preference of indicators
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    fundamantel indicaters apni jaga best hai jab ka technical indicaters ka apni ahmiyat hai...fundamantel indicaters hume future ki market ka trande batate hai ka future main market kaha aur kis trf thi aur technical indicaters hume bate hai ka present main market main kia ho rha hai aur ap ko kaha aur kab trading krnehai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Indicators are the most important part of the forex trading. I use fundamental analysis indicators in my trading and it's so good for every forex trader. I think every trader needs Fundamental and technical indicators.
      • #108 Collapse

        maray khayal may trading kertay waqt indicator ko prefrence daina zaruri hay q kay yahi indicator hay jo humain loss say bachati hay aur hum isis kay zaria analisis kertay hain kay kis time humain kya kerna chahyia
        • #109 Collapse

          g han bhai me apki bat se agree karta hu ke hame apni trading me indicatoe use karna chaiye q ke hame is se bht madad milti hai trading karne me or agar hum is ka istemal karte hai to hame is se kafi faida bhi hasil hota hai so mere bhai ke ap phele iski achi tarha taleem hasil kare pir is me trading kare q ke ye thora risky bhi hai is liye zara dekh bhal ke
          • #110 Collapse

            i think RSI is best indiacator and i think Currency trading is an effective revenue stream by means of making buy and sell. It is such a moder method of generating a real income. You possibly can consider this seeing that your own in their free time or even Full time source of income. It is very easy to develop your job inside really short time by means of Currency trading furthermore.
            • #111 Collapse

              bhai jaan asal mey indicator sub traders use nahi kartey indicators ka use kayi traders kartey hey jin ko is cheez pey pey surety hoti hey or merey khayal sey aap ko chahiye key aap indicator key ilawa manuall trading pey dihaan dey
              • #112 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AMINO پيغام ديکھيے
                Please tell me guys that what best suits you in trading.

                1- Fundamental indicators that are based on news.
                2- Technical indicators that are based on assumptions.

                Please provide the precise answer.
                Meray Bhai indicators kabhi Bhi hammain 100% Nahin batatay... haan i think k fundamental analysis i Mean news Analysis say Aap Ko buhaat kuch miltaa hai...Asal main news Analysis Say Aap Ko country wo conuntry jis ki currency main Aap trading Kar Rahay hain us Ki Maishat,us ki internal condition us mulk ka GDP Waghera Maloom hotaa hai tabhi Aap ye andazaa laga Saktay hain k is mulk ki currency ka future kya ho ga... Main tou being A newbie fundamental Analysis par yakeen rakhtaa hon or ye Mantaa hon k Market main kaam Karnay k liye aap ko Zaroori hai k fundamental Analysis karain... magar aisa bhi nahin hai K sirf fundamental Analysis say he aap Ko profit ho Ga Aap ko technical Analysis ka bhi saharaa lenaa Chahiyee... forex is learn to earn buisness Jab Tak Ap Forex buisness Karatay Rahain Gy aap Ko Learning continue rakhni paray Ge Agar Ap nay learning Continue na Ki tou Aap ek point par ruk jayen Gy...
                 
                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                • #113 Collapse

                  Mere khyal me technical analysis is best for us ky k ye analysis hum khud se tayar karty hai jab k fundamental analysis wo hoty hai jo forex ki taraf se given hoty hai jase k market ki news jis se humein pta lagta hai k market ki movement or fluctuation kis time hota hai lekin humein is tarha market ka trend nhi pta lagta sirf time ka pta lagta hai jab k technical analysis me humein market ka trend easily pta chal jata hai.
                  • #114 Collapse

                    both fundamental and technical analysis is important on its own place ap fundamental analysis sab sa phla krta han k market kis andaz sa ja rahe ha or is k lia ap indicators ko use krta han or technical analysis ma ap chart ki madad sa market ka ana wla trend ko predict krta han
                    • #115 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: jahanzeb5577
                      dear mere khayal mai fundamental indicator he trading mai suit krte hain because wohe hamen time to tome news dete hain and help krte hain in trading so zada prefer fundamental indicators he hote hain
                      ji haan indicators ki madad se hum ko forex seekhny me bohat madad mil sakti hai or wahi forex aik aisa zarya hai jis ki waja se hum ghar bethy lakhon kama sakty hain so hum ko chahiye ke is me hum ko jahan se jitni bhi help mile hum us se ziada se ziada faida hasil karen .
                         
                      • #116 Collapse

                        main forex main ziada tar manual trading hi karta hun aur forex main indicators ko ziada preference nahin karta hun but kabhi kabhi mn forex main RSI and CCI indicator ko use kar leta hun aur yeh bohot hi achey hain.
                        • #117 Collapse

                          bai mery hisabs tu trade humy apny hisabs karny chahiya yani forex m apny stargty ban kar ager hum trading karty ha tu hum is m kamyab ha is m trading humy apnys stargty k hisab s karny chahiya koi indicater use nahi karna chahiya news thek ha
                          • #118 Collapse

                            i think both indicator's are best in trade because this indicator are used in trade and it is give us profit.Fundamental indicator that are based on news is best i think it is give us by the news and all trader see this and it is more suitable for trading.i also use the news,
                            • #119 Collapse

                              jee janab mey zyada thar indicator ko believe nahi karta kio key indicator koi bi perfect signal nahi deta or mey ney suna hey key baaz indicator aisey hey key aisa signal detey hey jaisa key aaik expert trader ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Until now, I need to analyze the market for trading in the Forex market traders think the best Forex trading and technical analysis of the forex market technical analysis, technical analysis should be followed according to the mind of the forex dealer

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X