte hain ke market ki value aur us ka graf kis taraf ja raha hai .
                     
                    • #355 Collapse

                      Bhai jan meray khayal se to forex trading business mein humain kisi indicator ya kisi news ya signal wagera per yaqeen nahi karna chahiye q k wo humain 100% nahi btaty k market kahan jany wali hai is liye ap koshish karain k apny experience aur apny style se trading karain.
                      • #356 Collapse

                        indiators is liye bhi best hain ke wh apko yah batay hain keh ap kahana per kam main success full ho sakhtay hain aur kahan per loss ka sbab ban sakhtay hain ager ap is main indicator ko bhool jain toh.
                         
                        • #357 Collapse

                          ha indicator trading k leye bohat heaham hai es k vagair tu trading karna mushkil sa hota hai mai be indicatr use karta hu es kane mamoving average hai es mai anay walay kuch time ka pata chal jata hai
                          • #358 Collapse

                            bhi jee preference of indicators mein foex mein new ho tow muhjy nhee pta is bary mein so app ko agr kuch jan na hota tow mein zaror app ko bata dyta jo mjy surely pta hota
                            • #359 Collapse

                              bhai jan indicatore are realy usefull in traing so you have to do use the indicatores in order to gain the profit of good amount so you can earn a good amount of profit from here which is betterfor you good luck.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                You need to tell me that what kind of indicator you are using.You also need to tell us that what is the name of these indicators because there are thousands of indicators available in this market and you need to choose the right one.If you are going to trust a wrong one indicator then it is a worst thing for you.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X