preference of indicators
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    forex trading main bohat se indiactors hote hain jin main kam ker ke ap achi earning ker sakte ho is main kamyabi ke lye ap ko acha sa indicator use ekrna ho ga jo ap ko acha profit de sake main bi idnicaotrs ko use ekrta hon orr achi earning bi ker reha hon
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      bhai jaan sarey indicators aik jaisay hi hotey please app sirf soley indicators par hi trading na karey bilkey app khud b market ko observe karein aur apni analysis karney k baad hi app trade open karein kiyun blindly sirf indicators ko follow karna yeh bewaqoofi hogi aur forex ki duniya mein aik ghalti b insaan ko bohut mahengi phar sakthi hai....
      • #168 Collapse

        Trading to filhal mein ne nahi ki he bro kyon k mein new hon forex mein or filhal posts se bonus bana rha hon or mere khayal se Fundamental indicators that are based on news yeh best rahega
        • #169 Collapse

          fundamentals indicators ki , technical indicators sa zadai importance ha. kyn k market ma new news anay par he market usi hesaab sa move karti ha. isi lye hamain best fundamentals analysis karna ana chaye. taky hum best trend k mutabik he trader kar k profit get kar sakhain.
          :cool::cool::cool:
          • #170 Collapse

            forex trading aik acha online business hi jis main bohat se indicator hote hin jo ap ko profit earn kerne main madad dete hain agar ap iss business main kamyab hona cheteho to ap ko achi learning ke sath ache indicator ko use kerna ho ga then hi ap kamyab ho ge
             
            • #171 Collapse

              Thanks dear fellows. Your tips and experiences have worth and helpful for new comers in this Forex business especially in preference of indicators. So, keep going and continue updating your tips and techniques to help us for successful Forex business.
              • #172 Collapse

                Dear...mein analysis use nhi karta hun...mein just Stop loss use karta hun aur agar zruarat ho to market trend ko dekh leta hun is se khud hi smajh ajati hai.
                • #173 Collapse

                  yes dear i think that we all need to be a lot of careful in forex trading to earn more and more incoem from forex trade and i think that forex trading sbueinss is a made orr all of us an d we all shoudl join forex trade sot hat we all can gain much more profit fro forex trade and cna gain more an dmore earning from forex trading sbuenss and can be auccessful trader in forex trading
                  • #174 Collapse

                    yes dear rade kertay waqt news based say analyse kerna bihtar hota hay kiunkay news fresh hoti hay aur hamay achi qiudness daita hay dosray base per bi trade start hota hay laikin wo knowlege ya experince say hota hy.
                    • #175 Collapse

                      bhai mere khiyaal mein fundamentals indecators apni jaga buht ziada ahmiyat k hamil hain lkan forex hamein technical tareke se trading krni chahiye mere khiyal mein forex mein technical tareke se ham acha profit kama sakte
                      • #176 Collapse

                        fundamental indicators are good i think because they record the graph and market and also depend on news or technical kabhi kabhi galat bhi hojaty hain but indicators se behtar hai ap news dekh k trade karein or apna experience use karein or pher indicator bhi kafi hadd tak wesa he sabit hota hai ager apka experience acha hai to
                        • #177 Collapse

                          Meray khyal mein hum na tou fundamentals ko ignore ker saktay hain aur na he technical studies ko lekin phr b humein apna main focus fundamentals per he rakhna hota hai kyon kiss se he technical's bantay hain aur news market ke movements per bohat zyada asar andaz hoti hain.
                          • #178 Collapse

                            g dear ap ney tkh kaha forex ya dono bht zaida important hote hia as me hum ko kafi help mail sakte hia or agr hum un ko tkh samjh kr un me work kre to hum ko an me kafi faida hu sakta hia.
                            • #179 Collapse

                              meray khayal main forex trading main trader ko technical analysis ko follow kerna chahiye kiyun ke technical analasis aik trader ke liye best option hota hai kiyun ke issi se trader ye analyza kerta hai ke market kis taraf ja rahi hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                brother sub kuch acha hai dear brother kuch b esay nahi hai jo acha na ho brother who is liyeh dear brother k agar kuch acha na hota tu yeh log esay bana daltay hai kuch hota us may tu who bantay hai brother buss sub ki learning hoti hai agar learning kar saktay ho tu success ho gay agar nahi tu koi indicator ap k sath nahi day ga
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X