low profit is better than loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Main aap ki baat se agree karta hun keh low profit hamesha better hai loss se aur agar hamary pass koi achi strategy ho gi to hum market main kafi successful pips laga sakte hain aur koi knowledge nahi ho ga to loss kar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Syed Mujtaba Hussain Shah پيغام ديکھيے
      When you doing the trade and after waiting for sometime you feel that now you have got low profit that it might be loss in the next moment then you should get that low profit instead being in the loss.
      what do you think?
      g bahi ap ny bilkul thk kaha k low profit los sy behtar hy q k low profit sy hummy profit ho ga or hum next bhi low profit ly ly kar achi trading kr saky gy or hummy greed bilkul bhi ni karni chaye q k greed sy hamesha hi loss hta hy
      • #33 Collapse

        zayada tar new traders yahi ghalti kartay hain ke wo apna daily ka profit target zayada rakhtay hain jiss wajah sey wo big lots par trading kartay hain aur uss wajah sey wo apna account bohat short time main hi blow out kar letay hain.
        • #34 Collapse

          ji mere bhi ap ki baat teek ha hume chyae k hum forex par trading k liye proepr training karn or agar hume forex par trading kr k acah proift earn ho or jatna he proift hume mile hum wo proift hasil kr lena chaye zayda ki lalach ni krni chaye warna humara proift loss ho jata ha
          • #35 Collapse

            low profit is better than loss. jasa k ap sb ko pata ha k lalich buri bila ha .so ap itni trading karo k app ko profit b sahi mil jae. aghar profit na be mily to loss itna ho k app bardsh kar sako.
            • #36 Collapse

              Yes low profit her lihaz se better hai or hum ko low profits b accept kerne chahye q k low profits mein hum ko faida hi hota hai loss nahi or agar hum low profits ko miss kere gey big profit k chaker mein to humare hah mein low profit b nahi aye ga.
              • #37 Collapse

                dear kuch na kuch kmana b bari bat ha aur na kmaney se to behtar he ha agr ap ko es se zyada profit nhe ho rhe to es ma b worry hone ki zrurat nhe q k jitna ap kma lete hain wo b theek ha aur ahista ahista he banda aage barhta ha to mere bhai experience b barhta ha aur profit b .......
                • #38 Collapse

                  yes brother i agree with you hamy high profit k chakar may low profit nae loss karna chahye ager ham confirm na hon gay market mazeed move ho gi positve to hamy low profit pay he trade close kar kay apna profit get kar layna chahye it would b batter and save
                  • #39 Collapse

                    hana gee zhair hai agar loss hoo ga toh is ma hmara capital bee chaala jaye ga or agar hmien loss nahi hoo ga toh hmra capital be baha rahy ga or is tarhan hum log thora bohat bee kama sakien gy
                    • #40 Collapse

                      Sabhi logon ki koshish honi chahiye kay woh apni investment ko bachanay kay liye puri mehnat kay sath trading karen aur thora earn karen takay unhen loss na ho. Yeh wesay bhi risky trading hai aur aap nuksaan kar gaye to phir kesay doobara trading kar saken gay.
                      • #41 Collapse

                        g dear low profit hame loss se bacha skta hai bs ye bat dehan mai rkhni chahiye k jab b ap trading kren to us mai greed na kren warna ap ko loss hoskta hai
                        • #42 Collapse

                          g bhai hmain loss ki bjae mehnat kr ke profit earn krna chahiye lekin ye sath sath hai loss bhi hota hai rehta hai lekin agar greed kiya aur phir loss kiya to ye buht hi buri bat ho gi is mein mehnat se experience gain krna hota hai jis se kameyabi hoti hai
                          • #43 Collapse

                            bhai jha tk mera knowledge hai Greed mai or zyada profit k chkro mai apko loss hi hota hai Q k greed say kbi kisi ka faida nhi huwa jisnay b kisi cheez ki greed ki wo nuksan mai hi rha.isi liye mai smjta hoo k zyada big lot say achi small lot hoti hai or us lot say honay wala profit b hmay accept krna chahiye Q k agr hmay us small lot say loss b ho jaye to hum khushi say bardasht kr sktay hai.isi liye thora profit zyada loss say acha hi hota hai.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #44 Collapse

                              yes low profit is beneficial than loss.dnt greed be humble while trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                g low profit bht acha hai bajae ka hum money loss kardy apne.qk thora thora profit kar kay hum bara amount ya bara profit bana sakte hai jab kay loss sy hum dis heart hote hai or apne hope loss bhi karte hai or kam karne sy bhi bhangte hai qk jis kam mai loss hota hai us sy insan ukta jata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X