Trading me ham zeyda loss hi kinud karty hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me ham zeyda loss hi kinud karty hey
    Agar socha jaye to ham trading me hamesha zeyda loss hi kinu karty hey es ki waja mery khayal me ye hoti hay key ham zeyda profit hasil karny key ley market key condition ko analysis key baghir some time bahot zeyda risk le lety hey aur trade ko es time tak close karna zarori nahi samjty jab tak account wash nahi ho jata hay, agar trade loss me change ho jaye to hamy news par focus karna chaye aur sath me market trend par be hamari nazar honi chaye agar market trend zeyda strong ho to hamy loss me hi trade close kar deni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me ham zeyda loss hi kinud karty hey

    bilkul baaz dafa ham lalich me aa kar ghair zarori tarde ko bhi chalny dety hai ky ye bhi profit dey gy par aisa nahi hota or hamra account wash ho jata
    Achy Threads py thanks tu banta hai na
    • #3 Collapse

      Re: Trading me ham zeyda loss hi kinud karty hey

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss hum khud kartay hen ya hamari ghalti ki waja se loss hota hey kiun aik tu ziyada profit ka lalach kartay hen aur bagher sochay samjhay bari bari trade laga detey hen aur phir jald bazi se kam letey hen jiss ki waja se mistakes ho jati hen aur phir loss hota hey
      • #4 Collapse

        Re: Trading me ham zeyda loss hi kinud karty hey

        Ji mere dost main aapko yah batana Chahta Hun Ki Har Koi Forex trading Mein Los nahin karta Jo Galti Karta Hai usi ko hi loss hota hai Jis Tarah Se aap market ko analyse Nahin Karenge to zahir Si baat hai aapko loss Hoga aur apne senior Se knowledge Liya Karen market ko acchi Tarah Se analyse Kiya Karen Tu Is Tarah Se aapko loss Nahin Hoga balki aap ek Achcha profit Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading me ham zeyda loss hi kinud karty hey

          Aslamoalaikum dear member mery mind ka mutabik loss hony ki asal waja lalach ha ka lalach mn aa kr trade pa trade lgaty jaty hn or markeet ko chek ni krty or phir hmm ko loss ho jata ha dosri baat ziyada profit ka chakr mn aaa kr b loss krwa bathtay hn or apna account b wash krwa laty hn isliya hmm ko ziyada loss ho ta ha ek acha trader kbi b lalach mn aaa kr trade ni lgata wo achi trha pehly markeet ko analysis krta ha phir trade lgata ha or wo jalid bazi ni krta kisi b kamm mn
          • #6 Collapse

            Re: Trading me ham zeyda loss hi kinud karty hey

            G han aisa he hain hum iss main jinta loss karwata hain humain iss main utna he sekna ko milta hain humain chaiye k hum iss main himaat na harye zada sy zada mehnaat kariye iss business main joh humain aik acha or kamiyaab trader bana sakiye humain iss main apni learning ko knowledge ko better karna chaiye tabhi hum iss main aik acha or successful trader ban sagta hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading me ham zeyda loss hi kinud karty hey

              G haan dear main aap ki baat sa itafaq karta hoon k 8nstaforex trading aak online worldwide international bussniss hay iss main hum ko chaya k jab be trade ooen karan stop lose lazmi use karan lakan ager aap stop lose use nahi kartay hain aur aap ki trade lose main chsli gahi hay to account wash karwana sa bhatar hay k apni trade lose main close kar dain ta k account wash na ho
              • #8 Collapse

                Re: Trading me ham zeyda loss hi kinud karty hey

                Kion k trading bahot zada risky business h 4th or sath sath profitable b hy or hum lalach men ajaty hyn jis ki waja say hamen loss hojata hy agar hum apnay greed ko control kar lein to hum kamyab ho sakty hyn or hamen loss b ni hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me ham zeyda loss hi kinud karty hey

                  Kyunki Hamara sabse bada masla yah hai ki Ham market Mein Jab Bhi Koi train open Karte Hain To Apne lalach ki baspa open karte hain na ke apni jarurat ke lihaj se ya market ki condition ke liye Hath se to iski vajah se Ham bahut jyada loss face Karte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me ham zeyda loss hi kinud karty hey

                    Trading mn loss hmri apni mistake ki wja sy hota learning na hony ki wja sy r money managmnt na hony ki wja sy lalch krny sy r sabar na krny ki wja sy is liy hmy y chezy smjhni chahy r in mistakes ko theek krna chahy insan mistakes sy hi seekhta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me ham zeyda loss hi kinud karty hey

                      G bilkul dear aisye he bat hai kay trading mai lose humain apni he waja say hota hai kiyu kay hunari apni ghltiya hotye hain jin ki waja say humain es mai kafi had tak lose ho sakta hai tu humain kosesh karni chye kay ghaltiya kam say kam karain aur es mai kamyabi hasil kar lain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me ham zeyda loss hi kinud karty hey

                        hello dear friends good morning aapane bilkul theek kaha hai trading mein jyada loss nahin bus khud Hi karte hain apni mistake karte hain jald baji karte hain knowledge karte hain emotional trading open karte hain lot size jyada karte hain isliye mistake ki buniyad per bahut jyada loss kar lete hain......
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me ham zeyda loss hi kinud karty hey

                          trader ko forex trading main guide ho aor forex trading main experience ho aor trader bonus account main robot use krain aor trading nahi kar saktay robot per kiun kay jo hm Pakistan forex forum say affiliate insta forex bonus account per ham robot trading nahi laga saktay kiun kay robot install karnay kay liay vps hona chiay
                          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X