Kafi trader kay kahal mai meta trader 5 meta trader 4 ka advance version hai , lakin jahan tak mai samjhta hon, iss trah say bilkul b nai ha. Ager inn dono ko use kiya ho tu inn mai kafi difference hai. ya phir internet per search kar kay b yeh jaan sakty hain ke beshak yeh dono he trading termainal hain lakin yeh aik dosary ke version nai hain
Iss baray mai apny comment b zaroor share Karin.
Iss baray mai apny comment b zaroor share Karin.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим