Trading news kahan sae hasil kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading news kahan sae hasil kerain
    Mera sawal news k concern ha k forex trading k hawaly sa news update humain kaha sa asani sa mil sakti ha jis pair pa hum trade karna chahty ha us ki latest up date k leye humain kia karna chaheye please apna experience share kar k bataye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading news kahan sae hasil kerain

    Jaisa ki aap Jante Hain Ki market Mein Bahut Si news bhi impact Paida Karti Hain aur inke bare mein agar aap knowledge Hasil karna chahte hain ki kis time par kaun si news a rahi hai to Forex factory per jaen aur vahan se aapko yah information mil sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading news kahan sae hasil kerain

      Feeding ki news app website ko search karke bhi Hasil kar sakte hain different websites which provide Karti Hai Lekin aap jis broker ke sath kam kar rahe hain sometime vah bhi aapko trading ki related news ke bare mein batata rahata hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading news kahan sae hasil kerain

        News hasil kerny ky liay bahot sary platform hain ky hamain sirf Meta traders jin main ham account login ker ky trade kerty hain un main bhi news ka option available hota hai ham wahan sy bhi news hasil ker sakty hain lekin best option tou investing. Com application hai jahan per news ki previous aur cons value bhi aa rehi hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading news kahan sae hasil kerain

          Forex mein trading news hum kahin sae bhi hasil ker saktay hain lakin uss kay lye humain internet per search kerna hota hai aur trading news bhi confirm profit aap ko nahin dila sakti hain unn per bhi aap nay andazay sae trade open kerni hoti hai aur agar aap luck achi hai tou aap ko profit ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading news kahan sae hasil kerain

            G han dear trading news ki kafi side hain per merye khyal say aik app hai jo kay es kam kaliye fit hai wo hai investing.com kiyu kay es kai kafi uodate news atye rhtaye hain aur un ko daikh kay trade ko open kara dain kabhi naqam ni hum gaye es mai
            • #7 Collapse

              Re: Trading news kahan sae hasil kerain

              Dear brother aisi bahut sari websites hain jen say forex trading k news hasel ki ja sakti hain aur saray trades en websites say trading ki news hasel kartay hain aur en main say ek website forex factory hy. main es website ko trading ki news dekhnay k leay use karta hon aur es main sari news k baray main pehlay say bata deya jata hay.
              • #8 Collapse

                Re: Trading news kahan sae hasil kerain

                forex main hum har pair main par news hote hain hamy news ko dakt kar trading karne chahey market close hony ky bad ja open hote hain to is main news hote hain hamy in ko watch karna chahey or per kem karna chahey hamy marekt ko achy sy analyses karna chahey agar hum is main tukky laga kar kam karty gy to hamy loss ky sawa kush be hasil nahe ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading news kahan sae hasil kerain

                  Boss aap ki baat belkul durast hai aur forex trading mien news ka bhoot hi amal dakhl h agar ham as mien news ko dakh ker trade kerte hien tu ham as mien her bar kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien news ko follow karna hota h
                  aur ham ko as mien her bar news k ane sy pahle market ki herkat ko dakhna hota h agar ham ko as mien andaza ho jata h tu ham as mien trade ker sakte hien aur agar hamain news dakhne hote hien tu ham forex factory per ja ker dakh sakte hien aur read ker sakte hien.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading news kahan sae hasil kerain

                    Assalamu alaikum my dear friend aapka accha Sawal Hai Hamen trade open karne se pahle market ka acchi Tarah analyses karna chahie aur chat kar fir market ko Dekh Kar phir hi teade Karni chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X