preference of indicators
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    mery khayalsey wo indicators ziada behter hainb jo k hum ko news k bary main bataen jab k assumptions waly bhi apni jagah behter hain both are usefull for uss i think we can use both and both can help us
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      indicators boaht he khas cheez hoti hay ye market kay trend kay bray main batatay hain aur ye bhe kay market kahan tak aur kese move kray gi forex main ager ham sahi aur market kay trend kay mutabiq order lagaen to ham acha kama saktay hain
      • #48 Collapse

        no dear i do not think so i think that we all have a mind and i think that for becomming a good and a successful forex trader we all need to learn from forex trading and we all need to use it while we are trading and i think that you will make a successful trader in forex
        • #49 Collapse

          Forex trading main fundamentals or technicals takriban ek jesi hi ehmiat rakhte hain. Fundamentals kai bar technicals ko bhi galat sabit krdete hain lekin iska matlab yeh nahi k techincals kam k nahi technicals mostly kam krte hai or successful bhi hote hain.
          • #50 Collapse

            trading me indicators aik best option ha guide line milti ha lakin aap indicator per 100 percent depend na kerain kabi kabaar in k against b movement ho jaati ha jitna aap ka experiance berhay ga aap kamyaaab hu gay
            • #51 Collapse

              indicatior to news par depend karty ha our ya to bhot important hoty ha forex me trading karty hovy jis se hum up and down trend ko dhak sakty ha
              • #52 Collapse

                main tu indicators use krta hn k main abhi new hon forex business main tu ye kafi helpful hoty hain for newbie k liye pr mere forex teacher ny kaha hai k forex manual krne sy or khud smjh k krne sy bht achy sy ati hai
                • #53 Collapse

                  dear en dono indicators ki apni apni jaga importance hay aur aur ap new based indicator se starting me help le sakte hain es kay elawa ap humesha mrket kay trend ko judge karne ki koshish karain aur calm aur cool ho kar trading karain aur laalach aur jaldbazi na karain.
                  • #54 Collapse

                    dear indicator ka taluk technical news sa hi hota ha . indicator market ka seeller or buyer ko daikhta huwa hi reading data ha . ka is time market main seeler kitan ahain or buyer kitna hain or ya kitna up or down jaa sakta ha . RSI indicator sab sa zadha best indicator ha Forex main abhi tak to
                    • #55 Collapse

                      Main in dono ko prefer karta hon but apny knowledge ki base pay trade karta hon because kabhi kabhar yeh dono ghalat bhi ho jatay hain. Main nay bohat say achy traders ko news ko sun kay trade lagatay daikha hay or profit bhi earb kartay hoye daikha hay. lekin apko apny opar confidence hona chahye.
                      • #56 Collapse

                        Main forex main ziada tar manual work kar rahi hun aur main indiactors par ziada belive nahin kar rahi hun because main khud isko apney tarikey sey seekhna chahti hun aur main kabhi bhi kisi inidicaotr par fully belive nahin kar sakti hun
                         
                        • #57 Collapse

                          indicator aik bohat zayda achi cheez hai khoe ky us ke waja sy ap ko market main trend ka pata chal jata hai aur ap ko help melti hai tarding kerny main
                          • #58 Collapse

                            me tho dono pe believe rkhta uhn oor dono he use krta hun. short and quick way k ley news par trade krna and aam situation me technical trading krny se traders ko faeda hota hy..
                             
                            • #59 Collapse

                              me nay to aj tak kisi indicator pay yaken nahi kya hai han agar moving average say kuch assumption ho rahi ho to me trade laga deta hon .meray khyal me sab say best indicator moving average hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex main indicators bhi achey hotey hain but agar hum in indicators ko achi trha se samjh jayen to yeh hmari trading main kafi ziada help kartey hain but main apko yeh advice dungi keh hamen kabhi bhi indiactors par fully depend nahin rehna chahiye.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X