mahnat may azmat hay...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mahnat may azmat hay...
    ya bat to sub ko pate hay kay mahnet may azmat hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mahnat may azmat hay...

    Dear sir bilkul mehnat mein azmat Jo karta hai vah kamyab ho jata hai kyunki is business ka kam Sab ko bolna chalna hai lekin ko milta hai Jo form ko hamesha dillagi ke sath join karke ismein mehnat karta hai usko hi achcha milta hai kyunki forex ka kam bolo suna hai
    • #3 Collapse

      Re: mahnat may azmat hay...

      Asslamo Alakum wellcome to pak forex forum dear friends hn g jo log forex forum p mhnt krty hun learn krty hun wo log forex se bht kch hasil krty hun wo life min kmyyabbi hoty hun
      • #4 Collapse

        Re: mahnat may azmat hay...

        G han dear ye duniya ka rule hai aur hum hamesha say daikhtye ain hain kay mahnet jay sath kam karnye wala kabhi bui naqam ni jota hai aur kamyabi us ka muqdar ban jatye hai tu es mai kam karain tu bus mahnet kay sath he karain ager kamyabi hasil karmi hai tu kiyu kay bina mahnet kay tu kich bhi mumken ni hai
        • #5 Collapse

          Re: mahnat may azmat hay...

          follow krna ha aor trader ka acocount disable na ho ga aor trader ko trading main experience sa work krna ha ki bat theek hai lakin aap ko pata hona chiay kay jab ham real account main invest karain gay to us main kafi zada leverage karain gay kay real account main na karain shift. Kiun kay aap ko pata hona chiay kay high leverage main ne trade lot size increase kar
          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
          • #6 Collapse

            Re: mahnat may azmat hay...

            mehnat main azmat h bilkul shi kha dunya main jo bui aadmi sucessful h wo sirf apni mehnat k bal booty pr sucessful h forex main bhi kuch aisa hi h jis ny is main sucess hasil krni h wo is main hard work kry dill lga kr ziada sy ziada posts kry phir hi is main wo kamyaab ho akta h
            • #7 Collapse

              Re: mahnat may azmat hay...

              Ji bilkul mehnat Mein Azmat Hai Mehnat hi Mein Hamari kamyabi Chhupi Hai mahanati Insan Duniya ke har Maidan mein aasani se Kamyab Ho Jata Hai Is wajah Se Hamen mehnat Se Ji Nahin Churana chahie
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: mahnat may azmat hay...

                aslam o alikam g han bhai ap na thek keha ke mehnat ma azmat ha jitne bi log dunya ma kamyab huwe han wo apni mehnat se kamyab huwe han un logon kabi mehant karne ma koi sharem feel nhi ki belke mehnat ker ke bata diya ke ap kabi kamyab nhi hu sakte jeb tek ap mehnat nhi kerte kioin ke mehnat ma hi azmat ha mehnat se kamya gaya paise ma bi berkat ha
                SUMIYA TRADING JOURNAL

                اب آن لائن

                Working...
                X