bady loss kay bad hum ko hare nahi manani cahya@@@@@@@@@

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    bady loss kay bad hum ko hare nahi manani cahya@@@@@@@@@
    Dear my friend ager hum ko koi zada loss ho jay to hum treading chod daytay hay mager hum ko apni mahnat jari rakhni cahya or hare nah manani cahya or zada mahnat karni cahya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: bady loss kay bad hum ko hare nahi manani cahya@@@@@@@@@

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss tu hota rahta hey hamen loss ki waja se himat nhi harni chahiay balkay acha experience hasil karen aur phir mehnat karen kiun k forex trading men agar aik trade men loss hota hey tu dusari men profit bhi ho sakta hey iss liay mehnat ko jari rakhna chahiay
    • #3 Collapse

      Re: bady loss kay bad hum ko hare nahi manani cahya@@@@@@@@@

      g bhai aksar aisy he hota hai k agar bonus kam aaye ya trade me loss aa jaye tu log post krna chor dety hain hamy aisa nai krna chahye balky or zyada mhenat kr k post threads krny chhaye taaky or zyada bonus mil sky
      Achy Threads py thanks tu banta hai na
      • #4 Collapse

        Re: bady loss kay bad hum ko hare nahi manani cahya@@@@@@@@@

        G ha profit aur loss to business ka hesa hota h so hamien jab hamein profit hota h to ham bary khush hoty hn aur markete ko like bhi karty hn aur logo ko bhi is ko karny ko kehty hn aur jabh hamien loss hota h o ham is mn mayose hojaty hn aur pher forex ko bora bhala kehta hn aur apny mistakes ko nhe dekhty hamien saber karna chaye jis sy hanein kamyabi mily gy
        • #5 Collapse

          Re: bady loss kay bad hum ko hare nahi manani cahya@@@@@@@@@

          loss hota hain tu hamari apni ghlati hoti hain apni mistake ko remove karna chahaiye apni mistake ko demo account main learn karna chahaiey jis ne b achi tara learn kiya usne forex trading main profit hasil kiya profti hasil karne k liye mehnat karna b lazmi hain trading main mehnat and hard work karna hota hain or ard work kiya tu profit hasil kiya and bina hard work kiye loss kiya and loss ko reocver karne k liye agar big loss b ho jy tu himmat nhe karni chahaiye kaam karna chahaiye ............
          • #6 Collapse

            Re: bady loss kay bad hum ko hare nahi manani cahya@@@@@@@@@

            Yes pehle to aisi ghlti krni he nahi chahye keh big loss ho ya account wash ho Jaye but agr ho Jaye to apni ghltiyon ko note KR ke sahi kren aur again try kren but achi practice ke baad I think
            • #7 Collapse

              Re: bady loss kay bad hum ko hare nahi manani cahya@@@@@@@@@

              Ji bilkul Agar Hamen Kisi kism ka koi Bada loss face karna Pade To Hamen disappoint Nahin Hona chahie balki is market to understand karna chahie aur aage ko dekhna chahie Kyunki yah market Mein profit or loss Aasan Hota rahata Hai
              • #8 Collapse

                Re: bady loss kay bad hum ko hare nahi manani cahya@@@@@@@@@

                HImat krnaa sab say brii khobi ha har nkami k pechy kamyabi hai so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi tab hi hum suces hon gay aur hamain is forex k bary main pahly learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain demo main pracotce kar k hi hum sucess hon gay it si best job for all
                • #9 Collapse

                  Re: bady loss kay bad hum ko hare nahi manani cahya@@@@@@@@@

                  asslam a o alikum bhai jan ap ny bilkul sahi bat kahi k bary loss k bad hamen har nahi man,ni chaiye balky apni ghaltion ko behter tarikay sy cover kr k dobara sy mehnat krni chaiye aur loss pora krna chaiye ta k ham forex k kamyab trader ban saken
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: bady loss kay bad hum ko hare nahi manani cahya@@@@@@@@@

                    Forex main loss be profit k sath hota hai her business main loss aur profit sath sath hoty hai. forex main risk ly kar apna sara amount ko loss karne k baad myoos ho jaty hai log. unko chahia k wo myoos na hon apni galti ko accept karain aur dubara wo galti na karain. proper learning aur experience k baad hi trading kary kabhi be risk ly kar apni loss ko cover karne k na sochay jis se apko zyda loss ho sakta hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X