forex forum men fazool threads ki wjha sy posts ka delte hona ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex forum men fazool threads ki wjha sy posts ka delte hona ?
    bhai jan aj men apko aik bta dion k hamri jo akser posts delete hoti hain us ki main wjha kiya hai.hamri posst k delte hony ki main wjha ye hai k ajkal jo new members hain jion k sirf posting k bary men he maloomat di jati hai.laikin unko forex trading k barymen kuch bhi ppta nh hota to wo log copy threads ker dety hain ya phir aisy threads kerty hain k jin ka forum aor forex sy kuch bhi connection nh hota.isliye hamen chye k ham in threads per jwab bhi na den.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex forum men fazool threads ki wjha sy posts ka delte hona ?

    Dear brother forum pe hamari posts delete honay ki sub se bari waja repeated aur fazool threads hen kiun k hum khud aesi threads pe reply posts kartay hen aur jab review men woh threads delete hoti hen tu uss k sath hamari reply posts bhi delete kar di jati hen iss liay tamam members se request hey k woh aesi threads bilkul nah karen
    • #3 Collapse

      Re: forex forum men fazool threads ki wjha sy posts ka delte hona ?

      assalamu Alaikum friends ummid karta hun Sab khairiyat se Honge ji haan ap bilkul theek kah rahe hain akser posts delete hoti hain us ki main wjha kiya hai.hamri posst k delte hony ki main wjha ye hai k ajkal jo new members hain jion k sirf posting k bary men he maloomat di jati hai.laikin unko forex trading k barymen kuch bhi ppta nh hota to wo log copy threads ker dety hain ya phir aisy threads kerty hain k jin ka forum aor forex sy kuch bhi connection nh hota.isliye hamen chye k ham in threads per jwab bhi na den achi threads ka jawab den
      • #4 Collapse

        Re: forex forum men fazool threads ki wjha sy posts ka delte hona ?

        Aap ko forex forum main post thread ka hasab say karni chaiy fozol post nahi karni chaiy jis ka aap ko koi faida nahi ho ga fozol post delete kar di jati hai iss Lia thread ka hasab say post krani chaiy iss say aap ki post quality wali ho gi or aap ko bonas bi acha Mila ga
        • #5 Collapse

          Re: forex forum men fazool threads ki wjha sy posts ka delte hona ?

          Je han, ham bhot bar senior sy sunty hai k knowledge achi ni hai to thread sy perhaz karna chahhe, forex gher meyari thread ko delete kar deta hai, jis sy na serf thread karny waly ko nuksan hota hai balky us thread ki posting karny walo ko b nuksan hota hai kiu k unki posting b delete kar di jati hai, hamy chahe k serf un thread ka jawab dyn jo achi quality k hon,
          • #6 Collapse

            Re: forex forum men fazool threads ki wjha sy posts ka delte hona ?

            Humain chaiye k hum iss main sirf us thread kah reply he da joh humain iss main acha sy samj aa raho ho or hum iss main tabhi acha sy kam akr sagta hain humain iss main fazool k post or thread nahi lagni chaiye warna hum iss main apna time he waste karta hain jab koi fazool thread lagta hain toh hum iss main apni mehnaat be zaya karta hain or us pr reply karna walo k be mehnaat zayaa hoti hain
            • #7 Collapse

              Re: forex forum men fazool threads ki wjha sy posts ka delte hona ?

              G han jo be thread fazul ho gi ya Forex business se related nahi ho gi agar ham es par reply karen gey to threads key sath hamari post be delete ho sakti hay aur agar ham esi thread khud create karen gey jes me knowledge nahi ho ga ya fazul thread ho gi to hamari ye thread be delete ho sakti hay, members ko useful threads par hi reply karna chaye aur sath me khud be informative aur useful thread hi create karny chaye.
              • #8 Collapse

                Re: forex forum men fazool threads ki wjha sy posts ka delte hona ?

                g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai aor main ap ki bat se agree karta hon forex forum main fazool threads ki waja se hi hamre posts ko delete hona pafrta hai as liy hamein chahye hai ke ham as main ache se kam karen aor hamein fazool threads na karen tu hi ham kamyab hon ge as main
                • #9 Collapse

                  Re: forex forum men fazool threads ki wjha sy posts ka delte hona ?

                  forum pay humari aj kal posts delete hui hain in ki main reason ye hai k hum fazool threads pay reply karty hain jis ki waja se humari posts b threads k sath delete ho jati hain kyu k hume koi informative threads milti nahi hai jis ki waja se hum fazool ya wohi repeated threads pay posts karty rehty hain aur humari posts delete hoti jati haain.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex forum men fazool threads ki wjha sy posts ka delte hona ?

                    Dear aa0 na bhot aachi baat ki hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k hum pak fouram per post kartay rahtay hain aur next day hum ko pata chalta hay k hummari bhot si post delete ho gahi hain iss ki sab sa bari waja ya hay k jin thread per hum na post reply ki thi un thread ko fouram ki taraf sa naqas hona ki waja sa delete kar daya hain aur un ki gahi post be delete ho gahi hain iss laya hum ko chaya k hum jo thread mayar k matabic hoon un per reply karan
                    • #11 Collapse

                      Re: forex forum men fazool threads ki wjha sy posts ka delte hona ?

                      Gee han kuch thread aisy hoty hai jis par humari post delete ho jaty hai is ki kafi wajah hoty hai aaj kal new members jo boht taizy se aa rahay wo post pehlay hi zaida nai karte kuch karte hai jab k wo forex ki study b is forum se hi kar k new thread bana daite hai un par comments b kar chukay hai jis ki wajah se aisy thread delete ho jaty hai sath main sari post b delete ho jaty hai un ko aisa nai karna chayie
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex forum men fazool threads ki wjha sy posts ka delte hona ?

                        Ji bilkul forex forum mn fazul threads delete hojati hain hum us post ka reply karty hain isi liye jab wo post delete hoti hai according to forex rule humari post bhi del hojati hai humko chahye k forex forum mn buht ehtiat s chalen rules ki pabandi karen time table set karln fir usi schedule k according kam karen forex mn Jo rules ko avoid karty hein unka bonus bhi acha nhi ata keun k forex humare liye as an earning source hai so humko chahye k earning mn kami nhi ae baly bathti jaye humari earning fir directly hum apna Sara knowledge sara experience real account par surved karen ta k profit ho or humare liye forex s bhtr koi business nhi hai jitna is par hardworking ki jati hai utna hum gain karty hain forex ko officially treat karny waly kbhi bhi nakam nhi hoty hain forex buht best business hai ....

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X