emotions hamary nuqsan ka sabab bannty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotions hamary nuqsan ka sabab bannty hain
    agar hum forex mai emotional ho ky kam kary gy to hamy kamyabe hasial ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy emotions hamara dusmna hain hamy isy avoid karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik world wide or unique business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: emotions hamary nuqsan ka sabab bannty hain

    G han ham ny jab bhi emotional ho ker trade ki hai tou loss hi kia hai hamain chahiay ky jahan tak ho saky ham apny emotions ko control main rakh ker forex market main trade continue kerain warna ham her open ki jany wali trade main sirf loss hi kerty rehain gy hamain emotions ko control kerny ka tareeqa learn Kerna chahiay
    • #3 Collapse

      Re: emotions hamary nuqsan ka sabab bannty hain

      G han dear trading mai humain apnye emotional ko conteol mai rakhna chye kiyu kay ager aisa ni karain gaye tu es mai kamyab ni ho oain gaye balkay es mai naqami hotye hai tu hamesha apnye emotion ko control mai rakaha karain
      • #4 Collapse

        Re: emotions hamary nuqsan ka sabab bannty hain

        Asslamo Alakum wellcome to pak forex forum dear friends forex min emotional bndy ki jga ni wo kbi kmyyab ni ho skta es business min yahn p wahi kmyyab hoty hun jo sakon se fresh mind k 7 trade lgty hun learn krty hun
        • #5 Collapse

          Re: emotions hamary nuqsan ka sabab bannty hain

          dear friend aksar log go loss karty hain woh khud hi as k zimedar hoty hain woh apny imotion par control nahi karty ges ki waga say woh as main loss kar gaty hain pahlyb bat kameyabi keley k ap apny imotion par control karen
          • #6 Collapse

            Re: emotions hamary nuqsan ka sabab bannty hain

            Trading me emotional bnda kabhi kamyab ni hota hy forex m kamyabi kyliy apny oaper control krna lazmi hota hy emotional situation m mostly wrong decision Lyta hy bnda at loss ky chances hoty hy
            • #7 Collapse

              Re: emotions hamary nuqsan ka sabab bannty hain

              Jiyo Salaam Alaikum Mere Pyare doston apne Apne theek kaha hai ki motionjoy Hamare naka mein bhi Kaise bante Hain isiliye emotional Nahin Hona chahie Dil kholkar kam karna chahie Dil lagakar kam karta kya main kam ho sake uske sath hi Hamen bahut sari jimmedari uthane hain jimmedaar jaise ke Forex 1 online hai is Samay fayda uthana chahie aur Upar uska naam Roshan karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: emotions hamary nuqsan ka sabab bannty hain

                Good Afternoon Friends
                Ham jab is main aik emotional trader ban kar kam karete hain to ye hamre nakami ka wajuhat ata hain aur is main emotional trader har waqat looser tarder ban kar hi forum main kam karte hain aur aun ko nakami ka samna paesh ata hain isi liye emotional trader nhi banna chahye.
                • #9 Collapse

                  Re: emotions hamary nuqsan ka sabab bannty hain

                  hamy kamyabe hasail karny ky liye emotions ko qabo mai rahkna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hamy mayre kam karna ho ga forex east wast mai bihat taze sy famous hony wala business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: emotions hamary nuqsan ka sabab bannty hain

                    Ji Haan bhajan aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie bataiye ki Forex Mein Chitra Kaise kam Karen Itna jyada Ham ismein acche tarike se kam karenge bahut jyada kam kare aur ismein Ke Sath kam kar Har Bar Hamen ismein kamyabi ke liye bahut achcha mehnat karna hota hai aur kamyabi ke liye hard work bhi jaruri Hota Hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: emotions hamary nuqsan ka sabab bannty hain

                      emotions sy hm nakam hoty hn forex mn kabi b trading krty wkt emtions na hn ap k pas..ap ko emotions control kr k tarding krni chahea wrna ap kabi kamyab nhi hngy lalich ap ko nakam kr day ge is lia sbar k sath sabatqadam rahin aur lalich aur emotions k bghar trading krin...

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X