trading krny k doran jumma mat choren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading krny k doran jumma mat choren
    salam dsoto jumma mubarik , jesay k aj sab ko pata hay k hamary liay mubarik din jummay ka hota hay ar market closing ka bhi last day hota hay ess k baad market monday say hi open hoti hay , es liay aaj k din trading krty waqt jummay ko mat ignore karain qun k hmara pehla kam jumma aada karna hay us k bad aa k trading karain ar khob mehnat karain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading krny k doran jumma mat choren

    G hain bhaijaan aapne bilkul hi sahi kaha hain humko trading k durian is mein jumma nahi chodna chahye jumma ki namaz ko aada karna chahye trading ko maat chorna chahye bilke namaz bhi pharte rahe jab bhi time ho
    • #3 Collapse

      Re: trading krny k doran jumma mat choren

      G ha bilkul ager ham kam rahy hoty hn to hamien chaye k ham is mn nemaze kabhi bhi na chory kun k ager ham nemaze parhy gy to hamary dua kabol hoagy aur ham is mn kamyab hngy aur is mn Allah tala hamry madad karien gy aur ager ham is k lye juma nemaze chore dien to ye bat thek nhe h aur ham is mn kamyab to homjye gy mager hamien is mn sakoon nhe ay ga
      • #4 Collapse

        Re: trading krny k doran jumma mat choren

        dear brother aapki baat bilkul right app ke Forex trading ke dauran Hamen Jumma ke Nirman Ko Nahin chhodana chahie jumma ki namaj ko padhna chahie gram ismein Jo Makan Nirman padenge To Hamen profit Hoga Hamen chahie kya mis Mein acche se kam Karen usmein Jo Makan Nirman Jarur padhen
        Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
        :1f4af:
        • #5 Collapse

          Re: trading krny k doran jumma mat choren

          humein forex ke business mein sirf trading market ko he discuss kerna chahy han ye zarori hey ke agar hum apne mazhabi fraiz ko bhi ignore na kerty hoy kery gey to is tarah hum fresh mind ke sath trading market mein aik achy trader ke tor per samny a sakty hein is liy human trading market mein normal time ko spend kerna chahe har waqat trading market mein enter rehna human confused ker sakta hey jo loss ka bais bn sakta hey
          • #6 Collapse

            Re: trading krny k doran jumma mat choren

            hum forex mai live trading karty hain hum kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hamy acha or mayre kam karna ho ga forex mai poor mans be kam kar sakt hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar laachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
            • #7 Collapse

              Re: trading krny k doran jumma mat choren

              Asalam o Alikum g han bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy forxe forum main trading karty waqt itna masroof na ho janen k ap ka jumma chot jaye asy business ka karny ka koi faida ni jis main ap ko Allah bhe bhol jaye nemaz ka koi hos bhe na ho business bhe karen or Allah pak ki ebadad bhe karty rahen
              • #8 Collapse

                Re: trading krny k doran jumma mat choren

                Asslam oalikum dear sir ap ny bahhut AChi baat kahi Hy Umeed krta hon ki ap khariat sy hongi Friend Forex ak international business hy jis me hum is ko jitna time dey gy hy hamy utha he bonus sy ga aor agr is ko kam time dy gy to kaam thanks Mily hi aor bonus
                Dear ap ny bahut achi baat kahhi hy hamy Foree kaam ki sath sath apney fariaz bilkul door nhbrahna chhy balkiy uny ker hal me time nikal nemaz parh leny chahy
                • #9 Collapse

                  Re: trading krny k doran jumma mat choren

                  a.o.a dear Members umeed Hai ap sab thek hnge ap bilkul thk farma Rahe Hain qk mere khyal men hum yahan Jo Kam karte Hain is men dunya men sahiliat hasil hoten Hain jb k woh hamari akhrat ka sawal Hai to hamen dunya ko akhrat pe qurban krna chahye na k akhrat ko dunya pe
                  • #10 Collapse

                    Re: trading krny k doran jumma mat choren

                    Aslam o Alaikum Dear sir. Pakistan forex men work karty hwe jo bhe members hen overall Muslims hen aor as a Muslims hamen chahye hum juma ki namaz lazmi parhen
                    • #11 Collapse

                      Re: trading krny k doran jumma mat choren

                      Assalam alaikum bhai ap na bahut achi bat ke trading krta waqt ya posting krta waqt ham ko kabhe bhe juma nea chorna chaya ham ko chaya ka trading ko patience ka sath kran ga tu fiada ho ga aur agr ham jald bazi sa trading kran ga tu lose ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: trading krny k doran jumma mat choren

                        g ha bhot say asy trader jo jummy k doran b trading kar k aapne jummy ko miss kar dete hain kabi b asa nhe karna chahaiye forex trading main profti hota rahy ga agar hun apne apko achi tara knowledge r experience k sath sath jumma b aada kare merket b yaha py hain or hum b yaha py hain is liye humhain kabi b jumma nhe chorna chahiey merket say pesa earn hota rahyg a ..............
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: trading krny k doran jumma mat choren

                          Assalam walekum Pyare Sathi aap bilkul sahi kah rahe hain Hamen chahie ke trading market Ja post hokar Hamen Juma ko bilkul bhi nahin karna chahie Apne kam Jari Rakhna chahie Kyunki Jitna Jyada Hamen ismein tavajjo Denge utna Jyada Ham ismein Kamyab ho sakte hain to Behtar Yahi Hai Ki Kisi kism ka koi rest ho gaya na Karen Shukriya

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X