Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte
    dear sir Sab members ko loss ka dar aur khauf rahata hai lekin mostly bus stop loss ko use bhi nahin karte aisa kyon karte Hain jab ke stop loss take profit ko use karke bahut accha profit hasil kar sakte hain aur sev trading hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

    G Han is tarhan trader loss se bhot zyada dare hote hain lekin phir bhi stop loss nhi lagate hamian stop loss lazmi use karni chahye ye hamare account ki safety ke lye bhot zrori hai agar hamare pass stop loss ka option hai to hamian is se zror faida uthana chahye.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

      G han hamy trading me loss ka dar hota hay aur loss key dar ki waja se ham trading be teek tarha se nahi kar paty hey magar per be mery jesy bahot se traders stop loss ko use karna zarori nahi samjty ham asani se all money 1 hi trade me to loss kar sakty hey magar stop loss ki ehmeyat ko na samjty howy es ko use karna zarori nahi samjty ye traders ki mistake hi hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

        Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko loss honey ka dar zaroor hota hay lykeen ham pher bhi stop loss ka istimail nai kerty ya sarif iss liay ky Shahid trade wapiss Jo jay oor iss main aap account tak wash kerwa liaty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

          G baai jithnay be kam experiance walay members hay wo har trade may dathay hay k osay loss nahee ho jaaye lekin per be wo stop loss use nahee karthay asay log ye kion bool jathay hay k hamari safe trading k liay stop loss buhut zaroori hay kionka agar kam loss ho jaaye tho osay hum kise na kise tareeka say recover kar lathay hay lekin agar hamara account wash ho jaaye tho per kuch be nahee ho saktha.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

            ASsalamu Alaikum my dear bhai jan g han forex trading main stop loss ka use bahut zarori hae agar ap koi trade open karte ho or us main thora risk lete ho or agar market down ho jate hae or ap ko pata nhe hota to apka account wash bhe ho sakta hae to is liye agar us ne sl lagaya hota to thore loss main trade close ho jate to is liye hamen sl use karna cahiye
            • #7 Collapse

              Re: Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

              Ji han bhajan aapane bilkul theek hi kaha hai hamen chahie kiloskar dar se ham ismein himmat na hare Hain kyunki agar Ham ismein himmat Har te Hain To Ham ismein kabhi kamyab nahin ho sakte hamesha ke trading ke waqt hamen mat karna chahie kamyab hone ke liye Ham ismein himmat karenge to hi kamyabi hasil karenge
              • #8 Collapse

                Re: Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

                Gee haan forex mein humain loss ka bhi dar hota hai lakin phir bhi hum apni trades mein stop loss use nahin kertay tou humain chahyea kay hum apni trades mein stop loss lazmi lagaya kerain iss sae humara loss kam hota hai aur jo loss hota hai woh easily recoverable hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

                  pahly to hamien loss ka dar hona hi nhe chaye hamien is traha ki trades lagany chye jis sy hamien loss ka dar hi na ho hamien apny uper confidence hona chaye mager hamien apny trade sacure karny k lye stop loss ka use zaruri h so ager ham esa nhe karty to pher hamien is mn loss hota h aur ik bhary loss ka samna karna barta h so hamien chaey k is ka use lazmi kaiern
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

                    Dear my brother ap ki bath sahi hay kay hum ko loss ka to dar hota hay mager hum stop loss nahi istamal kartya iss ki waja ya hay kay ager hum ko malom hay kay hamara account kay mutabik lot size hay to ager koi tread loss may calie jay to hum iss ko pendung may rahny daty hay hum ko malom hay kay ake din ya profit may zaror ay gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

                      Assalamualaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki han Dart too Hain ke Ham loss kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham stop loss kause karne se Hamara account save Rahega .is liye hamain stop loss ka use kr ke hi trading krni chahiye..
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

                        assalamu Alaikum Mere Bhai chalo theek Honge main aap Logon se Itna Kahana chahta hun Kya Main loss Ka dar rahata lekin usko use Nahin Karte yah Baat bilkul bhai sahab Ne sahi farmaya hai Kyunki Hamen is chij ka buhot dar rahata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

                          ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamen chahie hai ki Ham ismein stoploss ka use Jarur Karen aur Hamen ismein take profit Kabhi use karte Rahana chahie hai agar Ham ismein Dar Dar Par stopwatch ka use Nahin Karenge to hamesha Kamyab bhi nahin Honge isliye Agar Apne kaun ho was hone Se Bachana Hai To Hamen ismein stoploss ka use karna hoga
                          PAK ARMY ZINDA ABAD
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

                            Achcha kam Karte Karte Aage Sab Ko Lage ki Ham Achcha kam kar rahe hain Ek Jaruri Baat hoti hai kya Hamen Yahan Par apni mistakes ko Kabu Mein Rakhna chahie Hamen Jyada Se Jyada nuksan ki taraf Nahin Jana chahie mistakes ko repeat nahin karna chahie information Jaan Se Bhi Mile generate kar leni chahie Ek dusre ki Ja sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ka dar lekin stop loss ka use nahin karte

                              Aslam O Alaikum Dear friends:1f33b::1f33b:
                              dear friends bilkul aisa he loss ka dar hote huye bhi Kafi traders Stop Loss nahi use karte wo iss soch me hote hen shayad trend wapas profit me na reverse kare isliye dear traders nahi use karte stop loss but unhe chahye zaroori hai stop loss use karna ku ke stop loss se he loss se bacha jaa sakta hai:1f331::1f331:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X