Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga
    Han loss ka dar har din rahe ga agar aap as main har din loss ke dar se agar aap tradig nahin karo ge to aap as main aap kabhi bhi kaam nahin karo ge aap as main bohat hi zyada trading karain
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

    Loss business ka hissa hota hey iss liay forex trading men bhi her waqt loss ka dar rahta hey kiun k market up down move karti hey tu kisi side pe bari move ley tu loss ho sakta hey iss liay forex trading men loss se preshan nhi hona chahiay balkay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

      profit or loss help business ka hissa hai aur Main samajhti Hun ki hamen loss se darna nahin chahie aur na hi Apne loss ko le kar pareshan hona chahie balki Apne loss ko accept karna chahie Is tarah Ham majeed mehnat karte hain aur hamen kafi kuchh new sikhane ko Milta aur hamari kamyabi ISI mein hai Jab Ham Apne loss se sikhate Hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

        G Han thek kaha apny k forex foram ki trah har busines main profit or loss dono hote hain isi liye hume chaye k hum ager market k expeirnce or knowldge ko hasil karte hain or better way main demo account main practise karte hain to hum ziada easily Forex main kamyab hoskte hain or wese bhi loss ka dar to waqai har expert sy expert trader ko bhi hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

          Assalamu aalikum Bhai Jan...bht achi baat ki hy apnay k loss ka aisa dar hy jo hamesha rhay ga ya kbhi khtam nhi ho sakta insan k pass jitna bhi experience ho wo phir bhi trading kartay howay darta zaror hy. Thanks
          • #6 Collapse

            Re: Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

            Jab hamain forex market main trade kerni hai tou phir darna kesa jab forex market main trade kerny per acha profit hasil hota hai tou loss bhi hota hai hamain achy profit per masla nehi hota tou loss per bhi nehi hona chahiay ky loss ko ham easily recover bhi ker sakty hain aur profit phir bhi mil sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

              dear brother aapki baat bilkul right hai ki Hamen loss Kader Har vakat rahata Hai Hamen chahie ki Ham ismein lost lost Karenge To Hamen smell of sugar Mein acche se kam karna chahie Tu Heer Meri or se nahin Denge aur usmein acche se kam karna chahie to ja sakte hain
              Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
              :1f4af:
              • #8 Collapse

                Re: Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

                bhaijaan trading mein loss ka dar hamesha rahata hai aur agar trader trade nahin kar sakta to use experience hasil karna hoga jab tak experience nahin kar sakta use waqt read nahin ho sakti trading mein experience bahut bada aadami hai isliye nahin pata chahie ki mehnat ke sath trading ka experience aasan Karen aur loss nahin hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

                  Dear ap ki bat sahi hay kay ager hum treading kartay hya ager wrong tread lay lay ya hum ko achay say market ka analysis sahi say na ho to iss say hum ko loss hony ka der laga rahta hay ager hum ko yaqen ho to hum ko loss ka der nahi ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

                    Ji bilkul forex market mein aapko love kar Har din Rahega Kyunki yah market bahut risky hai ismein aapko kam karne ke liye bahut pyar ki jarurat hai aur agar aap acche tarike Se Kam Nahin kar Payenge to loss face Karenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

                      Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko pher bhi loss ka dar har din rahe ga iss liay kamyabi hasail kerni hay too aap zaroor mehnaat kerain oor dar ko door kerain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

                        dear sar nahin aisa nahin hota Los Kadar har din nahin rahata jaise jaise experience hota jata hai vaise vaise confidence hi badhta jata hai aur trading mein experience ke sath confidence wali trade Karne se achcha profit bhi milta hai aur analysis be strong hote hain isliye profit bhi achcha hota jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

                          g bilkul sahi keh rahy hain hume loss k dar hamesha her roz hota hai kyu k hum janty hain kisi b time hume loss ho sakat hai aur is se humara account wash ho sakta hai is liye kosish kaarin k lhud ko phly se prepare rakhain loss k liye aur tension na lain achi tara analysis kar k trade karain taa k loss k khatra kum he ho aur humara account save rahay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

                            G dear apne sahi kaha hai k hamare andar loss ka dar hamesha Rahega kyunki Jo dar gya WO mar gya Hamen kabhy bhy darna Nhy chaye balke ismien hamara hosla buland hona chaye taaki ham ismien Daren Nhy balke himmat se KAAM Len .
                            :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss Ka Dar Har Din Rahe Ga

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayaz khan
                              Dear new member jb pehli bar trading krta hy to dr zarur hota hy loss ka q k boht mehnat sy bonus milta hy aik he solution hy ye khof khtm krny ka wo ye k lot size km rkhin or hmesha achy point py entry lin or thory profit min close kr din....
                              G hn bilkul saii kaha loss ka dar har din or har trading py rahta ha lihaaza is k dar sy kabhi bhi trading chorni nai chahye bal k trading mn hmasha full confidenc rahna chahye or full experienc k sath apni trading lagaye to loss ka dar kam hoskta ha
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X